Part 22

910 168 18
                                    

Haseena served food into the plate, while Karishma comes out from the washroom, Haseena looked Karishma, who wiping her hands on jeans, & Haseena says with irks tone- Karishma waha par hanky pada hai, abhi tak wahi adat hai, kab yeh adat aapki jaayegi!

Karishma take a seat on chair & says- humein nahi dikha hanky, toh kya kare!

Haseena says with clam tone- woh nahi dikha thik hai, lekin aapke paas bhi toh hanky rehta hai, usska kya!

Karishma sip the water & while Haseena asked with doubtful tone- don't tell me, still you forget to carry hanky!

Karishma not give any answer through her mouth or a face expression, while Haseena says with serious tone- aapko pata hai na, aap police hai, aur kuch aisi wardaat ho jaaye, aur waha par saboot collect karne ho, aur waha par aapke paas hanky hi naa ho toh, aap kya karngi!

Karishma says with innocent tone- waha par hum thodi na hanky used karte hai, hum waha par gloves istemal karte hai, aur gloves humare paas humesha rehte hai..

Haseena cut her mid & says- sivay hanky ke!

Karishma says with casual tone- jarurat toh lagti hai nahi humein, aur lag bhi gayi toh parde hai, shirt ke sleeves hai, aur saath mei jeans hai hi..

Haseena not found any answer against Karishma's words, & she stay quiet, while Karishma looked in the plate & says- ab hum baat toh kar sakta hai, jis baare mei hum baat karne wale the!

Haseena shook her head says- ek nivala toh khaate hai plate mei se!

Karishma nod little & she tore the piece of roti & eat it, & says- ab thik hai!

Haseena shook her head & she too eat piece of roti & says- Karika 15 din usske aabu ke yaha par reheti hai aur 15 din humare saath, aur usse waha par rehna pasand nahi hai, usski wajah hai, uss insan ne humse talak lete hi, dusri shaadi ki, aur usse uss shaadi se bacche bhi hai, obvious hai, uss waqt ussne divorce case ke saath, custody case ke liye bhi apply kiya tha, aur court ke hisab se baccha agar underage ho toh usse maa ke paas rakhna hota hai, toh court ne aisa order diya ke, Karika 5 saal ki hone ke baad, usse 15 din humare saath rehna hoga aur 15 din usske aabu ke saath, aur yeh baat kuch 21 saal ki umar tak rehne wali hai, ab baat aisi hai ke, uss waqt yeh court ka order tha, iss liye usse nibhana jaruri tha, kiu ki hum uss waqt financially stable nahi the, ke uss order ke against jaa kar self custody ke liye apply kare, aur aaj bhi kuch haal aisa hi hai, hum kitna bhi kare, yeh nahi kar sakte, Karika ab 18 ki hogi, kuch 7 mahine baad, tab kuch kar sakte hai toh, aur chalo kiya bhi toh bhi hum usse self custody gift nahi kar sakte, kiu woh financially mujhe unstable sabit karega aur Karika ko humesha ke liye humse dur karega, aur yahi baat Karika ko pasand nahi hai, iss wajah se woh humse pareshan rehti hai, kahi baar jhagda bhi karti hai, aur saath mei itna gussa karti hai, ke pucho mat, usse waha par nahi jaana hota hai, lekin hum usse jabdasti bhej dete hai, kiu ki hum usse humesha ke liye nahi khoona chahte hai!

Karishma shook her head only, while Haseena asked with doubtful tone- aap kuch bolegi nahi!

Karishma shook her head in no, & says- yeh mamla bahot hi jaada sensitive hai, aur iss mamle mei kuch kar bhi nahi sakte, phir bhi hum baat karnge, usse kuch na kuch hal niklega!

Haseena asked with doubtful tone- kise baat karegi!

Karishma says with clam tone- waise hum kanoon ke liye kaam karte hai, pata hai na aapko!

Haseena says with irks tone- pata hai humein, aur hum acche se jaante bhi hai..

Karishma says with irks tone- toh waha par na kahi aise saare log hai, jo humare dost hai, jaise ke lawyer aur judge, unnse baat karungi, phir dekhte hai, kuch kar paaye toh acchi baat hai, thik hai!

Maddamsir: And I Don't Want To Say Goodbye..Where stories live. Discover now