Lunch Time Masti

4.9K 257 24
                                    

Next day, all the youngsters and Shivika, who was sitting on the countertop, were gathered in the kitchen as Shivaay was making lunch.

Shivika: Papa?

Shivaay: Hm.

Shivika: Aap exactly bana kya rahe ho?

Shivaay: Kadhai Paneer. Meri princess ko pasand hain na?

Shivika: Ooooo! Yummy.

Shivaay: *smiles* Almost done. Taste karke batao kaisa bana hain.

He takes some on a spoon, blows on it and feeds it to her.

Shivika: Mmmmmm. Yum-yum-yummy!

Shivaay pecks her cheeks.

Saumya: Bade bhaiya, hume bhi taste karao na.

Shivaay: Bas thodi der main ready ho jayega. Phir kha lena.

Saumya: *pouts* Mujhe na Shivika se, thodi-si, jalan ho rahi hain. Bade bhaiya uski har baat maante hain.

Shivika: Chachi, please jalna mat warna Oberoi Mansion main aag lag jayegi.

Everyone giggled at her innocence.

Shivika: Waise yeh toh sach hain, papa meri har baat maante hain. Mumma, aapko papa se kuch seekhna chahiye.

Anika: Meri billi aur mujhse meow! Badi jaldi party badaldi tumne.

Shivaay: Meri beti meri tarah smart hain. Usse pata kiski team zyaada stong hain. Am I right?

Shivika: Bilkul.

She gives him a high-five and Anika shoots a glare at him. Shivaay transfers the dish into a serving bowl and takes it to the table. Everyone sits down.

Shivaay: Bon apettit.

Shivika: Matlab?

Shivaay: It's French for 'happy eating' ya 'enjoy your meal'.

Shivika: Oh. Apna phone dijiye.

He passes it to her. She searches something and tries to read it.

Shivika: Bon...appe...appetit...a...to...toi...au...aussi. Bon appetit a toi aussi. French main 'happy eating to you, too.'

Shivaay: My god! Meri princess itni fast learner hain, mujhe pata hi nahi tha.

Rudra: *surprised* Shivika, tumhe French aati hain?

Shivika: Nahi. Likin aaj-kal internet ka zamaana hain chachu. Jo nahi aata, seekh lo. Mumma ne pasta banana bhi wahin se seekha hain.

Shivaay: *to Anika* Tumne pasta banana kab seekha?

Anika: Aapki yeh jo princess hain na, ekdum aapki tarah Hollywood khaane ki fan hain. Isliye seekhna pada.

Shivaay: *contented* Good going, princess.

Shivika: Thank you- thank you. Ab khaane kha le ya iske ice-cream banne ka wait karein?

Om: Haan, let's eat.

They eat and all praise Shivaay. Anika, on the other hand, made a face.

Anika: Namak kam nahi hain?

All look at her.

Shivika: Nahi toh. Theek hain.

Anika: Nahi beta. Mujhe lagta hain namak kam hain.

Shivika: Nahi mumma, theek hain.

Anika: Kam hain.

Shivika: Theek hain.

Shivaay: Okay, stop, ladne ki zaroorat nahi hain. Anika, shaker lo aur thoda namak add kar lo.

Anika takes the shaker and smiles sheepishly while Shivika gives her the 'look'.

Saumya: Bhabhi, aap zyaada salt kyoon kha rahe ho? *panics* Aapka BP low toh nahi ho raha?

Shivaay: *panics* What!? Anika, tum theek ho? Should I call the doctor?

Anika: *calming him down* Shaant ho jayiye Shivaay. Main bilkul theek hoon. Bas namak thoda kam lag raha tha. Meri baat maaniye, main theek hoon.

Shivaay: If you say so. Likin aapna dhyaan rakhna kyoonki shaadi ke functions organise karne main tum apni health ka bilkul khayal nahi rakhti ho.

Anika: Theek hain baba, main aapna achhe se dhyaada rakhoongi.

Shivaay: But I have my doubts. Shivika, *signals to keep a watch over her*.

Shivika gives him a 'thumbs up' while everyone giggles at this impossible father-daughter duo.

You and me make WE (A ShivIka FF) ||✔️||Where stories live. Discover now