Part 80

863 147 11
                                    


Karishma weeping in silently way in her cabin, after coming from the hospital, when one of the junior colleagues entered the cabin with a glass of water, & she quickly wiped her wet eyes, & he asked- madam aap thik hai!

Karishma nod in no & say- bilkul bhi nahi, uss bacchi ki halat dekhar aayi hun, unn doono ko kutton ki tarah marna hai, saara gussa nikal do, chodo mat, jo kuch bhi hoga, hum sambhal lege, bas court mei lekar jaane tak ke liye zinda rakho! Aur woh cctv footage bhi proof ke taur par lelo, usski 2 copy honi chahiye, koi bhi gadbad nahi honi chahiye!

"ji madam"

Karishma closes her eyes for a moment with some thoughts & says- Juned ali, usska kya hua!

"madam usska aur usske family business pehle se hi drugs ka tha, ussi se usska family business bada, jaise ke usska pehla business tha transport ka, aur kuch 20 saal pehle Juned ali ke naam ek case hua tha, kisi toh college ki ladki ke piche haath dhookar pada tha, aur ussi baat se parshaan ho kar woh case hua tha, lekin uss waqt Juned ali ke father ne usse uss saari chizon se bacchya, uss ladki ki family ko dhamkha ke, aur usske baad usski shaadi huyi aur kuch saalon baad drugs ka business woh continue karne laga, lekin jis drugs ke lead mei hum hai, woh drugs usske paas se nahi aate hai!

Karishma shook her head in understand way & her junior says- madam aap kal raat se yaha par hai, aur ek pal ke liye bhi aram nahi kiya hai, aapka aage ka kaam hum sab sambhal lege, aap chaho toh ghar jaa sakti hai madam!

Karishma look the time & says- kal raat ko aayi thi, aur ab dekho kab shaam huyi hai, pata bhi nahi chala, ek kaam kariye, humari car chalane ke liye kisi constable ko humare saath bhejiye, hum car nahi chala sakte!

"ji madam bol deta hun" & junior left the place, after giving smile to Karishma!

Karishma check her cell after a long time, & she found out about Haseena's 17 missed calls, & she quickly dialed back the number Haseena with an upset mind..

Haseena picked up the call one very next moment & asked- kaha par hai aap!

Karishma says with an upset tone- hum office mei hai, lekin aapke itne saare calls, sab thik toh hai!

Haseena says with upset tone- kuch bhi thik nahi, Karika ko dupher se call kar rahe hai, humara call woh hai ke le hi nahi rahi hai!

Karishma closed her eyes & say- oops, sorry!

Haseena asked with irk tone- ab aap kiu sorry bol rahi hai!

Karishma says with upset layer- woh Haseena hum aapko ek baat baatana bhool gaye, Karika aaj birthday party ke liye jaa rahi hai, aur shaam ko late ghar aayegi, kal ussne kaha tha, aapko pass on karne ke liye, lekin beech mei humein call aa gaya aur hum aapko baatana bhool gaye!

Haseena takes a relief breath & says- pareshaan karke rakha hai aapne aur aapki beti ne!

Karishma asked with an upset layer- Zohi ne kya kiya ab!

Haseena says with stern tone- hum Zohi ki baat nahi kar rahe hai, woh toh humara sab se pyar baccha hai, hum aapke baare mei aur aapki ladli Karika ke baare mei bol rahe hai, aapne usse sar pe chadhake rakha hai!

Karishma says with a teasing tone- haan, toh humra sar bada hai, aur uss par aapke saath, sab ko chadha ne ka haq hai, pehle aap thi ab Karika hai, aur kuch saal baad Zohi bhi rahegi!

Haseena says with irk tone- bas bigad ke rakho sab ko!

Karishma smirked & says- thodi der mei ghar par aa rahe hai!

Haseena says with a smooth smile- jaldi aayiye, thoda time spend karege, koi bhi nahi hai ghar par!

Karishma asked with a nodding smile- ahem! Koi bhi nahi hai, matlab!

Maddamsir: And I Don't Want To Say Goodbye..Where stories live. Discover now