YAGYA MAHA-MANDAL

672 62 14
                                    

Sati, the youngest daughter of Prajapati Daksh, has recently found out about the existence of Mahadev. But Daksh was having none of it, he wanted Mahadev to stay far away from Sati.

Thus Daksh organized a Yagya Maha-mandal inviting all the gods there including Amarsri and Srinav. He had also asked Rishi Kashyap and Rishi Dadhichi to personally invite Mahadev.

As Srinav and Amarsri entered the palace of Daksh, they were welcomed by Sati and her sisters.

As Srinav and Amarsri entered the palace of Daksh, they were welcomed by Sati and her sisters

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Srinav controlled the urge to touch her feet because she is not aware of her reality.

"Pranam." Chandra greeted them with Rohini, Revati and other 25 wives.

"Mata aur Pitadev, Chandra ne aapke baare bahut kuch bataya hai. Aaj mil kar hume atyant khushi huyi." Rohini said smiling.

"Hume bhi." Amarsri said.

Srinav noticed although Rohini was genuinely happy, his other wives had a forceful smile on their faces, they clearly weren't happy.

"Purusho ko yagya Maha-mandal mei jana hai, streeyo ke manoranjan hetu nritya ka aayojan hai. Chaliye." Sati said.

"Chandra akele jayenge ? Hum dono itne der kaise alag rahenge ?" Rohini asked.

Srinav saw how Revati and his other wives lowered gazes smiling.

"Rohini, tumne mujhe soch mei daal diya ki Chandra ki anya patniyo ko uske saath samaye vyatit karne ko milta bhi hai ya nahi." Srinav commented.

Chandra diverted his gaze while his other wives looked at each other nervously. This was not supposed to be out.

"Nahi-Nahi Pitadev ! Hum sab prasnn hai. Chandra ki patni keh lana toh humara saubhagya hai." Revati said.

"Rohini, apna bahumulya samaye ab hum beheno ko bhi do." Aditi teased dragging Rohini and the other sisters with them.

"Chaliye devi." Sati said.

"Aap jayiye, mai aati hu." Amarsri said. Sati nodded and left.

Now Chandra, Amarsri and Srinav stood alone.

"Mata ke charan sparsh bhi nahi kar paya." Srinav said.

"Priye, unhe shigreh hi sab yaad aajayega." Amarsri assured.

"Chandra, jo sneh, prem aur samman tum Rohini ko dete ho, woh apni anya patniyo ko bhi do." Srinav said.

"Aapse kya chhupa hai Pitadev. Mujhe vivah toh keval Rohini se hi karna tha kintu Prajapati ne Dridhtaproorvak Revti aur apni anya 25 putriyo se mera vivah kara diya." Chandra said.

"Vivah toh huya hai Chandra. Aur tum par jitna Rohini ka adhikar hai utna hi tumhari anya patniyo ka bhi hai." Amarsri said and left. Srinav and Chandra also left for the Yagya Maha-mandal.

Amarsri reached the hall where other ladies were present and took a seat beside Sati as the dance began.

"Mahadev ko bhi nritya karna bahut pasand hai." Amarsri commented purposefully.

"Satya ? Aapko kaise pata ?" Sati asked.

"Ab Pita ki koi bhi baat putri ko toh pata rahegi." Amarsri said.

"Kintu aap Narayan ki putri nahi ?" Sati asked.

"Keval Narayan ki nahi. Narayan aur Mahadev ki putri hu." Amarsri said.

"Toh Pitashree aapko Devi Narayana kyu bulate hai ?" Sati asked.

"Aapke Pita kisi karan yeh baat swikar karne ko taiyyar hi nahi hai ki mai Mahadev ki bhi putri hu." Amarsri sighed.

"Mahadev kaise hai ? Unka swabhav kaisa hai ?" Sati asked.

"Unka swabhav vichitra hai. Woh rudra hai, krodh unka sringar hai. Aisa krodh jo sampurn Shrishti ka vinash kar sakta hai. Kintu woh Bholenath bhi hai, sabse nek aur dayalu. Woh mere pita Narayan jaise baat ghuma ke nahi kehte, ekdum spasht roop se kehte." Amarsri said.

"Aur ?" Sati asked.

"Unki vesh-bhusha oghar kapaliyo jaisi hai, kintu jagat mai unse sundar koi nahi, aisi sundarta jisse Kamdev bhi lajja jaye. Kabhi kabhi aisa lagta hai ki sansaar ke sabhi rahasya unke jatao mei hai aur sansaar swayam unke paero mei. Devo ke dev Mahadev hai woh kintu fir bhi ansh maatra ahankar nahi hai unhe. Na samman ka moh na apmaan ka bhaye." Amarsri said.

□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

HAR HAR MAHADEV !

AND IMPORTANT ANNOUCEMENT !!

THIS BOOK WILL END WITH THE WEDDING OF MAHADEV AND MATA PARVATI.

I FIRST THOUGHT THAT I WILL COVER THE ENTIRE SATYUG, BUT THEN REALISED WE HAVE SAMUDRAMANTHAN, VARAH AVATAR, NARSIMH AVATAR AND WHAT NOT IN BETWEEN.

AND IT WOULD BE TOO LONG. (Says the author who wrote 113 chapters of Harihareshwari 1)

AND THIS BOOK IS JUST AN INTRODUCTORY BOOK TO THE NEW PHASE SO IT DOESN'T HAVE TO BE LONG.

SO WHEN WILL THE 6th BOOK COME ?

AFTER A MAHABHARAT FANFIC, BECAUSE I ALREADY GAVE YOU BACK TO BACK TWO HARIHARESHWARI BOOKS. SO I WILL TAKE A BREAK FROM IT, THINK MORE ABOUT THE PLOT AND PERFECT IT.

SO WHAT IS THE MAHABHARAT FANFIC ABOUT ? I WILL TELL YOU IN THE NEXT CHAPTER.

HARIHARESHWARI 5 : SRIJANWhere stories live. Discover now