Chapter - 8

2.4K 208 12
                                    

Sbhi log rasm karne k baad uper chale jaate h kundali milane k liye.
Sirf sana, pammi ji, Rita ji akele rh jaate h.

Sid ko office se mitting k liye important call aata h toh wo mitting k liye chala jaata h.

Sid pov.

Baby jaane ka mann toh nhi h par important mitting h main dekhana chahta tha tumhara chehra ki shaadi ki date sunkar tumhara kya reaction hoga.

But koi problem nhi h baad m dekha jaayega.

Pov ends.

Pandit ji sid and sana ki kundali match kar rahe the and suddenly.

Pandit ji sukhi ji aur ashok ji se kahte h ki yajmaan bacchon ki kundliyan toh bohot acchi h par inn par shuruaati dino main bohot bada sankat aa skta h jo ki tal nhi sakta.

Sukhi ji: pandit ji yeh kya kh rhe h app? iska koi upaye toh hoga jiska nivaran ho sake.

Pandit ji : nhi yajmaan iska hum nivaran nhi kar sakte kyunki yeh shuruari samay m inki shaadi se hi judi hogi. Jo ki inn dono pati patni ko suj bujh k saath hi suljhaani hogi.

Ashok ji : pandit ji koi jyada badi baat toh nhi h naa.

Pandit : yajmaan jyada badi yaa choti nhi bata sakte kyunki yeh knya k ve vaahik jivan k shuru hote hi apna asar dikha skti h.

Jishme un dono ki smajhdaari hi uska hal nikalegi.

Aur aaj se do mahine baad ka muhurt inke vivaah k liye bahot uttaam h.

Ashok ji :kya kehte ho samdhi ji kya krna chahiye humain.

Sukhi ji : bhai sahab agar hum Iss pareshaani ka hal nhi nikal sakte toh phir iske liye hum shaadi ko rok bhi nhi skte h kyunki yeh inki shaadi se hi judi h jo ab ho yaa baad main asar toh dikhayegi hi. Toh hum do mahine baad hi shaadi rakhenge. Aap kya kehte h Mama ji?

Mama ji : dekhiye bhai sahab mujhe lagta h ki sukhi ji shi keh rhe h. Shaadi k baad inn dono ki lakire waise bhi ek saath hi jud jayengi. Toh wo unn problems ko bhi ek saath hi face kar lenge.

Ashok ji: hmmmm toh thik h phir sabko chal kar bata dete h.

Rita and pammi ji shaadi ki date ko sunkar bahot hi kush hoti h aur sab log wapas aa jaata h.

Pammi mujhe kuch batana h tumhe shehnaaz ki kundali k baare m.

Pammi : kya hua ji sab theek toh h naa. Aap kabhi sana ko naam se nhi bulate h. Anything is serious.

Sukhi : pammi pandit ji n kaha h ki princess ko shaadi k baad ek bohot badi samsya ka samna karna padega jo unn dono ki married life start hone k baad hi saamne aayegi.

Pammi : yeh kya keh rhe h aap. Iska koi upaye nhi h ki Iss ko suljhaya ja sake.

Nhi yeh unn dono ko hi samna karna padega aur suljahani hogi bas.

Pammi : ab jab pandit ji n hi kha hai, toh kya hi kar sakte hai.

AT KHURANA MENTION

RITA : ashok yeh toh pareshaani ki baat bata di aapne agar bacchon ko kuch jyada nuksaan hua toh hum kya karenge? Aur Iss samasya ka koi samadhan bhi nhi mil rha hai.

Akhir pehle hi Sidharth ka experience accha nhi rha hai. Aur wo toh inn sab main vishwas bhi nhi karega. Kyun humain hi inka samna karna h?

Ashok : Rita don't worry we just need to be calm down and think. Yeh Baat humain Sidharth aur sana ko nhi batani hai. Maine aur sukhi ne yeh decide kiya hai, kyunki agar yeh unhe pata chala toh phir wo over thinking m naa jaane kya decision le. So just let it be it's in between us.

Tied in knot with each other 💞 💞 💞 Where stories live. Discover now