Part 64

911 162 28
                                    

Karishma smiled & says- bali ka bakra aapko nahi, lekin ussko jarur baanange, jisne aapko pareshaan kiya hai!

Haseena gives a confused looked, while Noorjahaan look at Karishma & Karishma blinks her eyes with assurance!

Haseena asked with confusion- kya baat hai Karishma..

Karishma faintly smiles & says- thodi dil ko lagne wali baat hai aapke..

Noorjahaan says with a pleading tone- nahi, nahi beta!

Karishma looked at Noorjahaan & says with a firm tone- nahi ammi, abhi nahi toh kabhi nahi! & she looked at Haseena, & Karika, who was looking at them with clueless minds..

Karishma sigh & says- ammi ne jo kiya hai, aapke liye kiya tha, uss waqt, har maa baap karta hai, kiu ki bacche ki khushi badi hoti hai, aapki shaadi ke waqt unnhone, aur aapke abbu ne unnki saari jaama punji aapki shaadi mei laga di, aur saath mei, jo unnke budhape ke liye rakha tha, woh bhi..

Haseena looked Noorjahaan with brim eyes, Karishma continue- saath mei ek zameen bhi thi, woh bhi bech daali, aur aapki shaadi hone ke baad, abbu ko dil ka dohara pada tab ammi ke paas kuch nahi tha, tab Juned aur usski family ne ammi ko madat ki, yeh baat aapko nahi pata hai, kiu ki Juned ne kaha tha ammi ko, ke aapko naa pata chale, aur Juned ke maa baap bahot hi jaada nek dil hai, unnhone kabhi uss baat ka zikar bhi nahi kiya, aapne divorce lene ke baad bhi, ab baat yeh hai ke, jo paise uss waqt Juned ki family ne ammi ko diye the, woh paise ka kuch kaam aaye nahi, ilza ke waqt hi abbu chal base aur kuch waqt baad aapne divorce liye, aur aapne jab café ko lekar aapko kuch paise chahiye the, tab ammi ne woh paise aapko diye, aur yeh baat Juned ko pata chali, pehle se hi woh aapko pareshaan karne ka mauka dhund raha tha, toh bas wahi se sab kuch shuru hua, woh ammi ke paas woh paise magne laga, jo ke usski family ne diye the, aur yeh sila bahot saalon se shuru hai..

Haseena says with brimmed eyes- ammi!

Karishma says with soft tone- baat yahi par khatam nahi huyi hai, Juned ab paise tinn guna jaada magn raha hai, with interest! Ab baat yeh hai ke ammi yeh baat baata nahi sakti kiu ki, aapko jab yeh baat pata chalegi toh aap sidha yeh café bech degi, aur Juned ke paise wapas karegi, aur iss baat ka fayad Juned uthayega, aur Karika aapse dur hogi, kiu ammi, yahi baat hai na, innhe baar, baar kos ne ki!

Noorjahaan does not say a word, Haseena looked at Karishma & nods a little, while Karika says with irk tone- maa yeh kya hai, aur nani ammi kiu, aise baat kon!

Haseena asked with an upset tone- ammi aapne kiu nahi baataya humein, itni badi baat humse kiu chupayi, aur tch, & she walks out of the room upset mind..

Noorjahaan look at Karishma & says with upset layer- kiu baataya akhir mei, haan, kiu, mai sambhal leti, mujhe nahi baatana tha Haseena ko, ab khud ko dosh degi!

Karishma says with soft tone- nahi degi ammi, hum baat karenge unnse, aur abhi yeh baat unnhe aur Karika ko nahi pata chalati toh, woh doono aapse nafarat karne lagti aur hum yeh kaise hone dete, arye college ke time se jaise unnhe hum pyar karte aaye hai, waise hi unnke ammi, abbu se karte aaye hai, unnke ammi, abbu humare bhi koi lagte hai, aur unnke mann mei aapke liye nafarat kaise dekhte, huh, & she take Noorjahaan's hand in her..

Karishma continue with soft tone- ammi aapko ek baat badi shiddat se keh rahe hai, naa aapko aur naa Haseena ko, uss Juned ke samne jhukhne dege, Karika se jaise aap pyar karti hai, waise hi hum bhi karte hai, aur woh jaise aapki natin hai, waise humari beti hai, aur hum nahi chahte hai, ke usske mann mei kisi bhi tarah ki nafarat ho, kisi ke liye bhi, phir chahe woh Juned hi kiu na ho, thik hai! & she looked Karika, & Karika shook her head only! Karishma gets up & walks towards the door, before that & she caresses her hand on Karika's head & walks out of the room..

