Chapter 2

14.4K 578 17
                                    

From next day both started their preparations to go in the house .Sid and Sana had a meeting with creatives that they don't want to public their relation and nothing like that shouldn't go on tv. Agree with their conditions and some legal formalities they sign their contracts while coming home Sana seemed lost in her thoughts and continuously looking outside the window so to divert her mind Sid decided to take her on lunch .

Sid- chal moti kahi lunch karne chalte hai .

Sana- nahi maa ghar pr akeli hai ghar hi kar lenge.

Sid- maa preeti ke paas gayi hai maine baat kar li hai chal na ab jyada bhaav na kha.

Sana-thk hai pr chinese restaurant chalenge Italian nahi .

Sid- haa meri maa mujhe pta hai ki tujhe chinese pasand hai chal ab.

They both went to a restaurant and gave their order .

Sid- ab bta kyu itni pareshaan hai konsi baat tujhe pareshaan kar rahi hai kisz baat ka bojh tu apne iss chote se dimaag par lekr ghoom rahi hai.

Sana was in awed that without saying a word he understands her - bss show ke baare mein hi soch rahi hoon .

Sid- kya soch rahi hai bta mujhe.

Sana- bebu mujhse ye ho payega na mai tujhe aur maa ko embarrass to nahi kar dungi national television pr kahi meri wajah se tum dono ko sharminda na hona pade .

Sid- ruk ja meri rajdhani express kyu itni tension le rahi hai aur kya bol rahi hai ki tu humein disappoint karegi aisa kabhi n ahi ho sakta hai maa ko mujhse jyada tere par wishvas hai beta mai sief naam ka hoon unka pr mujhse jyada tujhse pyaar karti hai wo aur sirf wo nahi sab preeti neetu aditi(his neice) sab bohot pyaar karte hai tujhse tu kabhi kuch aisa kar hi nahi sakti ki humein sharminda hona pade.

tu ghar ki jaan hai mai agar tujhse unchi aawaz mein baat bhi kar loon na to sab mujh pr apna daana paani lekr chad jaate hai sabse jyada to wo chutku aditya(his nephew) aise ghoorta hai mujhe aur maarne ko piche bhaagta hai aur tu bhi to sab par jaan chdakti hai chaahe wo maa ki dawaai ho ya maa ka khana ya maa ke saath time spend karna tere aane se maa ko apni beti mili hai jo preeti aur neetu di ke jaane ke baad se kami khalti thi wo khatam kar di hai tune ,preeti aur neetu di ke liye tu unki behen hai partner in crime hai aur aaditya aur aditi ke liye to tu unki secret keeper hai unke saath khelti hai unke saath bachi ban jaati hai sab ki jaan tujhmein basti hai aur teri unmein tujhe lagta hai jo tujhse itna pyaar karte hai wo kabhi bhi tujhse disappoint honge.

Sana - par mujhe darr lagta hai maine bohot kuch khoya hai life mein badi mushkil se san kuch sahi hai kahi sab kharab na ho jaye kahi mai apni kisi ek galti ki wajah se sab kho na doon mai nahi reh paungi sab ke bina tere bina mai mar jaungi .

Sid- pagal hai tu gadhi kyu itna darr rahi hai kuch nahi hoga mai bhi hoon na tere saath sab sahi hoga agar kuch hua bhi to dono handle kar lenge na mujhe kuch problem aai to tu sambhal lena tujhe aai to mai sambhal lunga .

Sana- pakka na sab sahi se ho jaayega na.

Sid- haa meri maa chal ab khana kha aur ye sab tension chod thanda ho jayega to bhi mujhe hi bolegi ki teri wajah se hi hua hai .

Both had their lunch then went for a movie after that they went to a beach.

Sana - yaha kyu laya hai ghar pr maa akeli bore ho jayegi abhi to aa bhi gai hongi ghar pr.

Sid- nahi aai hai aaj wo preeti ke yaha ruk rahi hai meri baat hui thi preeti se usse kuch kaam thya.

Sana- acha.

Sid- aur ab ye ghar ki tension chod de kuch der kuch reham apne iss pyare pati dev par bhi kar liya kar sabki chinta hai sabse pyaar hai pr mujhse hi nahi .

Sana- arre tu to mera bebu hai mera ganda bachha tu mera sab kuch hai aisa ho sakta hai mai tujse pyaar na karu .

Sid- ab hum jab ghar mein jaayenge to ek doosre ke saath itna time nahi spend kar payenge ek doosre se thoda door bhi rehna padega kuch time ke liye isliye yaha laya taki kuch time spend kar sake.

Sana- aww mera baby kitna sochta hai .

They both spend sometime at beach then had their dinner at a restaurant .

Sid- baby drive par chale kya.

Sana - kya baat hai aaj koi bade romantic mood mein hai kya baat hai .

Sid- hadd hai yaar koi apni biwi se ishq nhi nahi lada sakta .

Sana- nahi nahi lada bilkul lada mai bohot khush hoon aaj poora din humne ek doosre ke saath spend kia .

They both went on a long drive both talk abour random stuff then about 11:55 they reach home . both open the door but there was complete dark Sana get scared .

Sana- bebu humare ghar mein itna andhera kyu hai koi chor to n ahi aa gaya hai haayee ab kya hoga jaldi se police ko phone kr .

Sid- kuch nahi hai chor vor chup baith.

Then there was a sound of loud boom and all lights get on and everybody shouted surprise ,the dining room was decorated with balloons ,lights and flowers. There was a cake on table written HAPPY ANNIVERSARY ,Sana gets surprised and hug sid's mom .

Sana- maa ye sab aap logo ne kia haaye mai to bhool hi gayi thi aaj humari pehli wedding anniversary hai .

Maa- maine nahi hum sabne aur plan to Sid ka hi tha .

Sana - haaye baby tune ye sab plan kia mujhe pta bhi nahi chalne dia .

Sid- surprise tha na baby bta kaisa laga.

Sana- bohot acha .

Then both cut he cake first they feed maa then to his sisters then to children everyone gave them gifts .

maa- couple watch saying ye sirf tumhe waqt hi nahi btayegi balki tum dono ko ek doosre ke saath har waqt rehne ko bhi yaad dilayegi .

Preeti .

neetu.

both children gave them a collage of their photos .

they like everybody gifts then Sana went to her room came with a gift gave it to Sid.

ye tera gift .

Sid - bohot acha ab meri cheeze ek jagah manage rahegi .aur tera gift mai Big boss kahatam hone ke baad dunga .

Every one wishes them once more and went to sleep they both also went ot sleep as they were tired after their day out both slept peacefully in each other arms.

Sidnaaz an emotionजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें