Chapter - 10

2.9K 215 9
                                    

SINGHANIYA MENTION

Sana pov

So finally only 2week are remaining for my marriage kannu and after that we are polls apart but, main tujhe lekar jaana chahti hun lekin, unko dekhakar lagta h ki wo toh kisi ko maante hi nhi h.

Aur main nhi chahti ki koi mere saamne teri insult kare so mera payara sa baby brother yahan par Maa papa k saath rahega accha babu bankar hai naa.

Jab bhi mujhe time milega ya unke ghar k tuar tarike samajh lungi phir main hamesha k liye tujhe mere saath hi le jaaungi tab tak mera bestie meri dur se hi help karega haina bhai.

Bas do hafte h aur kal se main inn sabhi rasmo ko nibhane lag jaaungi. Pata nhi kaise par akhir mujhe accept karna hi parega unse judi har chiz ko. Aur jabse Maa aur rita maa ne samjhaya h shaadi ki ahmiyat ko main aur bhi ghabrane lagi hun kannu will you plz help me for make it possible ( she is talking to her laddu in home temple, because all are rituals getting start soon).

OK chalo main chalti hoon warna tu bhi kahega kitna emotional blackmail karti h, par apna khayaal rakhi, hmmm. (Sana said to her laddu)

(When you spending a pure bond with God they become your family and you can't think leaving them alone for a second but all girl's fate they have to leave there loved once for new journey)

Pichale kuch din intne stress and shocking rahe h ki bas, is that person real i mean he know i don't like him but why did he always trying to be so good, jo ki woh h toh bilkul bhi nhi.

Jabse hamari wedding ki shopping shuru hui hai tab se har ek chiz mere liye unhe hi kharidani h.

Aap sab shi soch rahe hai sidharth khurana meri dresses ki shopping khud hi kar rha hai jo ki mujhe bilkul nhi pasand par maa papa isse bohot khush h aur unki khushi mere liye matter karti h. Lekin phir na jaane kyun mera dil Iss insan ke saamne joro se dhrakne lagta h aur mujhe khuch alag azib si khushi bhi hone lagti h aur dil sochane is par majboor kar deta h ki kya yeh wahi insaan h jo mujhse humare roke wale din meri marzi k bina hi shaadi k liye tyaar ho gya tha.

Par ab toh hum jud hi chuke h aur shayad ab uski har baat manne ki aadat bhi ho rhi h, par dil ab bhi ek hi baat par aakar rukta h ki Iss insaan par bharosa shi h kya?...

Pov end

Pammi and sukhi ji making guest list for invitations.

Pammi : kaki maa sana uth gyi h kya aaj unhe jaana h na unka appointment h phir kal lagun k baad sana ghar se bahar nhi Jaa sakti h....

Kaki maa: bi saa bitiya kab se uth gyi h aaj kanha ki seva main hi h keh rhi thi ki phir na jaane kab unhe yeh mauka mile aur bohot jald wo humain chodkar chali jo jayengi (said at choking voice)

Pammi also had tears in her eyes and said toh aap bhi apni bitiya ko dulhan bane dekhengi toh rona bhul jaayengi aur humari princess meri saheli ki bahu banne ja rhi h jab bhi man hoga bula lenge. Hmmm chaliye ab muskuraye aur guest list tyaar karen jaldi.

Pammi : waise sukhi ji Sidharth ka princess k liye pyaar dekhakar mujhe bhi thoda darr lagta h ki, wo humain sach main na bhul jaaye.

Par mujhe khushi bhi hoti hai ki wo princess ka itna khayaal rakhta h, aur har shopping par aane k liye nakhare bhi nhi dikhaye meri bacchi sach main lucky h, ab mujhe bilkul chinta nhi h uski wo sahi haatho main jo h.
Aap kya Kehte h boliye na......

Sukhi : sirf humari princess nhi wo log bhi lucky h. Jo unhe humari princess mili h ek dum shaant, thodi chulbuli, aur bilkul saaf dil ki.....

Chalo ab kaam kro main koi kami nhi chahata hun yahan.

KHURANA MENTION

a lady yelling on all members Arre agar mere bete ke kisi function main koi dikakat hui na main tab aap sabko bataungi aap logon ki baate hi nhi khatam ho rhi h itna kaam pada h... Aur ye sab........

Tied in knot with each other 💞 💞 💞 Where stories live. Discover now