Chapter 52

6K 413 22
                                    

Sid and sana were lying on bed sid kept his head on her lap and was enjoying the moment as he missed her so much he was feeling like finally he can breathe as he felt like was living in cage without her this house made him sick as people in this house are so mean they didn't care about any relation like thay had left all emotions out of the house not only that they are like zombies who have no soul and can go to any extent  to hurt others , he want her beside him to sustain in this house .

Sid- maine bohot miss kia tujhe bohot yaad aa rahi thi teri maine apni puri life mein kabhi itna lonely nahi feel kia jitna in kuch dino mein kia hai i feel suffocated here in this house without you teri aadat hai mujhe aur iss ghar mein to tere bina jeene ke baare mein mai soch bhi nahin sakta .

Sana- pta hai mujhe tujhe kaisa lagta hai yaha aur tu kaisa feel karta hai tujhe bolne ki jaroorat nahi hai mai samajhti hoon isiliye to zidd ki doctor se mujhe pta tha tu nahi reh paayega yaha mere bina logo ke liye hi tu bada macho man banta firta hai par asal mein tu ek chote bachhe ke jaisa hai jisse darr lagta hai ki wo apne aap ko iss duniya ki bheed mein kho na de isiliye tu itna gussa karta hai kisi ko jaldi se apne paas nahi aane deta na hai jaldi se kisi se close hota hai air ek baar koi rishta bna le to puri life nibhata hai .

Sid - maa aur di ke baad tu hai jo bina bole mujhe samajh leti hai jo baat mai khud se bhi nahi bol pata wo bhinsamjh jaati hai .

Sana- isiliye to hum soulmates hai , tujhe yaad hai mai ek baar punjab gayi thi kuch dino ke liye aur tu  bhi mere peeche peeche aa gaya tha .

Flashback:

Sana had gone to Punjab as her dada g  was sick and he wants to meet her so she came there to ,live with them for few days . it was her  second day in Punjab and sid already called her so many times asking about his things in actual he was missing her and was finding a reason to talk to her .

Sana- Sid ye tera 19 call hai kya kar raha hai kabhi rumaal kabhi file kabhi k green shirt kabhi grey shorts kabhi red t-shirt kabhi blazzer kabhi kuch ho kya gaya hai  tujhe sab wahi hai mai apne saath nahi layi hoon dhyaan se dekhega to milega na dekhta bhi nahin hai aur call kar deta hai .

Sid- ye sab teri galti hai tune hi mere saaman ko aise rakh rakha hai kuch nahi milta mujhe sab idhar udhar hai k cheez apni jagah nahin hai tu yaha aa sab saman de phir chali jana .

Sana- kaisi paaglo jaisi bat akr raha hai tu mai waha aau tujhe saman dene wo bhi wo saman jo tujhe abhi chaiye bhi nahi kya karna hai tijhe wo green shirt ka tera na to koi shoot hai nahi party ka koi plan ghar par hi hai phir bhi wohi chaiye kyu.

Sid- haa wohi chaiye tujhe problem hai maine bola na tu mujhe saman de phir chali jana .

Sana- pagal ho gaya hai kya bachho jaisi zidd kar raha hai Punjab aai hu dusre floor pe di ke ghar nahi ki aakar de doon chup chap jo hai saamne pehen le .

Sid- haa sahi hai sahi hai punjab jaate hi bhool gai mujjhe meri koi parwah hi nahi hai koi fikar hi nahi hai .

Sana- kya hua kyu itna chidchida ho rakha hai meri yaad aa rahi hai bebu ko mujhe miss kar raha hai mera ganda bachha.

Sid- pta nahi mujhe acha nahi lag raha kuch bhi room mein mann nahi lag raha kuch karne ka mann nahi hai bas baar baar tujhse baat karne ka mann kar raha hai .

Sana- aww baby mai bhi tujhe miss kar rahi hoon abhi dada g ki tabyat kuch thk nahi hai jaise hi thk hoti hai mai aa jaungi .

Sid- mujhe nahi pta mai kya karu tab tak ye teri galti hai tune kyu aadat lagayi mujhe apni har cheez ke liye tujh par dependent ho gaya hoon kahi mann nahi lagta dodton ke saath jaane ka mann nahi karta party ka mann nahi karta kuch nahi karna hai bas tu chaiye mujhe abhi mujhe nahi pta kuch kar tu bohot ho gaya hai 2 din ho gaye hai dada g ne tujhe dekh lia na ab wapas aa jaa wo kuch nahi bolenge samjh jayenge .

Sana- nahi aa sakti samajh na bebu .

Sid- mujhse aur nahi ho raha hai mai aa raha hoon and without waiting for her reply he cut the call .

Sana thought that he just said that he will come in real but it was sid which we are talking about  in few hours he was sitting before her with her grandparents .

Sid and sana in sana's room.

Sana- tu sach mein aa gaya mujhe laga tha tu aise hi bol raha hai .

Sid- mai aise hi bol raha tha kya matlab hai mai aise hi kuch nahi bolta meri har baat ka matlab hota hai mujhe teri yaad aa rahi thi aur mai nahi reh pa raha tha tere bina to mai aa gaya .

Sana- hugs him itna pyaar karta hai tu mujhse .

Sid- tu soch bhi nahi sakti  itna karta hoon tere bina ab rehne ki aadat nahi hai nahi dalni hai ab tujhe adjust karna padega aise hi .

Sana- to tu har baar aise hi mere peeche peeche aayega 

Sid- haa aaunga aur mai nahi aa sakta to tu aana kyuki ab tere bin hum reh nahi sakte tere bin akya wajood mera ab tum hi ho ......

Both hug each other .....

Flashback ends:

Sana- dekha maine apna promise pura kia .

Sid- haa baby .

Sana- maine tujhe koi gift nahi dia hai tujhe kuch chaiye nahi .

Sid- tu hai mere paas bohot hai bas humesha mere paas hi rehna mere saath .

Sana- mai layi hoon tere liye gift mujhe pta tha tera birthday aayega to mai layi thi tu ruk mai laati hoon.

Sana went and brings a box with him .

Sid- it was the perfume of his favorite brand  arre ye to mil nahi raha tha na jiju se bhi bola tha lane ke liye par ye brand bohot mushkil se milta hai to unhe bhi nahi mila tha jab wo apne tour par gaye the tujhe kaha se mila .

Sana- wo shebaaz ka ek friend hai wo bohot travel karta hai maine kai mahino se bol rakha tha usse to usne lakar diya tha .

Sid- wah i love you baby you are the best .

Sana- wo to mai hoon hi .

Asim came to them - kya baatein ho rahi hai .

Sid- aabe meri biwi itne dino baad aai hai thoda time to spend karne de .

Asim- to meri friend bhi kai dino baad aai hai mujhe bhi time spend karna hai .

Sana- acha acha mai yahi hoon lado mat tum log .

Asim- tu ye bta tune secret room se  sab dekha hoga na to kya dekha kuch bta na .

Then they get engrossed in talks....

.

.

.

here is the next update please vote comment and share .

sorry for not replying to your messages i am not well hope you will understand.   

Sidnaaz an emotionWhere stories live. Discover now