DAKSH IS IN DISBELIEF

610 56 24
                                    

Daksh was completely speechless as to what he witnessed just now.

"Dekha Daksh, paer Mahadev ke dhoye kintu puja Narayan ki ho gayi. Dono ek hi hai." Amarsri said.

"Asambhav ! Maya hai yeh ! Chhal hai !" Daksh exclaimed.

"Satya kaha pitashree, aapko bhramit karne hetu sabne milke Maya rachi hai. Devi bhi aapke saath chhal-prapanch kar rahi hai. Prajapti ke saath aisi Maya ? Shreeshaktiswar apni patni ko kuch samjhaye ki mariyada mei rahe !" Vijaya said.

"VIJAYA !" Srinav exclaimed angrily, making her back away.

"Yadi ek aur katu-vachan Devi ke prati bola toh mariyada mai langh dunga

Ops! Esta imagem não segue nossas diretrizes de conteúdo. Para continuar a publicação, tente removê-la ou carregar outra.

"Yadi ek aur katu-vachan Devi ke prati bola toh mariyada mai langh dunga." Srinav warned angrily looking at her.

"Shaant ho jaye dev." Amarsri said holding his hand.

"Apne krodh ko niyabtrit karo Srinav." Mahadev said.

Srinav took a deep breath and calmed down.

"Amarsri aaj tumne jo kiya hai, usse chaturyogo tak paapo ka naash hota rahega. Kintu isse Daksh ki vichaar dhara nahi badal sakti kyuki tumne jo kiya usse agyanta ka naash huya kintu Daksh agyani nahi Ahankari hai." Narayan said.

"Satya kaha Pitashree, ahankari vyakti ko kitna bhi gyaan dedo uske liye vyarth hai kyuki use lagta hai ki sara ki keval woh hu sahi hai." Amarsri said.

She then angrily looked at Daksh.

"Kintu smaran rakhna Daksh, jis din tumhara ahankar tutega uss din pachtaoge tum." Amarsri said walking away with Srinav.

"Kaha jaa rahi hai Devi Narayana ?" Daksh asked.

"Devi Shankar-narayana uss sthan par nahi rukti jaha Mahadev ya Narayan ka apmaan ho." Amarsri said walking out.

□□ CHAITNAYA LOK □□

Amarsri was in the kitchen cooking food or more likely fighting with it as Srinav would say looking at her aggressive cooking.

Like other days she wasn't delicately cutting the vegetables, it seemed she was harshly beheading them.

And when she was putting spices in the food, it seemed as though she is aggressively giving ahuti to a yagya. She was really angry at Daksh.

"Priye ?" Srinav called.

"Kya hai !?" Amarsri exclaimed.

"B-bhojan." Srinav managed to say.

"Bana rahi hu na dev." Amarsri said.

"Kintu mujhe aaj ka bhojan swadist pratit nahi ho raha." Srinav said.

"Kyu ? Aapne bina chakhe kaise bol diya ?" Amarsri asked.

"Kyuki priye aap itne krodh se jo bana rahi hai." Srinav said.

"Krodh ? Mai krodhit hu ?!" Amarsri asked offended.

"Nahi mera matlab ki aaj bhojan mei prem nahi hai." Srinav said.

"Tatparya ? Aapko lagta hai ki mai aapse prem nahi karti hu ? Aapko lagta hai ki mai prem se bhojan nahi banati hu ?" Amarsri asked angrily.

"Nahi-Nahi priye ! Mera tatparya hai ki....ki...aaj bhojan mai banata hu !" Srinav said.

"Aap banayenge ?" Amarsri asked.

"Ha aap pratidin mere liye itna swadisht bhojan banati hai, aaj mere haatho ka swadisht bhojan kare." Srinav said.

Amarsri looked at him unsurely, Srinav noticed it and gave her an assuring smile

"Aap yaha mere samne baith jaye." Srinav said.

Amarsri sat down in front of him and sighed in frustration.

"Kya huya devi ? Kaunsi baat aapko kasht de rahi hai ?" Srinav asked.

"Daksh aur kaun ? Mujhe bhaye lag raha hai ki uske iss ahankar ka parinaam kya hoga." Amarsri said.

"Kintu ab toh Shiv aur Shakti ek hai, fir kaisi chinta ?" Srinav asked stirring the food.

"Dono ek toh ho gaye kintu Daksh Devi Sati ke Pita hai. Aur Devi Sati unse atyant prem karti hai aur iss baat ka Daksh labh uthayega." Amarsri said.

"Yeh baat toh satya hai Priye. Aur jab tak Mata ko swayam ke Adishakti hone ka bodh nahi ho jata tab tak Daksh ke prati unka moh ek badha bana rahega." Srinav said.

"Bas unhe jaldi aatma-bodh ho jaye." Amarsri said.

"Ek baat bolu priye ?" Srinav asked.

"Awashya." Amarsri said.

"Aap jab krodhit hoti hai toh atyant pyaari lagti hai." Srinav said.

"Aap bhi na priye." Amarsri chuckled.

□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

"Aap jab krodhit hoti hai toh atyant pyaari lagti hai."

My dear Srinav humare readers bhi yahi sochte hai. Yeh sab pakka 'Aww' kar rahe honge Amarsri ki angry cooking par. Kyu bhakt-jano ?

---

Vijaya ko koi samjhao ki chhal aur Prapanch Devi Amarsri nahi, Devi Krishneshwari karti hai.

Ekaj minute ! Aa Krishneshwari kai chakli nu naam chhe ?
(Wait a minute ! Who is this sparrow named Krishneshwari ?)

Well I just did a name drop of Amarsri's avatar for Mahabharat book. Just like that.

Inspiration of the name comes from Krishneswar Mahadev temple in Ahmedabad. Just like how Rameshwari's name takes inspiration from Rameshwaram mandir.

So you see, both Rameshwari and Krishneshwari have the essence of Harihar in their name.

HARIHARESHWARI 5 : SRIJANOnde histórias criam vida. Descubra agora