DAKSH'S WISH

773 65 13
                                    

□□ CHAITANYA LOK □□

Amarsri was looking at the Surya-pranali device worriedly as Srinav approached her and noticed a frown on her face.

"Kya huya priye ?" Srinav asked.

"Graho ki stithi mujhe bata rahi hai ki kuch anarth hone wala hai." Amarsri said. 0

Srinav then himself looked at the device and he too understood what she meant.

"Nakshatra bhi kuch thik nahi hai devi. Aane wala bhavishya dukhdai pratit hoga." Srinav said.

"Daitya Mata Diti, sabha se apmanit hoke gayi thi. Woh Devtao ko kya, Pitashree Mahadev aur Devi Shakti ko bhi chain se nahi rehne degi." Amarsri said.

"Chinta mat kariye priye, jab tak Shiv aur Shakti ek saath hai tab tak koi anarth nahi hoga." Srinav assured.

□□ PRITHVI LOK □□

"Pitashree uss Shiv ne aapke pita brahma ka pancham mastak kaat diya, bhari sabha mai aapki putri ke maatritwa ko mithya kaha. Aur aapne kuch nahi kiya !" Diti instigated Daksh who remained quiet.

"Aap abhi bhi maun hai !? Lagta hai aap bhayebhit hai usse." Diti said.

"DITI ! Mai uss Vairaghi Shiv se bhayebhit nahi hu. Kintu yeh baat nahi bhula jaa sakta hai ki woh Tridevo mai se ek hai." Daksh said.

"Toh uss Shiv se uski Shakti hi le lijiye." Diti said.

"Kya ?" Daksh looked at her confused.

"Ha. Shiv aur Devi Shakti ko alag kardijiye." Diti said.

"Asambhav." Daksh said.

"Toh aap bhayebhiy hai uss shiv se." Diti said and Daksh looked at her angrily.

"Kada bhi nahi !" Daksh exclaimed stomping out of the room.

Soon a daitya came towards Diti.

"Mata sena sajj hai. Swarg par aakraman kab karna hai ?" The Daitya asked.

"Kal pratah kaal." Diti said smirking.

□□ KAILASH □□

Devi Shakti was pacing back and forth, because she knew what was about to come in the life of her and Mahadev.

"Devi ?" Daksh approached her.

"Prajapati." She acknowledged.

"Prajapati nahi, bhikshuk." Daksh said.

"Tatparya ?" She asked.

"Aisa kya hai Devi jo aapse chhupa hai ? Mai yaha aapse kuch maangne aaya hu. Kya aap dengi ?" Daksh asked.

"Yadi mere vash mai huya toh awashya dungi. Kya ichcha hai tumhari ?" Mata Shakti asked.

"Daan dena chahta hu devi. Ek pita ke jeevan ka sabse bada sukh hota hai Kanyadan. Mai iss sukh se vanchit nahi hu. Kintu sakshat Devi Adi-Shakti ka Kanyadaan karne ka saubhagya chahta hu. Mai chahta hu ki aap mere ghar putri roop mai janm le." Daksh said.

"Tathastu." She blessed.

"Aapne mujhe dhanya kar diya." Daksh said.

"Kintu smaran rahe Daksh, jis shan tumne mujhe rusht kiya ya mera apmaan kiya toh mai uss hi shan tumhara parityag kardungi." Mata Shakti said.

□□□□□□□□□□□□□□
A/N

DIFFERENT PURANS HAVE DIFFERENT INTERPRETATIONS AS TO WHY DAKSH HATED MAHADEV BUT I WASN'T ABLE TO FIND WHY HE WANTED DEVI SHAKTI TO BE BORN AS HIS DAUGHTER AND NOT WANTING HER TO MARRY MAHADEV.

THIS WAS ONE INTERPRETATION WITH DAITYA MATA DITI WHICH I THOUGHT JUSTIFIED IT WELL AND MAKES SENSE.

SO THE RELATION OF NARAYAN AND AMARSRI IS ALREADY BEAUTIFULLY SHOWN. SO NOW IS TIME TO GIVE DEPTH TO THE RELATION OF AMARSRI AND MAHADEV.

---

Krishna : Tell me Sham, what brings you to me ?

Me : You already know everything.

Krishna : Maybe.

Me : Can you do me a favor ?

Krishna : Surely.

Me : My sakhis, Punya_081123 and krshnpriya want to play the famous night raas with you.

Krishna : I would be delighted.

Me : Great.

ALRIGHT SAKHIS ! ALL THE BEST.

HARIHARESHWARI 5 : SRIJANWhere stories live. Discover now