Ek dil e khwahish💖💖

346 34 10
                                    

Next day, Sid knocked his parent's room for some important talk..
"Ha baccha kya hua , thik hai na tu, kuch problem toh nahi hai na?" asked a very anxious Rita ji to her son who was standing in their doorstep at early morning..
"Ha maa sab thik hai, aapse kuch baat karni thi Shehnaaz ko lekar, kya main andar aau?"asked Sid to which Rita ji said," maar paregi tujhe, apne maa baba ke room mein aaraha hai woh bhi puchke, chal aa andar " saying so Rita ji pulled Sid into the room..
"Ab bol kya baat hai, Shehnaaz thik hai na?"asked Rita ji getting tensed again..
"Ha maa woh thik hai...main guest room mein check karke aaya hoon, mujhe aapse kehna tha ki Shehnaaz ka leg transplant karwaaye, mera ek dost hai US ka , woh doctor hai, usse baat kiya maine ki Shehnaaz ke legs ka kuch Kiya ja sakta hai toh, toh usne kaha ki leg transplant can be best option.. isliye maine aaj Shehnaaz ka appointment fix karwa Diya hai uske saath..as uska Mumbai mein bhi chamber hai..toh pls maa aap usko le ja sakegi?" asked a very serious Sid to which Rita ji had tears in her eyes seeing her son's care for the girl who broke him, ditched him for her boyfriend, but here he is planning to give her a new life..she felt proud of her son and blessed to get a son like Sid ..with this Rita ji said, "Tu itna accha kaise ho sakta hai baccha..aaj mujhe lag raha hai ki main kamiyaab Hui hoon apne baccho ko ache sanskar Dene mein..mera raja beta..tu chinta mat kar , main use le jaungi.."
"Aap ke sanskar ache hai , isliye aapko lag raha hai ki mein accha hoon..nahi balki mere ache hone ka credit aapko aur baba ko jata hai..thanks maa for always supporting me, loving me to no end.."saying so Sid hugged his mother tightly..
After a long hug, Sid said with his voice depicting seriousness, "Maa par aap wada kijiye , aap Shehnaaz ko kabhi yeh janne nahi doge ki Maine usko doctor dikhane ke liye kaha hai" to which Rita ji asked,"Par beta tu yeh sab kyun chupa Raha hai?"
"Maa main mahan nahi Banna chata..mujhe use aise toote huye dekhne mein accha nahi lag raha ..usne apna career kho diya, apna ek pair kho diya..balki yeh nahi apna baccha bhi kho diya, uske pyaar ne bhi dhokha diya use..jiske liye usne mujhe chora..mujhse yeh dekha nahi ja raha... isliye main usko ek nayi zindagi Dena chata hoon, usko successful dekhna chata hoon..bhale hi hum saath na ho, pyaar jo kiya hai main usse ..aur apne pyaar ko Harte huye nahi dekh sakta" said Sid with tears in his eyes..
"Thik hai baccha jaisa tu kahe" said Rita ji to which Sid nodded his head and went from there .but there was one person who heard all their talk..and had tears in her eyes.. thinking how can a person be so selfless and loving....with this that person ran to her room...

Pyaar Mein Dard Hai(Completed❤️)Where stories live. Discover now