Part 21

7.8K 375 2
                                    


Shish Mahal

Nandini entered in the Palace. With her school bag. She placed bag in one corner of Palace.

She entered in Rajmata' s room.

She bend down.

"Pranam Rajmata. "Nandini  joined her both hands.

"Tumhe ane me aaj itni der kaise ho gai? "Rajmata in angry tone.

"Sorry Rajmata. "Nandini.

"Kamchor kahi ki. Bas koi kam mat karwao tumse.  Baithi raho.  haina. "Rajmata.

Nandini felt bad.

"Yuvaraj Manik  ke uthane ka waqt ho gaya hai aur tum ab aa rahi ho.  Itni badi ho gai ho par bachpan se lekar ajtak jara bhi nai badli tum. Humesha kam karne me laparwahi. Tumhe ek hi toh kam dia hai tum wo bhi thik se nai Kar sakti. Agar iss bar Yuvaraj ki aur se tumhari ek bhi shikayat aai na toh dekh lena Humse bura aur koi nai hoga. Samzi tum. "Rajmata in angry tone.

Nandini scared. She nodded her  head in no tone.

"Nandini. Nandini. I want coffee. "Manik was shouting.

Nandini  was hearing these. Rajmata was looking  at her angrily.

"Ab dekh Kya rahi ho? jao. "Rajmata scold him.

Nandini left.

"Rajmata apse ek bat kahu?"Unnati.

"Ha kahiyein “Rajmata.

"Apko nai lagta Manik ko kuch jyada hi adat ho gai hai Nandini ki. Kuch bhi kam ho kuch bhi chahiyein ho humesha Nandini ka hi jaap karte hai. Aisi kaise kisi ki adat. Jaise wo Manik ki Biwi ho. "Unnati in confusing tone. And laughed.

Unnati is a nice and lovely daughter in law in Sisodiya' s family. But she is little dumb. She is carefree in nature. She had no any idea what to speak in front of others. She is plane hearted person.

"Aap kahna kya chahti hai? "Rajmata in angry tone.

"Wo.  w. woh mai kuch nai. "She bit her tongue. She scared.

"Dekhiye iss bar bol dia aagese yaad rahe. Kab Kya bol na chahiyein kisi ke bare aur woh bhi humare samne. Samzi aap. "Rajmata.

"Jee Rajmata “She immediately ran from there.

Amms was thinking about her words.

"Aise kaise Kisiki adat.  jaise woh Manik ki Biwi ho. "

"Ye Unnati bhi na kuch bhi bolti hai. Pagal hai. "Rajmata Pov.

"Par usane jo kaha wo sahi bhi to hai. Manik ko Nandini ki adat ho gai hai. Manik ko jab bhi kuch chahiyein hota hai wo Nandini ko hi puchate hai. Unke sare kam bhi Nandini hi to karti hai.  Unki Coffee,  Nashta, kamra saaf karna,  jute  saaf karna,  Nandini hi to karti hai. Unhe kisi ke hatho ka kam bhi pasand nahi ata. "Rajmata was thinking.

"Hum ye sab Kya soch rahe hai. Wo bas is Mahal ki ek mamuli noukrani hai. Jise humne bachpan me sajaa di thi. Kyoki usne Yuvaraj ko chot pahchayi thi. Aur Ham ye bardasht nai kar sakte ki koi humare bacche ko chot pohochayein. Use sajaa di thi humne Jo wo ajtak bhugat rahi hai.  Aur rahi bat Yuvaraj ki toh wo bhi use ek noukrani se jyada aur kuch nai samzate. Mana ki bachpan se wo Yuvaraj ke liye kam karti ayi hai. Isliye shayad unhe adat ho gai ho gai hogi. Par iska matlab ye nai ki wo use sarpar bitha lenge.  Hum jante hai apne pote ko. Aur vaise bhi hume bhi hamari Daasi Paru ki adat ho gai hai iska matlab ye nai hai ki ham use apni ankho ka tara bana liya ho.

Humare pote Manik ko bade aur chote logo me fark karna ata hai. Unhe aapni haisiyat ka khayal hai. Akhir parvarish jo hamne di hai. "Rajmata smirked.

"What the hell Nandini. I am waiting for my coffee. And where did You  disappeared? "Manik in angry tone.

One 'Hidden Secret' in the Palace Where stories live. Discover now