Part 62

873 163 33
                                    

Karishma look once at Karika, who was seated in the car silently, & Karishma tapped on Karika's lap while driving, Karika looked at Karishma & asked- kya hua!

Karishma asked with a calm tone- kya hua, itni chup kiu ho gayi!

Karika says with sad grin- kuch nahi!

Karishma says with smiled- bol bhi do, waise bhi jaada der pet mei baat rakhna accha nahi hai, nahi toh pet dard shuru hota hai!

Karika shook her head & says- yeh baat na maa bhi bolti hai, lekin aisa hota kuch nahi hai..

Karishma look once Karika & says with soft tone- uss waqt koi nahi tha, tumari baat sunne ke liye aaj hai hum, aur humein itna pata hai, ke tum humse kuch bhi chupana nahi chahti ho, kiu ki hum tumhare mann ki baat samjht hai!

Karika looked Karishma with pouted way & says- maa na humesh ek baat kehti aayi thi, ke kabhi bhi humein humari juban acchi rakhni chahiye, kiu ki jo kuch bhi hum bolte hai, phir woh baat acchi ho ya phir buri, usska impact jarur hota hai, aur aaj na wahi hua hai, maine na bahot baar nani ammi ko kya kuch nahi kaha hai, aur ussika natija aaj dekha bhi hai maine!

Karishma gives small smile to Karika & says- haan, yeh baat sach hai, jo hum bolte hai, jis tarah se bolte hai, usska impact humein aaj nahi toh kal dekhne milta hai, lekin isska yeh matlab bilkul bhi nahi hota hai, ke hum bure hai, aur rahi baat ammi ki, toh umar ke hisab se kuch na kuch bimari ho jaati hai, aur kuch nahi, itna tension lene ki jarurt nahi hai! itna socho mat, tum bas guilty feel kar rahi ho, aur kuch nahi, samjhi, aur yahi baat na tum ammi se bologi na, toh woh khud tumhe daategi, samjhi!

Karika gives smiled only, & Karishma said with a cheering tone- baat ko dil aur dimag se nikal do, jaada socho mat, samjhi!

Karika says with clam tone- haan, Kari amma!

Karishma smiled, and while the cell rang, Karishma looks at Karika & say- ab phone toh utha do!

Karika says with casual tone- mere nahi baj raha hai, shayad aapka baj raha hai!

Karishma pulled out her cell from her pocket & says- mere nahi baj raha hai!

Karika checking out her cell in bag, says- shayad kuchikoo ne ring tone change kar di hogi!

Karishma says with a smirk- yeh kuchikoo kya hai! jo tum baar, baar bolti raheti ho, itna accha naam hai na Zohi ka!

Karika says while searching her cell in bag- aapko nahi pata hai, lekin woh bahot cute hai, aur usske gaal khichne ka mann karta hai, lekin aisa nahi karti hun, because it's bad thing, toh iss liye usska naam kuchikoo kar diya, jaise log gaal khichte samay bolte hai, kuchi, kuchi, koo, that's it!

Karishma smiled, while Karika says with irks tone- oh shit, nani ammi ka phone lekar aayi hun mai! Ab phir se gadi ghumani padegi!

Karishma says with a calm tone- thik hai, ussmei konsi badi baat hai..

Sametime cell rings again & Karika says with a serious tone- it's abbu, & she shows the flashing name to Karishma..

Karishma whispered the name under her breath- Juned..

Karika asked with quick tone- kya karu, pick karu kya!

Karishma says with a serious tone- nahi, nahi, mat pick karo, phone ko cut hone do, usske baad, ammi ka phone mere phone se attach kardo, aur usske baad dekhte hai, yeh Juned bolta kya hai! thoda bahot humein idea bhi aayega, ke Juned aaj bhi ammi ko kiu pasand hai!

Karika says with an ear-to-ear smile- that's why I love you Kari amma, aap ek dum sahi se situation ka fayda uthati hai!

Karishma asked with a surprised tone- excuse me, what do you mean?

Karika says with a calm tone- in a good way! & Karishma forward her cell & instructed Karika something..

..

..

..

"aise dekh kya rahi ho, kya tumhari maa ne mujh par nazar rakhne ke liye kaha hai" Noorjahaan asked to Zohi, who looking at her since long!

Zohi shook her head in no, & Noorjahaan asked- toh dekh kiu rahi ho!

Zohi says with innocent tone- momo ne kaha hai ke aapko dekhu, agar aapko kuch chahiye toh unnhe jaakar baatau, kiu ki woh busy hai kaam mei!

Noorjahaan says with causal tone- idhar aao!

Zohi shook her head in no & says- nahi! Aap daatogi, uss din ki tarah, jaise mumma ko aur momo ko daata tha!

Noorjahaan says with stern tone- nahi daatungi, aao idhar..

Zohi looks at Noorjahaan with lips down, & runs out of the room, Noorjahaan says with a soft- arye!

..

..

..

Karishma dialed the number of Haseena, Haseena picked up the call, & Karishma quickly asked- ammi thik hai!

Haseena says with irks tone- subhe se abhi tak, aapne humein kuch 5 baar phone kiya hai, aur haar baar ek hi sawal pucha hai, ammi kaisi hai, aur hum aapko ek hi jawab de rahe hai, ke woh ab thik hai, aur woh dupher ka khaana khaa kar soo chuki hai, samjhi aap!

Karishma says with a calm tone- haan toh iss baat ko aap itne gusse se kiu bol rahi hai!

Haseena says with irks tone- gussa, gusse se nahi bol rahe hai, hum..

Karishma says with a teasing tone- toh yeh konsa tone hai aapka! Gussa nahi toh kya hai!

Haseena says with irk tone- aap rakhiye phone, & she cut the call with irk face..

Haseena keep the cell side & says in whispering tone- subhe se itni baar phone kar chuki hai, ek baar humse nahi puch rahi, ke hum kaise hai, hum unnhe yaad kar rahe hai yaa nahi, baar, baar phone karke bas ammi ke baare mei puch rahi hai..

Again Haseena's cell rang with the flashing name Karishma, & she picked up the call & says with irks tone- ammi thik hai, khaana khaa kar soo gayi hai, samjhi aap!

Karishma says with smiled- humein pata hai, iss baar phone aapke liye kiya hai, yeh puchne ke liye ke aapne khaana khaaya, aap thik hai!

Haseena smiled with closed eyes, while Karishma asked with a soft tone- gussa hua shaant! Yahi sab humse expect kar rahi thi na!

Haseena says with a smile- hmm!

Karishma says with smiled- toh jawab dijiye!

Haseena says with smiled- thik hai hum, humara khaana bhi hua hai, aur aapka!

Karishma smiled & says- ji humara bhi, shaam ko milte hai, ammi se kuch baat karni hai, shayad yeh baat karne se, hum sab ka sapna 'pariwaar' ka poora hoga!

Haseena asked with a serious tone- kya baat karne wali hai aap!

Karishma says with smile- vishwas rakhiye hum par, jo kuch bhi karnge, hum sab ke liye accha hi karenge, thik hai!

Haseena says with smiled- ji, jaldi aane ki koshish kariye, raah dekh rahe hai hum!

Karishma says with smiled- ji, rakhte hai hum! & they cut the call!

Maddamsir: And I Don't Want To Say Goodbye..Where stories live. Discover now