Episode 118 : Lose at Sunrise, Gain at Sunset

1.6K 34 0
                                    

Suraj dooba hai yaaron

Do ghoont nashe ke maaro

Raste bhula do saare gharbar ke

Suraj dooba hai yaaron

Do ghoont nashe ke maaro

Gham tum bhula do saare sansaar ke

                                          The guide gives them a look as to continue the exercise to which they get up and do their punishment. The group with the main 14 always won creating a good rapo between them. They laughed, enjoyed and had a lot of fun.

-------------------------------------------------------

In the evening, the tired 14 warriors are seen sitting on the sand enjoying the sun set.


T - Kitna romantic sun set hai na?

L (mocking) - Tumhe toh sab kuch romantic hi lagega!


Trishna hits Lucky on his shoulder seeing which others laugh.


A - But on a serious note, Bohath sundar hai. Kabhi socha nahi ke aise beach mein friends ke saath sun set dekhne ko milega. Aur kya patha? Mere liye aur aise kitne dekhna baakhi hai?

Vi - Shut up Angela. Just think, hum sab aise hi 5-6 saal ke baad milenge. Aur aise hi beitke sun set dekhenge aur humare school ke saarey memories ko yaad karenge.

Ro - 5-6 saal ke baad hum sab apne apne life mein busy honge. Aur kisike paas time nahi hoga, reunion wagera ke liye?


Vidurshi stares at Rohan's lack of optimism.


Ni - Vidurshi theek hi toh kehrahi hai. Adi sir ke friends ne bhi toh 5 saal baad milrahe hain. Hum kyun nahi?

P - 5-10 saal ke baad hum sab kar kya rahe honge?


The thought about future made them all ponder on what they wanted in their lives.


Vi - Main toh set hoon. Main singer ban'oongi.

Ro - I guess Main bhi.

Vd - Music ko main kabhi professionally nahi liya. I mean woh toh Vi ke liye tha. 10 saal baad, Ek Lawyer, 100% track record. That's gonna be me.

S (in a funny tone) - 10 saal huh? Bohat lamba hai yaar. Itne saal ki planning toh ab nahi kar sakta hoon. Par kya patha Warrior High ka principal na ban jaa'on.


Sid gives a Hi-fi to Charlie. All others start laughing thinking about Sid being the principal. Utkarsh was imagining Sid standing on the stage talking to students.


S - Waise Utkarsh tu kya karne waala hai?

U - Main? Patha nahi? Mere saath jo horaha hai maine uski planning nahi ki. Kabhi socha nahi ke Pondicherry apne friends ke saath aa'onga ya phir   Warrior High jaise school mein padhoonga ya phir apne family.... (Pauses) Zindagi mujhe kahan lekar jayegi wahi meri raasta.


Siyali touches Utkarsh's shoulder while all others listen to how intellectual he spoke.


Incomplete - Warrior High Season 2Where stories live. Discover now