Part 31

962 170 20
                                    

Karishma resting her head with smooth smiled, recalling the whole evening, till after dinner time incident, Pushpa ji entered into the room, look for Zohi, who sleeping beside Karishma, & she looked Karishma, who smiling with resting head, she comes near to her, & keep her hand on Karishma's shoulder, Karishma open her eyes, & she quickly make a place to Pushpa ji for seat, & made Pushpa ji seat on bed edge, & gives tight hugged with warm smile & says- Pushpee aaj hum bahot jaada khush hai, aap soch bhi nahi sakti..

Pushpa ji says with sad smiled- lekin Haseena tumhe Karika ki maasi baana rahi hai!

Karishma says with smiled- aur aap acche se jaanti hai Haseena rishtein ko kya naam dene mei kitni badi bewkoof hai!

Pushpa ji smiled & says- pata hai..

Karishma says with smiled- humein itna yakeen hai, Karika humein kabhi usski maasi yaa aunty maanegi nahi, usske liye hum dost hai, kuch bhi ho jaaye phir!

Pushpa ji asked with serious tone- kya Karika tumhe aapna paayegi, agar usse tumhare pyar ke baare mei pata chala toh!

Karishma shrugged of her shoulders & says- nahi pata Pushpa ji, lekin hum iss baat se khush hai ke hum Haseena ki choti si duniya mei hai, aur iss baar lamba chalega rishta, bina kis tisre ke!

Pushpa ji says with smiled- Haseena ko baata do, aur mat khud ko iss baat se jakad ke rakho!

Karishma says with soft tone- darr lagta hai Pushpa ji! Bahot jaada darr lagta hai, aur iss baar dosti ke saath, saath unnka meri zindagi se jaane ka darr lagta hai, aur aisa hua na toh hum nahi jee paayenge thik se!

Pushpa ji keep her palm on Karishma's forehead & says- humein aisa nahi lagta hai, ek baar kehkar toh dekho, shayad tumhe woh humsafar mil jaaye!

Karishma nod in no with sad smiled, & Pushpa ji says with soft tone- jaisa tumhe thik lage!

Karishma smiled with whole heart & says- jaakar soo jaayiye ab, thaki huyi lag rahi hai, & Pushpa ji shook her head in yes..

..

..

..

Two days later on evening, Karishma's cell ring with Karika's name flashing, & she picked the called..

Before Karishma says a word, Karika asked- aap kaha par hai, kab se aapke ghar ki bell baja rahi hun, kaha par ho aap, aur Zohi bhi ghar open nahi kar rahi hai!

Karishma says with smiled- shant bol bacchan, ek hi saas mei kitne sawal puchogi, kitna bhi hum chahe na, tumhe tumhari maa jaisa na bole toh tum usse prove kar deti ho, ke tum aapne maa ki hi beti ho!

Karika says with irks tone- itna sab kuch bola hai, lekin mere ek bhi sawal ka jawab nahi diya hai!

Karishma says with smiled- dekha, still you are proving!

Karika says with pleading irks tone- aap jawab do na!

Karishma smile & says- duty par hai, aur Zohi day care mei!

Karika check the time & says- it's 6pm, aur iss waqt day care band ho jaate hai, aur aapki duty bhi, I guess duty ke hours ab 8 hours huye hai, ladies ke liye..

Karishma says with smiled- lekin yeh ladies super cop mei aati hai, jiski duty 24*7 hoti hai!

Karika says with soft tone- baat karni hai aapse! (she takes a small pause & says) uss raat ke baare mei aur bahot kuch hai bhi, baatane ke liye, aur mujhe lagta hai, aap help kar sakti ho, because mom nahi samjh paati hai mujhe, aur meri baat ko!

Karishma smiled & says with soft tone- maa ko kya bolkar aayi ho!

Karika says with soft tone- dost se milne jaa rahi hun, ek taraf se sach hai, aur dusri taraf se jhooth!

Maddamsir: And I Don't Want To Say Goodbye..Where stories live. Discover now