Chapter 116

5.2K 376 13
                                    


Day start with the love birds in their bed  cuddling and talking to each other .

Sid - baby itni shaant kyu hai baat kar mere se .

Sana- mai ghar ka soch rahi hoon bas kuch din aur phir hum ghra par honge .

Sid- haa wo to hai maa bachhe preeti di neetu di sab ko miss kar raha hoon mai aisa pehli baar hai ki itna time mai unse door hoon na koi call na koi contack bas ek baar letter aur ek baar maa aai milne ke liye .

Sana- haa mai bhi bohot miss kar rahi hoon sabko aisa lag raha hai bas ye jaldi se khatam ho aur ghar par jaa kar maa ki god mein sir rakh kar so jau bas .

Sid- bas kuch time aur jaan phir ghar par hi honge .

Sana- mai punjaab bhi jaungi kuch dino ke liye bohot time se nahi gai hoon .

Sid- kuch dino ke liye kyu mil kar aa jayenge na .

Sana- nahi mujhe kuch din reh kar aana hai unke paas bohot din ho gaye daadi daada g se mile hue .

Sid- haa to mil lenge par reh kar kyu aana hai .

Sana- ek dusre ko space bhi de denge waise bhi tu bore ho gaya hai mujhse .

Sid- bore aur tujhse kabhi nahi chance hi nahi hai tu jaan hai meri dekh baby agar tu ye humari fights ki wajah se bol rahi hai fights kis couple mein nahi  hoti ye hi to aapke rishte ko strong banate hai pyaar jitna zaroori hota hai ek rishte ke liye utna hi zaroori ye fights bhi hoti hai dekh ye parallel chalta hai agar fights na ho sab acha acha ho to hum apne rishte ko for granted lene lag jaayenge ek rishte mein har emotion ka hona zaroori hai jaise hum khana banatge hai na agar us mein koi bhi masala kam ho jaye to taste nahi aata hai waise hi har rishte mein har emotion hona jaroori hai warna khana tasteless ho jaata hai jaise wasie hi rishte bhi sirf naam ke reh jaate hai haa pyaar bohot jaroori hai jaise namak jaroori hai waise hi par baaki cheese bhi utni hi zaroori hai .

Galti dono ki thi haa mai gusse mein thoda jyada bol jaata hoon par tu jaanti hai mujhe in sab ki aadat nahi hai tu jaisi hai apne aap ko khul ka express kar paati hai mai  nahi kar sakta mai ander hi ander ghutta rahunga par bol nahi paunga kyuki ye mera nature hai tere aur ghar walo ke alawa mai nahi khul pata hoon jyada isiliye friends banane mein bhi time lagta hai samjh rahi hai baby.

Sana- haa mai jaanti hoon isilye aisa soch rahi hoon dekh hum dono mein tu bohot samjhdaar hai thk hai tu har chez ko pehel parakh ta hai phir koi decision leta hai mera reaction sudden aata hai kyuki maine humesha sed waisa hi kia hai humesha isliye ho jaati hai galti aur mai yaha teri galti bulwane ke liye nahi bol rahi hoon mai iss liye bol rahi hoon ki hum jaise ek doosre ki jarioorat hai nahi reh sakte ek doosre ke bina dimaag kharab ho jaata hai kahi mann nahi lagta waise hi hum toxic bhi hai ek dusre ke liye jitna paas aate hai utna hurt karte hai ek dusre ko tu aur mai bilkul opposite hai to mujhe lagta hai mujhe  thoda change karna chaiye khudko   taaki ek dusre ke liye  better ho sake .

Sid- nahi nahi kaisi baat kar rahi hai koi change nahi karna chaiye tu jaisi hai mere liye perfect hai haa jhagda karte hai par utni care bhi to karte hai aur sana mai nahi chahta ki tu apne aap ko badle mere liye ya kisi aur ke liye bhi tu mere liye perfect hai nahi mai badlunga na tu badalna haa kuch cheeze hai jo humein dhyaan mein rakhni chaiye par wo saath reh kar hi hogi ek dusre se door reh kar cheese solve nahi hongi balki aur bigad jaayegi .

