Part 54

1K 174 20
                                    

Karishma entered the room without looking at Karika, who was busy with something, she looked at Karishma & says- Kari amma!

Karishma quickly turned back, saying in a poor tone- sorry, sorry! Woh hum Zohi ko dekhne aaye the, yaad nahi raha ab yeh room tumhara bhi hai!

Karika done her job & says- it's done, lekin aap kaise bhul sakti ho!

Karishma turned to her & says- tum na Zohi ke kamare mei mat raho, dusra kamara hai, waha par shift ho jaao, privacy milegi!

Karika says with firm tone- nahi karna hai shift mujhe, yahi par rehna hai!

Karishma says with a smile- as you wish, & she checks once Zohi, who slept on her bed..

Karika stared at Karishma, while Karishma catch that & asked- kya dekh rahi ho!

Karika smiled & says- aapko dekh rahi hun, waise aap bolti hai sirf, you not pampering, but you do

Karishma smiled smoothly, & comes near to Karika & says- bahot bolti ho, ab soo jaao, nind toh aayegi na!

Karika sigh & says- will try! Agar nahi aayi toh aapko uthne aaungi!

Karishma shook her head, yes, & Karika quickly says- aapke ghar mei small gym bhi hai, kaise!

Karishma says with a smile- I am a rough & tough cop so!

Karika smiled & say- mai bhi used karungi! & she gives a sudden tight hug to Karishma!

Karishma was surprised by the act Karika, she caressed her hand on Karika's back, & asked- you ok dude?

Karika broke the hug with a warm smile & says- yes, I am! Good night!

Karishma smiled & says- good night! & Karika laying down on the bed, & Karishma walks towards the door, while Karika off the lights..

Karishma entered the room, with an upset layer face, Haseena looks that & asked- what happened Karishma..

Karishma looked at Haseena & says- Karika ka behavior nahi samjh aaya abhi!

Haseena asked with a casual tone- kya kiya!

Karishma says with confusion- aapko adat thi na, bina kuch bole aap humse gale milti thi! Waisa hi kuch Karika ne kiya hai!

Haseena smiled with sigh & says- kiu ki woh bahot jaada khush hai, aur usski khushi ki koi bhi limit nahi hai, jaise hum khush hote the, choti, choti baat ko lekar, aur humare paas koi aisa person nahi tha ghar mei, jiske saath hum aapni khushi jahir kar sake, bas ek aap thi, aur abhi bhi aap hi hai, aur pata hai aap na kabhi kuch puchti nahi hai, bas uss baat ko, uss pal ko jeeti hai, aur ab Karika ko aap mili hai, aur usski khushi ki koi limit nahi hai, toh hugged kar diya aapko!

Karishma says with a teasing tone- maa, beti ne acche se personal unpaid therapist rakha hai, bina humein baataye!

Haseena is awestricken by the answer of Karishma, & she throws a cushion on Karishma, Karishma says with shock- arye!

Haseena says with irks tone- unpaid therapist, na dost, na family member, aur naa pyar, it was too rude Karishma!

Karishma shows her tongue to Haseena & says- aap aaj bhi kisi bhi baat par chidh jaati hai, kaise, koi aisa reh sakta hai itne saal tak!

Haseena says with smiled- aap bhi toh kaha badli hai, waisi ki waisi hi toh hai!

Karishma smiled & says- bahar walon ke liye badli hun, naa ke aapno ke liye!

Same time Haseena's cell beeped, she checked the notification, & says- aapko message aaya!

Karishma check her cell & says- yeh Rajkumari bhi na! & she shook her head..

Maddamsir: And I Don't Want To Say Goodbye..Where stories live. Discover now