Chapter 75

5.6K 430 15
                                    

Sana sits and hold her face in her hands for few seconds like clearing her mind after that she looked at sid her eyes shows the pain she is going through sid knows it hurts when someone from your close ones hurt you and sana is someone she forgive everyone easily her heart is so pure she never keep grudges from anyone even she talk calmly with himanshi when she entered the house but with Asim the case is different she knows that he likes her and because of that she tried to make distance from him so that his feelings doesn't get intensified but he again came to them himself and was showing he was fine with it she never become over friendly with him she directly told him about their marriage without thinking twice about the show .

But today when he said those words to her she felt like someone slapped her hard she always tried that she can make things comfortable between sid and him after his confession and today his words act like acid .

Sana- mujhe pta hai tu sahi bol raha hai par maine ye usse expect nahi kia tha aur uske baad to bilkul bhi nahi jab maine humari shaadi ki baat uske aage khol kar rakh di thi wo bhi bina kisi cheez ki parwah kare mujhe pta hai feelings par apna control nahi hota samjhti hoon mai jaanti hoon shyad usse bura lagta ho humein saath dekh kar par ismein meri kya galti hai maine to aisa kuch nahi kiya ki usse bura laga na aisa kuch bola .

Tu mera pati hai tera saath to dungi hi na meri priority tu hai iss ghar mein bhi aur iss ghar ke bahar bhi mai nahi jaanti ki maine kya aisa galat kiya bas mujhe itna pta hai ki mai tujhse pyaar karti hoon bohot karti hoon wo nahi jaanta mujhe mai kaisi hoon kya hoon na hi usse pta hai ki mai kaisi thi kuch nahi pta bas yaha mile feelings aa gai mujhse jitna ho saka maine support kia usse aur aisa nahi hai ki tu galat hota hai to mai tab bhi tera saath deti hoon tu galat hota hai to mai saaf saaf bol deti hoon par tu jo mere liye hai wo koi aur kabhi nahi ho sakta .

Mai jaanti hoon ki uske liye mushkil hai thk hai samjh rahi hoon cooperate bhi kiya   jitna ho saka par thoda to usse bhi samjhna hoga na ye ghar mein humare saath kitna kuch hua hai baaki kisi ke saath itna nahi hua bohot kuch suna aur yaha hum hi ek dusre ka sahara hai bta kya galat kiya agar tera saath diya ya tere liye boli mai .

Par usne jo kiya aaj sabke saamne bola ki wo feel karta hai mere liye ye ghar aisa hai na har cheez ka mudda banta hai yaha ab iss baat ko le kar shuru ho jayege aur shayad ho bhi gaye ho pehle bhi mujhe mere character ke baare mein galat bola gaya hai yaha ab to ek aur mauka mil gaya na rab hi jaane mere baaki ke din kaise katenge yaha .

Sid- kuch nahi hoga baby mai hoon na yaha tere saath muh tod dunga koi kuch bol kar to dikhyae tujhe  aise kaise kuch bol denge .

Sana- pehle nahi bola gaya hai tere se chipakti hoon soti hoon tere saath asim ko le kar pehle bhi bola hai tab kya kar paye the hum aur mai thak gai hoon baar baar wohi sab ab phir se shuru hoga.

 Sid- knows that she is saying right but they are in the house with such people they need to be careful with everything they say or do and they are on national television people watch everything and they work in this industry where your image gives you work but what can thet do now what's done is done .

Baby mai samjh raha hoon par tere aise rone se ya tension lene se kuch change hone wala hai agar haa to hum dono mil kar rone lagta hai .

Sana- dimaag na sada mera tu .

Sid- arre baby acha chal jo ho gaya wo nahi badal sakta na to kya kare tu itna mat soch na itni tension le log bohot kuch bolte hai aage bhi bolenge haa tune sahi bola ki hum nahi chup kara sakte har kisi ko kyuki ye duniya aisi hi hai yaha jab koi neeche girta hai na to lag uthane nahi aate balki aur use girane ki koshish hi karte hai jo kamzor lagtya hai usse daba dete hai aur jo powerful lagta hai sab uske peeche chalne lagte hai tu please mat soch itna aur hug dede baby ab to bohot der ho gai hai .

Sana hugs him- mujhe ek baat samjh nahi aayi aaj tu uski baat sunne ke baad shaant kaise hai matlab mujhe yaad hai ek baar aisa kuch hua tha to tu kitna gusse se bhokhla gaya tha .

Sid- laughs and said haa aaj maine thoda shaanti ka prayog kiya wo kya hai na mere liye sabse important tu hai mere gusse sab se upar tu hai mujhe pta tha tujhe meri jaroorat hai teri aakhen humesha sab bta deti hai par aaj jab usne bola to teri aakhen khali thi aisa laga ki mai samjh nahi paa raha tha ki kitna dard hai unmein .

Sana- haa bura to mujhe laga par pta hai ek pal ke liye laga agar tu uss din ki tarah react karta  to kya hi hota .

Sid- haa and hold her more close to himself.

Flashback:

Sana once came to Mumbai for a shoot for two days  she was staying with Sid's sister as her father didn't want  her to stay with her in-laws till marriage but due to maa's pressure he agreed but with sana living with Preeti di it was not he didn't trust him but due to society he want that as he didn't want people to call names to Sana.

But Sid drop and pick her up from her work on second day Sid was waiting for her in his car when Sana came and was sitting when a person came and put forward a rose in front of her.

Person- Shenaaz aap bohot sunder ho aapki aawaz bhi bohot achi hai mai aaj aapka shoot dekhne ke liye hi specially aaya tha ye jo director hai na wo mera friend hai mai bohot pasand karta hoon aapko pyaar karta hoon aapse humari jodi badi achi lagegi mai bohot khush rakhunga aapko aap please ye accept kar lo .

Sid boils in anger listening to this but he didn't came out as he knows it will not be good for her image if a scene will be created here .

Sana - nahi....matlab mai aapko jaanti bhi nahi hoon aur mai aise kaise nahi aap please isse rehne do .

Person - jaanne mein kya hai aap haa bolo sab kuch bta dunga mai aapko mai kon hoon kya karta hoon .

Sid was getting angry with passing every second    

Sana- nahi aap samajh nahi rahe hai wo actually mai already kisi ke saath hoon .

Person- to aap use chod do and grab her hand ,mai bohot pyaar karta hoon aapse mai nahi reh sakta aapke bina aur aap sirf meri ho and tried to pull her sana was trying to pull her hand from his grip.

Sid couldn't control more he came out of car at bullet speed and punch him on his face he falls on ground sid hugs sana and ask tum theek ho ,sana nodded her head .

Sid then went to him and beat him blue and black sana runs towards him to seperste him from that person or else he might die .

Sana- please chaliye yaha se as their car was in parking area there were no other people around sana dragged him to car and give him water- aap shant ho jao please aise gussa na karo .

Sid tried to calm  himself for her as he didn't want to scare her so he started driving but didn't talk much so to lighten up the mood sana started talking .

Sana- waise aap bilkul salman khan ki tarah fight karte ho .

Sid- saw her for a second and then laughs seeing him laughing she also started laughing .

Flashback ends:

Both remembers the incident and smiles remembering that, then both lay there itself .

.

.

.

here is the next update please vote comment share and follow .      

Sidnaaz an emotionWhere stories live. Discover now