Chapter 54

5.8K 420 15
                                    

Next day everyone get up in their daily routine but Sana was feeling dull she was laying on bed silently unlikely of her nature sid first thought that she is tired of yesterday events but she is silent for more than an hour now , sid can feel something was bothering her and as all were present their he can't ask her directly because she will not tell him immediately first he will have to cajole her than only she will speak and he can't do that in front of all people as some envy them and he didn't want draw any attention to them while talking with her.

After sometime when there were anly sana sid asim and vikas he ask them to go and wait for him to join for gym he finally get privacy with her .

Sid- kya hua baby aaj itni shaant kyu hai.

Sana- kuch nahi hua hai .

Sid- jabhi aise nuh latkaya hai na aur subha se itni chup hai .

Sana-kuch nahi bas wo ghar ki yaad aa rahi hai .

Sid- itna mai tujhe jaanta  hoon ki jab tujhe ghar ki yaad aati hai tu mujhse chipak jaati hai aur wo jo frame hai na use  haath mein le kar ghumti hai aaj na to tu mere paas aai subha se na hi photo frame ko subha ke baad liya to ab bta kya baat hai.

Sana- mujhe bohot gandi si feeling aa rahi hai kuch hone wala hai dil bhaitha jaa raha hai manm kar raha hai kahin chup jaaye yaha se .

Sid- baby ek to teri intuition humesha sahi hoti hai par koi baat nahi tu jyada na soch mai hoon na tere saath .

Sana- mujhe pta tha tujhe bhi tension ho jaayegi isliye nahi bta rahi thi .

Sid- koi tension nhi hai hum saath hai jo hoga dekha jaayega .

Sana- hmm and hug him .

Sid can sense that she is still feeling low to lighten up the mood he said- chal bahar aa jaa gym kar raha hoon mai tu waha baith jaana mai aur motivate ho jaunga .

Sana- mai kya karungi waha mujhe thodi karni hai .

Sid- abbe chal na pakka mat zyada bhav mat kha .

They both went out in garden area sana was sitting on green bed when aarti came ans sits besides her  .

Aarti- sid tune bola tujhe koi pasand hai sach mein ya kisi ko khud se door karne ke liye bola hai eyeing sana.

Sid-   jhoot kyu bolunga mujhe kisi ka darr hai kya sach hai .

Aarti-acha acha badak kyu raha hai  maine pucha kyuki tune kabhi btaya nahi na.

Sid- hum touch mein kaha they jo btata na hi  hum close friends hai jo bohot baat hoti ho .

Aarti- nahi mera ,matlab hai media mein bhi koi news nahi thi na hi koi jaanta hai naam kya hai uska kaisi hai .

Sid- aarti maine kal hi bola tha mujhe iss bare mein kuch discuss nahi karna hai mujhe baat nahi karni iss bare mein.

Aarti- arre to kya hua friend hoon teri itna haq to banta hai na acha ye bta tere age ki hai na matlab ti bohot hi mature hai sensible hai har cheez soch samajh kar karta hai to ladki bhi teri tarah honi chaiye na kyuki agar maanle tere se age mein choti hui to tujhe problem ho sakti hai tujhe uske tantrum jhelne padenge jaise maanle sana jaisi to baat baat par attention maange tujhe tang kare tujhe irritate kare aur agar aisi ladki se tumhari shaadi ho gayi to divorce to pakka hai .

Sana felt like someone stabbed through her heart she became blank for few moments sid,asim and vikas were looking at sana she became completely numb at that moment her eyes become wet so she instantly got up from there and leave to go inside .

Sid- aarti  kya bakwas hai ye maine bola tha mujhe discuss nahi karna hai tab bhi aur sana ka naam kyub liya tumne uska naam liya kaise .

Aarti- arre mai to sirf example de rahi thi sach mein thodi tum dono ki shaadi hogi phir divorce usse to bahana chaiye bas attention lene ka .

Sid- aarti ye last warning hai aaj ke baad mere personal matter mein bolne ka sochna bhi mat .

Sid went inside .

Aarti- arre ise kya ho gaya maine aisa to kuch nahi bola mai to samjha rahi thi bas.

Vikas- aarti har matter mein bolna jaroori nahi hota hai aur usne kal bhi mana kia tha aur aaj bhi tum tab bhi bole jaa rahi ho kuch cheeze personal hoti hai unhe waise hi rehne dena chaiye har baat mein bolne ki zaroorat nahi hoti hai .

Asim- haa aur ismein sana ka naam lene ki koi wajah bhi nahi thi usse kitn ahurt hua hoga .

Aarti- kuch hurt nahi hua hai wo sab dramein hai uske taaki sid jaaye aur use manaye bas jaise abhi gaya hai .

Asim- baat kar kar kuch fayda hi nahi hai and he also went from there .

Vikas- aarti iss chakar mein tum apna ek acha dost na kho do saying he left from there too .

Aarti-ye sab usse sana ki wajah se mujhe suna kar gaye hai.

Sid went inside and search for sana he went to bedrokom area but no one was there  so he went to bathroom area he saw sana was entering into washroom.

Sid- baby sun na but she didn't listen and get into washroom area .

Sid sighs why this aarti has to say something like this her mood is already off from morning and now this he need to cheer her up so waited there then after few minutes he remember she had not eaten anything since morning and she need to take medicine also so he went to make juice for her and to cut some fruits for her till then she will also came out of washroom thinking so he left from there .

When sid left from there sana came out from washroom Rashmi also came to washroom at that time only ,sana was going out when rashmi stopped her.

 Rashmi- sana sun mujhe kuch baat karni hai tujhse .

Sana- haa bol .

Rashmi - sana dekh tu mujhse choti hai age mein mere liye choti behen ke jaisi hai mai galat nahi chaungi tera mujhe tujhe uske baare mein baat kar ni hai mujhe pta hai teri bohot attachment hai uske saath bohot karti hai tu uska dikhta hai saaf saaf that you like him teri feelings genuine hai uski taraf se pta nahi .

par itna bolungi uske jyada close mat jaa baad mein tujhe hi takleef hogi wo aisa hi hai sabke saath mere saath bhi aisa tha kabhi humari co actor jasmine uske saath bhi uske liye ye sirf flirting bhi ho sakti hai par tera real laga to bol rahi hoon.

Sana- nahi wo mai ..

Rashmi- mai samjh sakti hoon tere ander kya chal raha hai maine suna aarti ne jo bola kadwa bola par sach bola mujhe nahi pta wo kisi se pyaar karta hai kisi ke saath hai ya nahi apr haa tu bohot alag hai usse shuru mein sab acha hi lagta hai baad mein dheere dheere pta lagta hai to jo bhi karna soch samjh kar karna wso acha insaan nahi hai emotions ki koi value nahi hai use na hi insaan ki abhi time hai sambhal le khud ko warna chod to wo tujhe ek din dega hi .

Sana felt more miserable after listening to her she without saying anything left from there her heart felt so heavy they were so cruel to her one by one they are crushing her delicate heart being a women how could you say those venomous words to other woman that too when it clearly seen her affection for him , it is true that they didn't knoe the exact relation they share but is human nature isn't enough to not speak ill about any other relation.

.

.

.

here is the next update please vote comment and share.    

Sidnaaz an emotionWhere stories live. Discover now