Sidnaaz an emotion

By sidnaazmyworld

908K 57.7K 3.2K

Sid and Sana both are married but world didn't know that as they had an arranged marriage both will enter big... More

Note
Chapter 1
Chapter 2
Chapter 3
Chapter 4
Chapter 5
Chapter 6
Chapter 7
Chapter 8
Chapter 9
Chapter 10
Chapter 11
Chapter 12
Chapter 13
Chapter 14
Chapter 15
Chapter 16
Chapter 18
Chapter 19
Chapter 20
Chapter 21
Chapter 22
Chapter 23
Chapter 24
Chapter 25
Chapter 26
Chapter 27
Chapter 28
Chapter 29
Chapter 30
Chapter 31
Chapter 32
Chapter 33
Chapter 34
Chapter 35
Chapter 36
Chapter 37
Chapter 38
Chapter 39
Chapter 40
Chapter 41
Chapter 42
Chapter 43
Chapter 44
Chapter 45
Chapter 46
Chapter 47
Chapter 48
Chapter 49
Chapter 50
Chapter 51
Chapter 52
Chapter 53
Chapter 54
Chapter 55
Chapter 56
Chapter 57
Chapter 58
Chapter 59
Chapter 60
Chapter 61
Chapter 62
Chapter 63
Hurt😞😞😞😞
Chapter 64
Chapter 65
Chapter 66
Chapter 67
Chapter 68
Chapter 69
Chapter 70
Chapter 71
Chapter 72
Chapter 73
Chapter 74
Chapter 75
Chapter 76
Chapter 77
Chapter 78
Chapter 79
Chapter 80
Chapter 81
Chapter 82
Chapter 83
Chapter 84
Chapter 85
Chapter 86
Chapter 87
Chapter 88
Chapter 89
Chapter 90
Chapter 91
Chapter 92
Chapter 93
Chapter 94
Chapter 95
Chapter 96
Chapter 97
Chapter 98
Chapter 99
Chapter 100
Chapter 101
Chapter 102
Chapter 103
Chapter 104
Chapter 105
Chapter 106
Chapter 107
Chapter 108
Chapter 109
Chapter 110
Chapter 111
Chapter 112
Chapter 113
Chapter 114
Chapter 115
Chapter 116
Chapter 117
Chapter 118
Chapter 119
Chapter 120
Chapter 121
Chapter 122
Chapter 123
Chapter 124
Chapter 125
Chapter 126
Chapter 127
Chapter 128
Chapter 129
Chapter 130
Chapter 131
Chapter 132
Chapter 133
Chapter 134
Chapter 135
Chapter 136
Chapter 137
Chapter 138
Chapter 139
Note

Chapter 17

7.4K 417 23
By sidnaazmyworld

 Flashback continues:

Maa- kuch to bol ,aise chup kyu hai .

Sid- maa maine nahi socha tha ki uss masoom se chehre ne itne dukh dekhe hai mujhe humesha lagta tha ki sirf koi kaam se related problem hogi par aisa mahi socha tha .

mujhe humesha ki bhagwaan ne humare saath bohot galat kia hai bachpan mein papa ko apne paas bula kar kyuki hum bohot chote the sab aap pr aa gaya mai bhi ghr mein sabse chota tha to jyada help nahi kar paya agar bada hota to shyad aapko itni struggle na face karni padti dono behno ki shaadi meri padhaai sab aapne handle kia , maine apna career banaya kaam karna shuru kia aur jab sab set hone lag to mer wo Rashmi ke saath controversy ho gai isliye humesha lagta tha ki humare  saath  bohot galat kia hai unhone .

Par jo Sana ne face kia hai uske aage to ye kuch bhi nahi hai sab kuch akele handle karna wo bhi jab aapke parents hi aapka saath na de mere paas to humesha aap hai uske paas to uska bhai tha wo bhi usse chota usne bhi kitna support kia hoga , sab kuch jhelna aur ab bhi sab se has kar baat karti hai .