"yeh acchi baat hai, yeh jagah hum sab ke liye banayi thi aur aap hai ke, yaha par akele mei time beeta rahi hai" Karishma says to Haseena, who seated behind the café, with her thoughts..

Haseena not says a word, & Karishma took a seat beside her, & keep her hand on Haseena's lap, & asked- kiu aise bahar aayi aap!

Haseena not looking at Karishma & says with a disappointed tone- hum itne pagal the kya uss waqt, aapni khushi ke liye humein ammi abbu ki jaamapunji bhi laga di, uss ek galat insan se shaadi karne ke liye aur aaj humari galati ka asar sab ki zindagi mei ho raha hai, aur hum kuch kar bhi nahi sakte..

Karishma shook her head & says- hmm, sahi kaha aapne, aapne galati toh ki hai, aur woh galati itni badi hai na, ke usse badala hi nahi jaa sakta, galati toh ki hai aapne, toh ab jo kuch sahi chize hai, zindagi mei, usse bhi galat hona chahiye na!

Haseena looked at Karishma with a sad grin- tch!

Karishma gives smiled & says- chize itni bhi nahi bigad sakti, jitna hum usse dimag se bigadne dete hai, toh ab baat yeh dimag mei layiye ke humein, jo bigadi huyi chize hai, usse kaise sudhara jaaye, jo ho gaya hai, woh sab nasib tha, aur nasib ka likha naa aap badal paayi aur naa khud bhagwan, toh jo hua hai, soo hua, ab humein yaha se kaise bahar niklna hai, yeh sochiye!

Haseena says with frim tone- humein toh raasta hi nahi dikh raha hai!

Karishma says with a little hesitation tone- humare paas ek idea hai..

Haseena asked with confusion- kya!

Karishma thinks for a moment & says- Juned ke saath meeting, usse kya chahiye ab! Yeh puchte hai ab!

Haseena chuckles & says- woh sidha café par war karega! Aur phir se court mei khaada hoga!

Karishma says with clam tone- baat toh karte hai, aur dekhte hai, ke usse kya chahiye, aur usske baad dekhte hai, kya karna hai!

Haseena shook her head in no & says- humein kuch thik nahi lag raha hai!

Karishma says with a teasing smile- humein bhi nahi lag raha hai!

Haseena says with confusion- humein, humare baare mei pata hai, lekin aapko kya hua!

Karishma says with a smile- thodi der pehle jo kuch bhi yaha par hua, usse abhi tak hum hajam nahi kar paa rahe hai, matlab kaise, aap sidha!

Haseena gives irks a look & hits on Karishma's lap & says- hajam kya karna hai usse, uss waqt woh humari khushi thi, aur humein usse aapke saath share karni thi!

Karishma says with teasing tone- gajab, humein bada pasand aaya aapka yeh tarika, khushi jhahir karne ka!

Haseena closed her eyes with a blushing smile & says- mat kariye aise, & Karishma stared at Haseena's blush smiled & she smooch Haseena's cheek..

Karishma's hot breath touches Haseena's cheek, & Karishma says with a soft tone- hum bas dur se pyar karna jante the, lekin aap humein naya padav sikha rahi hai, pyar ka, ab darrenge nahi, itna toh pakka hai!

Haseena open her eyes & turned her face to Karishma, their lips inches apart, & Haseena says with a soft tone- aap darriye bhi mat, acchi nahi lagti hai aap!

Karishma smiles smoothly & says- ek hi baar hua tha!

Haseena nod a little & Karishma says with a pleading tone- ab andar chale, bahot bhook lagi hai aur humein nahi lagta hai, aaj ammi ko koi pareshaani hogi, hum sab ek saath khaana khaaye yaa phir ek saath rahe!

Haseena smiled & says- chaliye, ek saath dinner karte hai, ammi ke saath! Aur phir se ghar jaate hai, humare, aapke ghar!

Karishma nodded with a smile, & Haseena little bend near Karishma's face, & touched her cheek with Karishma, & says with a soft tone- chaliye! 

Maddamsir: And I Don't Want To Say Goodbye..Where stories live. Discover now