Chapter 65

557 70 12
                                    

"May I come in sir?" Sanyukta asked stood in front of the principal's office.

"Yes, come in." Principal said thus Sanyukta entered at the cabin and became shocked to saw all the trustees there including Prof. Vardhan.

"Sir aapne mujhe bulaya?" Sanyukta almost whispered as she became nervous to saw the trustees there.

"Haan Sanyukta maine tumhe bulaya tha, kuch important kaam hain." Principal said slowly.

"Yes sir." Sanyukta said cleared her throat.

"Actually wo jo laboratory mein blast huya tha uss incident ke ware mein tumse kuch baat karna hain." Principal said when Sanyukta became shocked.

"I know yeh jarur uss Randhir ka plan hain. Maine uska proposal reject kiya iss liye revenge lene ke liye wo mujhe college se expel karne ki kousish kar raha hain! I'll see you Randhir!" Sanyukta groaned in mind.

"Sir maine kuch nehi kiya, meri koi galti nehi thi I swear. Please sir." Sanyukta pleaded.

"Relax Sanyukta darne ki koi jarurat nehi hain, hum jante hain ke tumhari koi galti nehi thi." Principal said when Sanyukta looked at him shockingly.

"Aapko pata hain?" Sanyukta asked curiously.

"Haan Sanyukta. Actually humne phirse enquiry kiya aur kuch aaisa clue samne aaya jisse pata chala that you are not guilty but innocent." Principal said when Sanyukta can't believe on her ears.

"And what's that principal sir, am eager to know that!" Came a feminine voice thus Sanyukta looked over there and saw a lady in formal were sitting at the extreme corner of the table. Actually Sanyukta was too much tensed so she can't noticed her before.

"Yes Miss Raichand wohi explain karne ke liye toh maine saare trustees ko aaj yeha bulaya hain. Lekin usse pehele uss din laboratory mein exactly keya huya tha wo Prof. Vardhan aap sabko batayenge. Vardhan please brief them." Principal said to Prof. Vardhan thus he nodded positively.

"Uss din maine students ko sodium aur kerosene ka ek experiment diya tha aur jaise hi Sanyukta ne dono chemical ko mix kiya uski test tube mein se dhuya nikalne laage aur wo blast ho geya." Prof. Vardhan explain the whole thing.

"That means galti Sanyukta Agarwal ki thi kyu ki hum sab jante hain ke aagar sodium aur pani ek dusre ki contact mein aaye toh phir blast ho sakta hain. And I think Sanyukta ki test tube mein pani tha aur usne bina check kiye hi wo tube use kiya tha jiski wajase blast huya." Maya said coldly when Sanyukta gulped hard.

"Aagar aaisa hain vi toh galti Sanyukta Agarwal ki nehi hain, kyu ki test tube check karna uska duty nehi hain. Aur aaisa vi ho sakta hain ke pani test tube mein nehi kerosene mein tha. Aaj kaal milawat ka zamana hain, you know Maya!" Vardhan said shrugging his shoulders.

"Aagar aaisa hain toh phir koi aur blast kyu nehi huya? Sirf Sanyukta ki tube hi kyu blast huya?" Maya asked raising her brows.

"Ek minute Miss Raichand pani chahe test tube mein ho yeah phir kerosene mein, dono hi situation mein hum Sanyukta Agarwal ko galat sabit nehi kar sakte. Jo vi huya uss mein Sanyukta ka koi fault nehi hain." Principal said firmly.

"But kisika toh fault hain! Kyu ki accident vi bina kisi reason ke nehi hota!" Mr. Harsh Singh Shekhawat said firmly.

"You are right Mr. Shekhawat but fault Sanyukta ki nehi weather ki hain. Wo monsoon ka season tha so weather damp hone ke wajase Sanyukta ki test tube mein thoda sa moisture rahe geya tha jiski wajase wo blast huya tha. That was just an accident not anyone's fault. Humari enquiry toh yehi batati hain and that means my student Sanyukta Agarwal is not guilty and it's proven so aab iss file ko close kar dena chahiye." Professor Rao said confidently.

Blind Faith जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें