CURSE AND BOON

567 57 15
                                    

The Sanakadi Kumaras ran and fell on Mahadev's feet.

"Hume kshama karde Mahadev." They apologized.

"Ahankar ne hume agyani bana diya tha." Sanat Kumar said.

"Humne bada apraadh kiya hai gyan ko seemit samajh ke." Sanak kumar said.

"Humne badi bhul ki aapko agyaani samajh ke jab ki aap sakshat gyan ke murat hai." Sanatan Kumar said.

"Hume yeh chautha Ved swikarya hai." Sanadhan Kumar said.

"Uttam. Devi Ved-vadini ab kripiya iss Ved ko dharan kar sansaar ko iske gyaan se prakashit kare." Mata Saraswati said.

Ved-vadini smiled as Atharva Rishi gave her the Ved. She closed her eyes taking all the knowledge from the Ved.

"Vedant." She called.

Soon a bright light emerged in front of them as Vedant appeared with Sheshnaag behind him.

Soon a bright light emerged in front of them as Vedant appeared with Sheshnaag behind him

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Ved-vadini aur Vedant, iss chautha Ved ke gyan ko sampoorn jagat mei pravahit kardo." Mahadev said.

"Jo aagya." They said.

Ved-vadini closed her eyes and Vedant got ready to get knowledge from her and spread to the world.

She started chanting the entire Atharva Veda, hymn by hymn as he transfered the entire knowledge of the Vedas to the universe.

As the light of Atharva ved was illuminating the world even more, the gods and Rishis started taking the knowledge so they can give this treasure to common people.

□□□

Daksh was pacing back and forth with in the palace as he got the news that now there was a forth Ved, the Atharva Ved.

As the Sanakadi kumaras entered the room Daksh angrily snapped his head towards them.

"Rishi Atharva ke granth ko Ved ki upadhi milne se rok nahi paye !? Jab 3 Ved the toh chauthe ki kya awashyakta thi !?" Daksh exclaimed.

"Nahi Bhrata Daksh, gyan toh aseemit hai. Aur samaj ke awashyakta hetu kai Ved aur aise granth aayenge." Sanat Kumar said.

"Oh ? Toh tum bhi ab uss kapaali shiv ki bhasha bolne lage !?" Daksh yelled.

"Shiv hi toh gyan hai." Sanakadi Kumar said.

"Swayam Devi Ved-vadini ne iss baat ko swikar kiya hai." Sanatan Kumar said.

"Aur Mata Saraswati ne hi hume aadesh diya ki Rishi Atharva ke granth ko Ved ki upadhi de." Sanadhan Kumar said.

"Woh sab pehle hi Shiv ke Maya jaal mei fase hai ! Aur tum sab bhi balako ke bhati unki baat maangaye." Daksh said.

The Sanakadi brothers didn't get a right feeling about where this was going.

"Mai, Prajapati Daksh, Chatursan Kumaro ko shraap deta hu ki tum anant kaal tak balak bane rahoge !" Daksh cursed turning the Sankadi Kumaras into children.

"Mai, Prajapati Daksh, Chatursan Kumaro ko shraap deta hu ki tum anant kaal tak balak bane rahoge !" Daksh cursed turning the Sankadi Kumaras into children

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

But instead of seeing panic and remorse in their faces Daksh was confused seeing a calm and composed look on their faces.

"Balya awastha mei jigyasa sadev jagrut rehti hai." Sanat Kumar said.

"Aur iss jigyasa ko shaant karne hetu hum sadev gyaan arjit karte rahenge." Sanak Kumar said.

"Aapka yeh shraap toh humare liye vardaan bangaya prajapati." Sanatan Kumar said.

"Dhanywaad aapka aur ab hume aagya de." Sanadhan Kumar said.

Daksh grunted but suddenly heard someone clicking their tongue. He turned around and saw Vijaya.

"Bina soche samjhe shraap de diya ?" Vijaya asked.

"Kehna kya chahti ho ?" Daksh asked.

"Jisse shraap dena tha usse toh diya nahi." Vijaya said.

"Tatparya ?" Daksh asked.

"Shraap toh aapko Devi Harihareshwari ko dena tha jinhone nyayadheesh hoke bhi Mahadev ka Saath diya." Vijaya said.

"Devi Narayana mere netro mei vandaniya hai aur sadev rahengi ! Mai unhe shraap kada bhi nahi de sakta." Daksh said.

"Agar itna hi sneh aap apni putri se karte toh baat hi kya thi." Vijaya said.

"Kehna kya chahti ho ?" Daksh asked.

"Shreeshaktiswar ne mera vivah prastav keval Harihareshwari ke karan thukraya. Kintu mujhe yeh swikar nahi." Vijaya said.

"Tum chahti ho ki keval iss karan se mai Devi Narayana ko shraap dedu !?" Daksh scolded.

"Unhe shraap nahi de sakte toh mujhe ek vardaan de jisse mai prayas kar saku ki Shreeshaktiswar mujhse vivah karle." Vijaya said.

"Kaisa Vardaan ?" Daksh asked.

"Soch lijiye, kya aap de payenge ?" Vijaya said.

"Aisa koi vardaan nahi jo Prajapati Daksh na de paye !" Daksh exclaimed.

"Toh mujhe sammohan shakti ka vardaan de." Vijaya said.

"Tathastu !" Daksh blessed.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

Me - *sobs* I asked Arjun to buy me Kesar mangoes....but instead he brought dasehri ones....And the worst part is that he said - Aam toh aam hota hai, kya fark padta hai ? *breaks into tears* The utter disrespect !!

*the door burst opens*

Arjun - Author !

Me - Go away !

Arjun - I brought you kesar aam, and I even cut it in delicate pieces and served it on the special golden plate from Hastinapur.

Me - *looks admist tears*

Arjun - Have toh mani jaa Bakudi...(Now forgive me, cutie)

Me - *eats mangoes* Bakudi mani gayi. (Cutie forgives you)

WANT ONE MORE UPDATE ?

HARIHARESHWARI 5 : SRIJANWhere stories live. Discover now