Part 17

1.1K 166 15
                                    

"Mumbai, kehte hai khawaishon ka shehr hai, bahot log iss shehr mei aapni choti si khawaish badi karne aate hai, aur aaj hum bhi aaye hai, humari ek choti si khawaish lekar iss bade se khawabon ke shehr mei, aaj 15 din poore huye humein waha se aate huye, tab se lekar aaj ke din tak hum bahot khush hai, khush iss liye hai ki, bahot saari dooriyan mit gayi, bahot saare mann muthao the, usse dur kiya aur phir se wahi dost ban gaye, jo bahot saalon pehle the, haan ab baat yeh hai, ke waha se nikalne se pehle bhale hi phone number exchange kiye gaye, group ban gaya lekin aaj tak kisi ko bhi koi jawab nahi diya hai, 15 din se lagatar call aaya hai, din mei 4 baar, usse bhi uthaya nahi hai, iss khayal se ke kaha se shuruwat karnge, aur kya baat karnge, jo daba hua ehsaas hai, usse agar haawa mili toh kya hoga aur agar uss baat ka pata chala toh jo abhi itne saal baad dosti ban gayi hai, phir se kahi uss par rok na lag jaaye, bas issi darr ki wajah se hum naa unnka call utha rahe hai, aur na hum unnke message ka reply kar rahe hai, bas call cut karke ek hi jawab reply mei bhej rahe hai, 'busy in meeting', waise aisa karke unnka gussa badha rahe hai aur kuch nahi, lekin kare bhi toh kya kare, kuch samjh hi nahi aa raha hai, kaha se shuru kare, aur shuru bhi kiya toh usska aant kya hoga, yeh sochkar hi dimag ghum jaata hai, toh aaj yeh sab uthake side mei rakhkar, jaa rahe hai sidha milne, bina kuch baataye, sidha prakat hoge, unnke samne, phir dekhte hai, aage kya hota hai" & same time car stop near to stop..

"madam ji aapne jo address kaha tha waha par pouch gaye hai" a car driver says..

Karishma looking out from the car glass & she paying the bill, & coming out from the car, she looked in to the café through the big glass door of café, Haseena stood near to the counter with her warm smile, who talking with the group of college guys, one girl playing with her hair, & simultaneously she hitting on hand of a girl with irks looked, the girl kissing on her cheek to pacify her irks mood, Karishma smiles & she entered into the café, & straight towards Haseena, who stood near to the counter..

Haseena says to girl with stern tone- bilkul bhi nahi, tumhe hum night out ka permission nahi dene wale hai..

"but kiu"

Karishma quickly irrupt with smile, before Haseena open her mouth- arye kiu ka unnke paas ek hi jawab hoga, aur woh hai naa, toh kuch fayada nahi hoga..

Haseena surprise to see Karishma there with widen eyes, while a girl says with harsh tone- excuse me, who the hell are you irrupt in between us!

Karishma give smile, while Haseena says with proud tone- Karishma singh, humari dost, so mind your tongue, & I am hoping a sorry from your mouth, with all manners..

"sorry" a girl says with smile..

Karishma blink her eyes with smile- it's ok..

Haseena started to glare to girl with stern face, & girl says with irks tone- oh god! Please show mercy on me! & girls walks from there towards the cabin..

Karishma busy in staring to girl, who near by 18s or 19s, & she turn to Haseena, after the girl disappeared from her eyes, a two eyes fumes in anger, before Haseena open her eyes, Karishma hold her both ears, & Haseena started to smiling, & says with smile- ek phone nahi utha sakti thi, thik hai, lekin message ka reply toh deti, bas busy hai, yahi message!

Karishma asked with puppy eyes- ek coffee milegi, aur kahi par baithkar baat kare!

Haseena smile warmly & says- kahi par bhi baith sakti hai! poora café humara hai, lekin waha, (she showing a corner place) waha par na koi nahi baithne aata hai, aur waha par koi pareshan bhi karne nahi aayega!

Karishma nod little & she walks towards the table, while Haseena called her- Karishma..

Karishma turn to Haseena & rise up her eyebrows, Haseena shows the pastry to her, & Karishma nod in yes, & Haseena shows her thumb up with smile..

Maddamsir: And I Don't Want To Say Goodbye..Where stories live. Discover now