Chapter 28

1.2K 197 110
                                    


After dragging Haseena inside the house, Karishma left her hand in a jerk as haseena looked at her sternly and asked, "Kya tha ye sab aapne hume baat khatam karne ka mauka tak nahi diya”

Once again, Karishma gritting her teeth moved closer to her and asked, "Tumhe ek bar mai baat samaj nahi aati na?”

In a confused and annoyed tone, Haseena asked, "Masla kya hai aapka"

 “Kitni baar samjana padega k us ladke se dur raho” Karishma snaps back angrily.

“Aur hume kitni baar batana padega k hum sab samjte hai aur hum koi chote bacche hai jo aap hume samja rahi hai k kise baat karni chaiye aur kis se nahi” asked Haseena who was irked by the sudden change in behavior of Karishma.

In a fit of rage, Karishma yelled, "Vo ladka sahi nahi hai jis tarah se tumhe dekhta hai na I don't get the right vibe from him at all."

Haseena too yelled, “Aapko us se right vibe nahi aati toh vo aapka masla hai humara nahi aur aapko itna over react karne ki bhi koi jarurat nahi hai”

"Do you like him?" Karishma asked in a more annoyed, frustrated tone.

Haseena screamed, "Dimag Kharab Ho gaya hai kya aapka….. Pagal ho gayi hai kya aap kabhi kabhi gusse mai kya bol deti hai khud ko bhi samj aata hai ya nahi"

“Ha tumne mera dimag kharab kar k rakh diya hai agar us ladke ko pasand nahi karti toh baat karne ki bhi zarurat nahi hai itni choti si cheez tumhe samaj nahi aa rahi hai kya” said karishma angrily.

Haseena responded “Bacha hai vo bas madat kar raha tha aur pata nahi aap itni choti baat ko kaha se kaha le ja rahi hai”

Karishma calmed herself down a bit and said "Everyone who is nice to you doesn't always have good intentions……. Sirf yehi samjana chahti hu tumhe”

As Haseena was pissed off by the whole argument, she said, "Toh fir aap bhi toh mujse ache se pesh aa rahi hai kuch waqt se toh aapke bhi irade galat hai kya”

Karishma was taken aback as her heart ache with unknown reason.  She responded with offended tone “Wow! You're comparing me to the guy you met on the way. You can trust his intentions but not mine….. Fine aaj k baad kuch nahi bolungi tumse” She started to leave shaking her head.

Upon hearing her words, Haseena's heart sinks and she runs behind her, holding her wrist and saying, "Hum maaf kar dijiye humara irada aapko naraz karne ka nahi tha."

Karishma pulled her hand back and said “ Please muje akela shod do abhi mai bohot gusse mai hu pata nahi aisa kuch keh du jo tum sunna na chaho”

Haseena came in front of her and said “Nahi phele aap humari puri baat sunegi”

Karishma gave her sharp glare but haseena blocked her way and said “Aapki problem pata hai kya hai you react before you listen……. Kisi ko samjane ka mauka tak nahi deti……

“Jis insane par bharosa hi nahi hai use explaination hi kyu dena hai” asked Karishma in dispointment tone.

Haseena understood her depressed tone and replied “ Humare zindagi mai fihal kuch log hai jo humare liye bohot zada maine rakhte hai….. Aur hum jante hai k Pushpee aap ya santosh humara bura kabhi nahi chaoge ….. Aaj tak humari kitni baar bhi ladai hue hai aapne kabhi bhi humare liye bura nahi chaha hai…… Shayad itna waqt saath bitane ki wajse ek dusre ki parwah bhi karne lage hai hum dono…….. Isliye out of concerned aap hume Jimmy se dur rahne k liye bol rahi hai ha hum mante hai k hum thode masoom zarur hai par bewaqoof nahi…… Insano k kirdaro ka jada tajurba nahi hai par samaj jarur hai…….Aur aap par toh hum ankh band kar ke bharosa karte hai”

Destined to be TogetherWhere stories live. Discover now