Sana- haa tu sahi bol raha hai mai kya karu samajh nahi aa raha hai .

Sid- kuch mat soch abhi ye last ke din hai enjoy karte hai ye ghar aisa hi hai yaha hum apni personality se alag behave karte hai kabhi kabhi par koi nahi insaan hai ho jaata hai .

Sana- hmm, sid knows she is still thinking about that .

Sid- baby kal mere baby ka birthday hai .

Sana- haayee mai to bhul hi gai thi tujhe yaad tha .

Sid- haa baby mai bhool sakta hoon ye kabhi tu jaan hai meri aise kaise bhool sakta hoon .

Sana-maa nahi hai yaha na di hai baaz bhi nahi hai bachhe bhi nahi hai .

Sid- haa big boss ko bol kar puri family ko bula lete hai choti si family reunion kar lete hai .

Sana- asia ho sakta hai kya haaye big boss mai aapki sacchi wali fan hoon na aap mere ghar walo ko bhej do yaha mai badi dhukhi hoon unke bina please please ye meri birthday wish hi samjh lo .

Sid- haa wo khali baithe hai na ki sana madam ki saari wishes puri karenge aaj tak aisa nahi hua hai ki aise ghar wale aa jaaye kisi ka birthday celebrate karne .

Sana- muh tpod dungi mai tera jyada na tu bann mat wo big boss hai kuch bhi kar sakte hai .

Sid- haa haa aur tu unki ladli hai jo tu bolegi wo bina soche samjhe bas sana ne bola hai ye soch kar kar denge .

Sana- tu na mera dimaag na sada  mai baat nahi karungi tujhse pura din .

Sid- arree nahi nahi aise kaise mera baby hai tu to meri jaan hai jab hum bahar jaayenge tab kar lena dubara celebrate .

Sana- mai choti bachhi hoon ki aise baaton mein phusla raha hai .

Sid- haa tu mera bachha hi to hai mera cute sa baby chal cake banate hai .

Sana- jiska birthday hota hai wo cake nahi banata hai .

Sid- haa par agar kisi ko cake banana na aata ho to ,uski biwi help kar sakti hai na .

Sana- kya hai tu mai nahi kar rahi hoon tu khud bana warna rehne de .

Sid- abbe chal na time nahi hai .

Sana reluctantly agreed and went with him but she ordered him to do most of the work .

Sid- abbe meri bhel puri hai na tu kaise muh sada rakha hai .

Sana- haa aur tu mera gol gappa hai ,

Sid- abbe sahi se help kar na ,after lot of struggle the cake was ready .

Sid- bahar garden mein chale .

Sana- tu god lele iss garden ko jab bhi mann karta hai bas bahar chalte hai .

Sid- haa miss to mai bohot karunga bohot si yaadein hai na uss green bed par.

Sana- haa wo to hai ,chal chalte hai apni raj gaddi par .

Sid- chaliye maharani aapka sevak aapke peeche hai .

Sana hold his hand and cut the cake and both feed each other .

Sid- baby ab apna ritual complete karein .

Sana - konsa ......her words fused in her mouth as he kissed her in her lips the kiss was urgent as both were needed it both can feel each other emotions in the kiss after breaking it both panted .

Sid- ghar par hote to yaha par nahi rukta mai .

Sana- blushes - ab camera ka darr nahi hai .

Sid- nahi unhe bhi aadat ho gai hogi ab tak to .

Sana- chup kar chal ander chalte hai koi aajayega .

Both went inside and laid on bed .

Sid- happy birthday baby and repeatedly kissed her on her lips .

Sana- thank you baby .both slept hugging each other .

Sidnaaz an emotionOù les histoires vivent. Découvrez maintenant