Maa- haa bohot himmat hai usmein uski daadi ne btaya ki kuch time pehle hi uski uske ghr walo se dubara baat shuru hui hai par wo pehle jaisi nahi hai .

Sid - haa uski aakhon mein dard dikhta hai .

Maa- haa tu mujhe bta tu usse pyaar karta hai , tu apni life uske saath spend karna chahata hai ?

Sid- haa maa pyaar to karta hi hoon ye jaanne ke baad respect bhi bhad gai hai uske liye .

Maa- dekh tu sure ho tab hi koi decision lena usne already bohot suffer kia hai mai nahi chahti ki use aur koi problem aaye wo bhi humari wajah se.

Sid- haa maa aur mai usse koi dukh nahi pahucha sakta .

Maa- ek baat aur tum dono mein 13 saal ka difference hai .

Sid- kya par ye to bohot jyada hai bohot choti hai wo mujhse.

Maa- haa hai to par agar pyaar sacha ho to age sirf ek number hota hai .

Sid- haa maa par mai pyaar karta hoon wo nahi aur shayad usse age se problem ho .

Maa- to khud puch lena .

Sid- maa aisi baatein set par to nahi kar sakta na aur akele to koi option hi nahi hai .

Maa- meri uski daadi se baat hui hai kal hum ghar jaa rahe hai unke tab baat kar lena .

Sid- kyaa aapki baat hui Sana ki daadi se aur ghr tak jaane ki baat aa gai wo bhi bina mere se puche agar mujhe wo pasand nahi hoti to?

Maa- mai maa hu teri aur pehli baar baat nahi hui roz hoti hai ek baar ghar bhi gai thi mai unke sabse mili hoon mai aur rahi baat mana karne ki to aaj tak teri kisi gf ko lekr maine bola hai ,nahi na aur Sana ko lekr teri aanken hi kaafi hai aur waise bhi tu mana kar deta to mai Rohit se kara deti, 

Sid- aise kaise kara deti mai hi karunga aap uska naam bhi mat lo .

Maa- thk hai kal tayaar ho jaana time se .

Sid- haa haa ab mai chalta hoon .

Sid reached on the set and watched Sana from a distance at that time Sana also saw him but immediately removed her gaze from him ,Sid laughed at her antics.

That day also they didn't talk much ,next day Sid and hid mother went to Sana house her parents greeted them ,they were sitting in the living room her grand parents were also there,he just touched their feet and take their blessings. 

Daada g- aur puttar kaam kaisa chal raha hai sab changa na .

Sid- jii sab thk hai .

Sana father- haa beta g kaisa laga humara punjab

Sid- ji acha hai pollution bhi kam hai yaha fresh air hai yaha.

Shebaaz- wo iss liye papa g yaha kam rehte hai hai jyadatar to wo gau(village) mein rehte hai isliye yaha pollution nahi hai warna saara din gediyaan laga laga kar pollution kar dena th ayaha bhi.

Sana father- smacked his head chup kar khatteya.

Maa- shebaaz beta aap kya karte ho .

Sana father - apne baap par tipiniya aur awaragardi bad ye do hi kaam aate hai isse .

Shebaaz- chalo kuch to karta hoon aapki tarah nahi ki logo ko apni jhooti party ke chakkar mein fasa leta hoon.

Sana father- kya bola.

Daada g- sahi to bol raha hai , beta g tum kabhi poliyics mein mat jaana beda garg kar deti hai ghar ka .

Daadi g- oye hye kya kaam ki baatein lekr baith gaye ho sab acha hi hai 

Maa- Sana kaha hai dikhaai nahi de rahi .

Sana mother - wo aa rahi hai uski aaj bhi shoot thi subha ki abhi abhi aai hai isliye bas aa hi rahi hai aap nashta lo g tab tak.

Sana father- maine to bola tha chod do ye sab itna sab hone ke baad bhi chain nahi hai isko .

Daada g- usne naam kara hai apna bohot log pasand karte hai usse aur uske kaam ko , teri tarah nahi tune kya kia hai puri zindagi iss politics par barbaad kar di phir bhi humne kuch bola tujhe tune kia jo teri marzi thi ab usse karne de mujhe garv hai ki mai uska daada hoon pura Punjaab mujhe Sana ke daada g ke naam se jaanta hai .

Sid and his mother were just listening to all this.

Sana  mother- papa g aap shaant ho jao gussa na karo , to Sana father - aap kuch na bolo papa g ki tabyat kharab ho jayegi .

Sana came wearing a salwar suit without any make-up Sid was again lost in her .

She came and touched his maa feet ans sit with them .

Daadi g- Ritu g bohot acha gaati hai meri Sanu rab di meher hai jab se humare ghar mein aai hai na khushiyo ne kabhi muh nahi moda , jigar ka totta hai humare ye.

Maa- ji ye hai hi itni achi jaha bhi jaati hai khushiyaan baantti hai .

Daadi g - jao puttar tum dono kaha hum bhudo mein baithe ho jao Sanu puttar apne kamre mein le jaa waha  aaram se  baat karna .

Both left to her room.

Shebaaz- aur mai kya karu mai thodi bhudda hu .

Daadi g- jaa pakode tal kar la Sanu ki maa tu yaha baith isse bhi kaam sikha saara din bas idhar udar kudta rehta hai jaa pakode bana chai ke saath.

Shebaaz went grumpily.

In Sana room , it  was decorated beautifully with white and red color.

Sana - sid ji baat aage badhe mai aapko kuch batana chati hu .

Sid- maa ne sab btatya hai .

Sana- meri controversy ke baare mein aur mere depression ke baare mein?

Sid- haa aur mujhe pta hai tumhari daadi g ne tumhe meri contoversy ke baare mein bta dia hoga.

Sana- haa btaya unhone .

Sid- mujhe koi problem nahi hai main jaanta hoon ki kitna difficult hai innsab se deal karna par tum bohot strong ho tune ye sab phase kia hai .

Sana- haa aapne abhi wahi sab face kia hai mai abhi bhi deprssion ki pills leti hoon aur psychiatrist ke paas bhi to aapko koi problem hai ?

Sid - nahi ye to achi baat hai ki tum apni problems ko solve karne ki koshish kar rahi ho aur doctor ki help le rahi ho warna bohot log doctor ke paas bhi nahi jaate aur unhe aur jyada face karna padta hai .

Sana - haa bas waqt ne sab sikha diya hai .

Sid- mai tum se age mein 13 saal bada hu to koi problem hai .

Sana- agar hoti to aap yaha nahi khade hote , par mai koi bhi rishta jald baazi mein nahi karna chahti mujhe abhi time chaiye.

Sid - haa bilkul mujhe koi jaldi nahi hai jitn time tumhe chaiye lo hum agle week wapas jaa rahe hai to call par baat ho sakti hai mere hissab se ek rishte mein sabse important frienship hoti hai to kya hum friends ban sakte hai .

Sana- aap mujhse pyaar karne ke baad friend banna chahte hai .

Sid- tumhe pya hai .

Sana- haa daadi ne dekha tha aapko meri taraf dekhte hue aur aapki mumma ne bhi bola tha.

Sid- acha phir bhi mai tumhe uncomfortable nahi feel karwana chahta to hum friends?

Sana -haa they shaked hands.

Flashback ends:

Sid saw her sleeping he gently tugged her to bed and covered her with quilt properly and laid down with her .

.

.

.

Here is the next update, please do comment and tell how was it.  

Continue Reading

You'll Also Like

12.3K 1.3K 13
This book contains short stories on Sidnaaz Love.
680 55 10
I was searching through my bookshelf and found my diary. I opened my diary only to found out the collection... which I wrote few years back. It incl...
14.4K 1.8K 22
khud padh lo 😜
16.3K 469 5
Zor ka jhatka zoro se laga ha laga