CHANDRA GETS CURSED

702 61 6
                                    

It was time for Chandra and his wives to leave for Chandralok, but beside Rohini his other wives were unwilling to go.

Rohini thus got into an argument with her sisters saying that they have a problem because Chandra loves her more.

This all was heard by Prajapati Daksh, who came here to bid goodbyes to his daughters. Thus he ordered Chandra and his wives to present themselves in the courtroom because what Chandra has done is a crime against society.

"Chandrama, tumne apni anya patniyo ko unke adhikaro se vanchit rakh kar apne utardaitwa se muh moda hai, aur mariyada ka ulanghan kiya hai. Mai tumhe aadesh deta hu ki apni patniyo ko Rohini ke baraabar sthan do aur unse prem bhi karo." Daksh said.

"Kshama kijiyega prajapati, yeh sansaar aapke aadesh se chalta hoga kintu prem nahi. Yadi aisa hota toh aap Sati ke man se Mahadev ko nikalne mei saksham hote." Chandra said.

"Sati ke vidroh se atyant prerit ho, anytha Prajapati se aisa tark nahi karte tum. Kintu isse pehle vidroh ki agni samaj mei fael jaye, mai iska anant kar dunga. Mai tum aisa dand dunga ki kisi ke man mei vidroh ka vichaar bhi aaye toh tumhara smaran kar kaap uthe." Daksh said.

"Ichcha ke virudh prem karne se bada koi dand nahi hai Prajapati." Chandra said.

Daksh fumed in anger as everyone realised he was going to put a curse on Chandra.

"Prajapati punah vichar kar lijiye, mai Chandra ko samjhayunga." Rishi Kashyap said.

"Inhe dand mat dijiye pitashree." Rohini said.

"Kshama kar dijiye inhe pitashree, dand dene se hume inka prem toh prapt nahi hoga." Revati said.

"Kshama kardijiye pitashree." Other wives of Chandra said.

"Bas ! Ab bahut der ho chuki hai. Apni vyahtao ko patni ka sthan na deke tumne ghor apradh kiya hai." Daksh said  closing his eyes.

"Mai, Brahmaputra Prajapati Daksh, tumhe kshaye hone ka shraap deta hu Chandra." Daksh cursed.

"Mata..." The last thing that left Chandra's mouth before he fell on the ground unable to move.

A devastating curse that shook the entire brahmalok, brought Narayan out of his yog nidra and broke Mahadev's samadhi.

"Swami !" The wives of Chandra fell on their knees.

Suddenly the winds started howling in the court and a blinding bright light emerged. Everyone bowed seeing Surya-mandala.

She looked at Chandra and then at Daksh angrily as he looked at her with shock and fear.

She looked at Chandra and then at Daksh angrily as he looked at her with shock and fear

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Prajapati Daksh, apne ahankar se tumne sansaar ko ghor sankat mei daal diya hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Prajapati Daksh, apne ahankar se tumne sansaar ko ghor sankat mei daal diya hai. Tumhare kaaryo mei maine kabhi hastakshep nahi kiya, kintu tumne jo aaj kiya hai usse prakriti aur Shrishti sankat mei aagayi hai." Surya-mandala said.

"Jo bhi mere niyamo ke virudh jayega uska yeh hi haal hoga, Chandra ko maine uske apradh ka dand diya hai. Maine Sasur ya pita nahi, Prajapti ke drishti se dand diya hai." Daksh reasoned.

"Toh Prajapati Daksh yeh kaise bhul gaye ki Chandra Nav-graho mei se ek hai ?" She asked silencing Daksh.

"Prakriti aur Shrishti ko kshati pahuchana Prajapati ke daitwa ke virudh hai. Aur jo apne daitwa se virudh jaa kar apne ahankar ki purti kare, uska sanghar aniwarya hai." Surya-mandala said summoning her bow, the Gandiv.

"Nahi Devi !" Sati said coming in front of her and Daksh

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Nahi Devi !" Sati said coming in front of her and Daksh.

"Hat jayiye Devi Sati, sansaar ke santulan hetu Daksh ka sanghaar aniwarya hai." Surya-mandala said.

"Toh aapko pehle mera sanghaar karna hoga." Sati said.

"Devi, Prajapati nahi apetu Chandra par dhyan kendrit kariye." Prasuti requested.

Surya-mandala sighed lowering her bow and then sadly looked at Chandra.

"Mata ! Humare pati ki raksha kijiye." Revati pleaded.

"Inhe punah jeevan daan de Mata." Rohini requested.

"Chandra ko mai jeevan daan nahi de sakti." Surya-mandala said sadly.

"Koi toh upaye hoga devi, hum sab karne ko taiyyar hai." Sati said.

"Kaal ke mukh se toh ab keval Mahakal hi bacha sakte hai." Surya-mandala said.

□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

ITS TIME TO READ THE SIGNIFICANCE OF MAHASHIV-RAATRI AND SOMNATH MANDIR !

DEVI AMARSRI.....YOU WERE STANDING EXTREMELY TALL AND ABOVE EVERYONE ELSE..AISE ANGLE SE AIM LAGA SAKTI THI KI DAKSH KO TEER LAG JAYE KINTU MATA SATI KO KSHATI NA PAHUCHE.

LIKE THIS -

FIR HOTA PATT SE HEADSHOT !

HARIHARESHWARI 5 : SRIJANWhere stories live. Discover now