Part 84

1.1K 166 19
                                    


"teri maa ki aankh" Karishma says with pain!

"ehesaan faramosh, ek toh help karo aur upar se gaali khaao" Cheetah says with irk tone, holding his hand on his waist!

Haseena asked with confusion- aise kya kamar pakad raha hai!

Cheetah says with a casual tone- kitni moti hai yeh, kaise jhel leti hai tu issye!

Karishma gives irk looked & says- dost nahi hota na, toh bheja uda deti tumara!

Cheetah give evil chuckles & says- aayi badi!

Haseena asked with an upset tone- aap thik toh hai!

Karishma says with pain- bilkul bhi nahi, bahot dard hai!

Haseena says with upset layer- thik hai, hum doctor ko call karte hai, & she left the room..

Karishma looked at Cheetah, who was seated on the bed edge, beside her legs, & who playing with Karishma's tiny finger of the leg, & says with a sweet tone- yeh kitna chotu sa hai!

Karishma tries to looked her leg, & wincing with deep pain, & Cheetah says with irks tone- haan, maar jaa ab!

Karishma closed her eyes with irk mind & Cheetah asked- neck ko hila paa rahi hai!

Karishma says with a calm mind- haan!

Cheetah says while hitting his hand on her leg- haan toh koi baat nahi hai, haddi wagra, sab sahi thikhane par hai! & he looked back to Karishma, who bears the pain!

Cheetah again hit on Karishma's leg, & again Karishma bears the pain, & Cheetah says- oh toh problem yaha par hai! & he again goes to hit Karishma's leg..

Karishma shouts from the top of her lungs- mat kar, nahi toh maar jaayega mere haathon se!

Cheetah says with guilty- sorry!

Haseena entered the room, & asked- kya hua!

Karishma says with irk tone- issko na ghar se bahar nikal dijiye, warna aaj humare haathon se khoon ho jaayega!

Cheetah says while hitting his hand on Karishma's leg- sorry!

Karishma closes her eyes with deep pain, & Haseena says with anger- utho waha se, kiu pareshaan kar rahe ho! & Cheetah getting up from the bed edge..

Same time Zohi, Karika & Noorjahaan entered the room with the doctor, & doctor started to check Karishma with a few questions, & doctor says- koi badi baat nahi hai, bas heavy muscle pull hai waist mei ek side mei, aur girne ki wajah se saara jor waist par aaya hai, uss wajah se hilne mei bhi problem ho rahi hai, kuch medicine prescribe karta hun, saath mei, ek pain killer injection, phir sab thik ho jaayega, lekin thik hone mei kuch waqt lag sakta hai..

Karishma quickly asked- jaise ke!

Doctor says with a casual tone- jaise ke kuch 15 se 20 din!

Karishma up her eyebrows with upset layer, & doctor says- agar issye kum aapne rest naa karne ka socha toh aapko hi takleef hogi!

Karishma close her eyes for a moment & asked with hope- 3 ya 4 pain killer injection se kaam nahi ban sakta hai kya!

Doctor says with calm tone- kaam toh ban jaayeaga, lekin takleef aapko hi hoti rahegi!

Haseena says with calm tone- Karishma doctor ki baat maan lijiye!

Karishma says with irk tone- aur koi option hai bhi nahi! & doctor injected Karishma, & left the house, after prescribed the medicine..

Karika take a seat beside Karishma & say- waise Kari amma, aapko nahi lagta hai, hum doono milkar, maa beti ek goal baana rahe hai!

Karishma smile with pain & says- humein bhi ab yahi lag raha hai!

Karika asked with a teasing tone- kya kehti hai aap, mai yaha par shift ho jaau!

Karishma looked at Haseena, who was busy with Cheetah near to the door, & Karishma said with a teasing tone- Haseena aur humra jhagde aur badhane hai, aur 40 ki umar mei break up nahi sehen hoga humein!

Karika says with teasing tone- kuch bhi bolo, aap doono kitna bhi jhagde kiu na kare, akhir mei ek dusre se pyar kiye bina rahe nahi sakte na!

Karishma gives only a smile, while Haseena turned to them & asked- Karika yaha par kya kar rahi ho, jaao aapne kamre mei!

Karika looked at Karishma & blink her eyes, & Karika left the room, with Zohi, & Haseena comes near to Karishma & asked- aur bhi kuch karna hai!

Karishma looked to another side, & Haseena says with a soft tone- yeh sab na gusse ki wajah se hai!

Karishma cut Haseena in mid & say- humari wajah se gussa the, ke aapne shuru kiya tha!

Haseena says with soft tone- haan toh khatam bhi karna chahte the hum!

Karishma says with a soft tone- haan toh khatam kariye na, sorry bol dijiye!

Haseena smile with blush cheeks, & kneel down beside the bed & says- I am sorry! Jo kuch bhi humein uss din kaha woh sach mei bahot jaada galat baat thi! Aur gusse mei hum aaj bhi nahi samjh aata hai, ke kaise shaant rahe!

Karishma looking at Haseena with calm face & says- baat gusse ke nahi hai Haseena, baat trust ki hai, aapne janam diya hai Karika ko, aur hum se jaada aap usse jaanti hai, aapko itna toh trust hona chahiye tha, ke Karika aisa kuch bhi nahi karegi!

Haseena says with little nod- hum aapki saari baat samjh rahe hai Karishma, lekin kabhi, kabhi na humein di huyi azadi ka bacche fayada bhi uthate hai, hum maante hai, aapne Karika ko woh cards ussi vishwas ki wajah se diye the, lekin humein darr tha, ke ussne ussi chiz ka fayada na uthaya ho!

Karishma nod little with pain & says- samjh rahe hai, aap kya kehne ki koshish kar rahi hai..

Haseena says with smile- dekhiye, azadi ke saath, saath aap usse woh hosla bhi de rahi hai, aur iss baat ko hum sach mei nawaztein hai, agar koi bhi chiz agar asani se mil jaaye toh usski kadar karna chod dete hai, samjh rahi hai baat ko, ke kiu hum uss baat se gussa ho gaye!

Karishma sighs with a smile & says- haan, ab acchse samjh rahe hai, she needs to earn the things, otherwise woh alsi ban sakti hai!

Haseena nod little & says- aur sach mei hum uss baat ke liye sharminda hai, woh baat galati se nikal gayi, maaf kariye humein!

Karishma smiles & says- thik hai!

Haseena asked with a smile- thoda dard kum hua!

Karishma says with smile- thoda sa, lekin itna bhi nahi, ke hum baith sake aur aapke saath kuch khaa sake, jo ke aapne humari wajah se kal raat se kuch khaaya bhi nahi hai!

Haseena asked with a surprised tone- aapko kaise pata chala, ke humein kal raat se kuch khaaya nahi hai!

Karishma smile & says- momo ki mimi hai na, baatane ke liye, kya, kya hua aur kya, kya nahi!

Haseena smirk & says- aap abhi aram kariye, hum fresh hote hai, tab tak agar injection ne kaam kiya toh, aap baith jaayie, taaki aap thoda fresh ho jaayegi!

Karishma blink her eyes, Haseena bend near Karishma's forehead, & she gives a deep kiss on Karishma's forehead, & Karishma hold Haseena's cheek near her lips, & says- thoda sa jhukiye!

Haseena bends near Karishma's lips more, & Karishma says- humein bhi maaf kariye, & she gives a warm kiss on Haseena's cheek with a smile, & both started to stare at each other with a smile..

Maddamsir: And I Don't Want To Say Goodbye..Where stories live. Discover now