Chapter 139

8.9K 484 76
                                    

Today is grand finale all were excited for it all the pain ,sufferings all the things they had gone through will be over in some hours of course they will miss this house and all the lovely memories they had made the fun , the joy all of it ignoring the bitter memories this feeling is so foreign for them they are excited, nervous ,happy ,sad lot of emotions and lots of memories that are making them emotional .

Rashmi- kitni yaadein judi hai iss ghar se acha bura bohot waqt guzra yaha aisa lagta hai ki puri lifr jee li ho yaha ek bohot important part ban gaya hai humari life ka ye.

Aarti- haa kabhi socha nahi tha ki aisa bhi hoga ki iss ghar se itna apnapan lagega yaha jo bhi hua ho par life ka ek hissa to humesha rahega ye ghar .

Asim- haa aisa laga yaha jaise kitna kuch mil gaya ho friends mile kuch to family hi bann gaye hai maine kabhi nahi socha tha ki mai itni aage tak aaunga par logo ne itna pyaar dia aur yaha kuch logo ke support ye safar ek memorable safar ho gaya hai .

Paras- wo kuch bhi ho par ab mai ye trophy jeet jau to maza hi aa jayega matlab waise bhi master mind to mai hi hoon iss season ka to jitna bhi mai deserve karta hoon .

Mahira- mujhe to jaldi se ghar jaana hai ammi ke paas bohot din ho gaye hai bas aaj ka din khatam ho .

Rashmi- ghar ki yaad to bohot aai hai par ab yaha se jaane ka time aaya to lag raha hai ki kuch choot raha hai .

Asim- miss to mai bhi karunga iss ghar ko after all bohot kuch dia hai iss ghar ne .

Sana and Sid were silently listening to them. Both were having mixed emotions they for sure miss this house as this house gave them lots of memories they had their lots of moment with each other they fought ,they laugh they cried they feel miserable but still this house will hold a special place in their hearts .

Sana - kitna ajeeb hai na matlab itna kuch hua yaha bohot bura acha sab kuch par ye ghar iski yaadein humesha rehne wali hai yaad hai yaha aane se pehle bilkul sure nahi thi par aaj yaha aakar iss mukam par pohoch kar aisa lag raha hai jaise kitna kuch hassil kar liya ho bohot kuch sikhaya iss ghar ne rulaya hasaya aur ab jaaned ka time aa raha hai to lag raha hai ki ye time yahi ruk jaaye kuch pal ke liye mai ek baar aur san kuch ache se dekhna chahti hoon iss ghar ka har ek kona mai apne ander sanjo kar rakhna chahti hoon .

Sid- haa socha nahi tha ki iss ghar se itna lagav ho jaayega matlab mujhe laga ki kuch mahine kaatne hai bas par ander ke pure emotion nikal ke rakh diye bohot kuch ehsaas dilaya iss ghar ne sikhaya bhi bohot kuch imtehaan bhi bohot liye par ye ghar humesha yaad rahega yaha ki yaadein yaha ka sab kuch bohot special hai .

Sana- haa wo to hai ghar jaane ki excitement bhi hai par iss ghar se jaane ka dukh bhi hai mai bohot miss karungi iss sab ko har friday ab salman sir se nahi baat kar payenge koi task nahi koi captain nahi kuch nahi sab kuch pehle jaisa ho jaayega par jo bhi hai ye ghar bohot bohot yaad aayega especially big boss unki aawaz nahi sunne ko milegi .

Sid- waise ek baat bta kal tak to tujhe yaha se jaane ki lag rahi thi aur ab tujhe ya yaad bhi aayega matlab kal ke baad jo bhi hua tu gussa nahi hai uss ko lekar ab .

Sana- hoon kyu nahi hoon mann to hai muhh tod doon jaake par kya hai na iss sab mein iss ghar ki ya big boss ki kya galti galti to creatives ki hai colors ki team ki hai ye sab jo siyappa kiya hai na wo un logo ne kiya hai .

Sid- haa chal ready ho jaa jaldi se .

Everyone got ready and sit in garden area as Salman sir is talking to them .

First Paras came out taking money as he got the chance so he grab it then aarti got eliminated then .

Rashmi got eliminated in rohit shetty task now Sana ,Sid and asim were left .

Sidnaaz an emotionWhere stories live. Discover now