DAKSH'S SEARCH

554 54 28
                                    

Mahadev was meditating as usual in Kailash as devtas came running to him, injured and tired.

"Mahadev ! Anarth ho gaya !" Indra said and Mahadev opened his eyes.

"Kya huya Devraj ?" Mahadev asked.

"Prabhu Tarkasur ne swarg par apna adhipatya jama liya hai." Indra said.

"Aur ab woh devi Sati ke prano ke piche pada hai kyuki uski mrityu keval Shiv aur Shakti ke putra ke haatho ho sakti hai." Surya said.

"Kuch kijiye Mahadev kuch kijiye." Agni said.

"Iss samasya ka toh keval ek hi hal hai." Amarsri said appearing out of nowhere.

"Pranam." The Devtas bowed.

"Aap sab yudh se aa rahe hai, thak gaye honge. Kuch der vishram kare tab mei Mahadev se kuch charcha karlu." Amarsri said.

The devas nodded leaving, Amarsri then looked at Mahadev, who already knew what her plan was.

"Mai Sati se vivah nahi karunga." He said straightly.

"Kyu ?" Amarsri asked.

"Sati abhi Shiv-prem ke yogya nahi hai." He said.

"Maati kabhi murti banne ke yogya nahi hoti, woh toh murtikaar hota hai jo use uss yogya banata hai. Aur aapne toh devi Sati ka komal hridaye hi tod diya." Amarsri said.

"Sati ek manushya hai, seema-badh hai." Mahadev said.

"Aur aap sabhi seemao se pare. Woh seema paar nahi kar sakti kintu aap toh kar sakte hai. Aap devi Adi-para shakti ke ardhang hai, aapke bhi toh kuch uttardaitwa hai unke prati." Amarsri said.

Mahadev didn't say anything, just diverted his gaze.

"Yaha aap maan nahi rahe hai aur waha Prajapati Daksh devi Sati ka swayamvar rach rahe hai. Ab aisa na ho pitashree ki Mata Sati ka vivah kisi aur ke saath ho jaye aur aap keval dekhte reh jaye." Amarsri said.

"Shakti ka vivah keval Shiv ke saath hi hoga." Mahadev said.

"Ati-uttam." Amarsri smiled.

□□□

Daksh was smiling looking at the invitations of Swayamvar that would be sent all over the cosmos to all the eligible beings.

But he was not yet satisfied, he wanted to take a further step to humiliate Mahadev.

"Rishi Bhrighu, kyu na hum Shiv ki ek murti banaye aur usse dwarpal ki jagah lagaye ?" Daksh suggested.

"Martinair toh bahut hai Prajapati." Bhrighu Rishi said.

"Koi bhi murtikaar nahi, aisa koi chahiye jo aisi murti banaye ki lage sakshat shiv khade ho saamne." Daksh said.

"Aisa murtikaar milna toh kathin hai." Rishi Bhrighu said.

"Iss liye mai, Prajapati Daksh, swayam jaa ke murtikaar ko dhundhuga." Daksh said.

And thus Daksh started his journey to search for a nice sculptor who would make a very realistic sculpture but was able to find none.

He realized that in his search he had ventured into the forest. He decided to rest before going back to his palace and over heard a conversation.

"Suna hai, uss pahad par ek vyakti rehta hai aur uss se uttam shilpkaar iss sansaar mei koi nahi." Daksh heard a woman's voice.

"Maine bhi uski bahut prasansha suni hai." This time a man said.

Daksh went to locate the people and found a young couple conversing.

"Aisa suna hai ki uski murtiya itni vastavik lagti hai ki mano unme praan ho." The man said.

"Maine toh suna hai ki woh vishwa ka sarvashrest murtikaar hai kintu dhan nahi leta

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Maine toh suna hai ki woh vishwa ka sarvashrest murtikaar hai kintu dhan nahi leta." The woman said.

"Kaun hai yeh murtikaar aur kaha milega ?" Daksh asked approaching them

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Kaun hai yeh murtikaar aur kaha milega ?" Daksh asked approaching them.

"Prajapati !?" They both exclaimed.

"Ha, mai murtikaar ki khoj mei nikla tha aur tumhari baate sun li. Kaun hai yeh murtikaar ?" Daksh asked.

"Jata naam hai uska." The man said.

"Kaha rehta hai ?" Daksh asked.

"Jateshwar choti par." The woman said.

"Mujhe maarg dikha sakte ho ?" Daksh asked.

"Maarg dikhane ka Kaam toh Narayan karte hai. Hum nahi." The man said.

"Hum toh laksh tak pahuchate hai. Chaliye." The woman said.

"Uttam." Daksh said.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

WHY DID MAHADEV COME HERE ? KIM PRAYOJANAM ?

*The door bursts open*

Arjun : AUTHOR ! YOU SPOKE SANSKRIT !! You know it does things to me.....

Me :.....

Arjun : Lets go outside and I'll buy you anything you want. Kim ichchati ?

Me : Cold drink, preyasah.

Arjun : *takes a deep breath in bliss* Karishya vachanam tava !

*picks up the author and runs faster than Karn running from battlefields*

HARIHARESHWARI 5 : SRIJANWhere stories live. Discover now