Part 27

843 155 4
                                    

Doorbell ring disturbed the sleep of Karika, Karika opened her eyes & looked around, & shocked to see Karishma, who sleeping on sofa with open mouth in awkward position, she getting up from the couch, same time doorbell again rings, & Karishma getting up from her sleep with neck pain & she looked Karika, & goes to open her mouth but again doorbell rings, & she goes to open the door..

Karishma not found the milk bag & she says with tired tone- Zohi!

A giggling sound grab her attention from the stair side, & Karishma says- badmash aao mumma ke paas, while Karishma's brother comes with Zohi, & share side hugged with Karishma..

Zohi jumps into the arms of Karishma, while Karishma side away from the door, & her brother says- mai andar nahi aa raha hun, mujhe yahi se nikalna hoga, meri thodi hi der mei train hai, toh ab Zohi tumhari, aur usski zimmedari bhi, mujhe meri mehebooba bula rahi hai!

Karishma says with sad grin- chai toh lekar jaayiye!

Her brother says with smiled- agli baar, thik hai!

Karishma shook her head & she gives him side hugged with love & he says with teasing tone- ab ki baar bol dena, next time aaunga toh date karte huye, mil jaana!

Karishma says with smiled- aap aapna khayal rakhiye aur yeh baat bhi yaad rakhiye, ke aapka ek pariwaar hai, jo yaha par aapke liye dua karta hai, aapki sahisalmati ke liye, toh khud ka khayal bhi rakhiye!

Her brother gives head kiss to her & Zohi & says- tum doono bhi aapna khayal rakhna, thik hai!

Karishma smiled & they bid bye to each other, they entered in, while Zohi asked- mumma aap innke saath rehti ho, yaa phir yeh humare saath rehne wali hai!

Karishma says with smiled- pehle toh aap andar jaakar brush kariye aur baad mei baat karne aayiye, aur yeh didi hai..

Karika quickly says- one sec, call me Di, no didi!

Zohi looked Karishma, & Karishma blink her eyes with smiled, while Zohi shook her head in yes, & she runs towards the room, while Karishma comes near to couch, & Karika says- aap please maa ko!

Karishma cut her mid & says with clam tone- kuch pata nahi chalega, agar! & she stopped in mid!

Karika looked Karishma with upset layer & Karishma says- agar tum mujhe tumhare andar kya chal raha hai, yeh nahi baataogi, toh mai yeh baat Haseena ko baata sakti hun, kal raat tumhe bus stops se lekar aayi hun, nashe mei dhund thi tum, tumhe yaha par mai kaise lekar aayi hun, yeh baat sirf mai jaanti hun, toh iss waqt tumhe fresh hona hai, breakfast karna hai, aur mere saath hi ghar chalna hai, lekin beech raastein baat hogi, thik hai!

Karika shook her head, while Karishma forward her fist to her, & Karika bump her fist with Karishma's fist like obeying child, & Karishma asked- bag mei kapde hai!

Karika shook her head & says- lekin ek bhi kapda clean nahi hai, waha par mere kapde clean nahi karte hai, toh yeh bag mujhe maa ke yaha par lekar hi jaana padta hai, cleaning ke liye!

Karishma shook her head & says- chalo, saare kapde lekar, washing machine mei daalti hun, tum fresh hone tak sukh bhi jaayenge, thik hai!

Karika shook her head in yes, while Karishma's cell rings, Karishma & Karika looked the flashing name, & Karishma picked the call- ji boliye

Haseena asked with irks tone- ji boliye ka kya matlab hai, good morning bolte hai, agar koi aapko subhe, subhe call kare toh!

Karishma says with big smile- good morning ji, aapka din bahot shubh ho, aur kuch, while Karika looked Karishma with weird expression..

Karishma keep her hand on her cell & side away her cell & says to Karika- yeh normal hai, tum jaao fresh ho jaao, yaha se sidha wala room mera aur Zohi ka hai! Karika shook her head & she walks from there with bag..

Karishma hold her cell near to her ear, while she heard the voice of Haseena- Karishma, Karishma baat sunn rahi hai aap!

Karishma says with clam tone- haan sunn rahe hai!

Haseena asked with clam tone- kis baat ko lekar aap itna irritated ho gayi thi!

Karishma says with clam tone- kuch nahi, bas nind thik se nahi mili, aur kuch nahi!

Haseena says with clam tone- thik hai, waise breakfast karne aa rahi hai!

Karishma looked Zohi, who showing washroom to Karika, & she says on call- Zohi aayi hai, toh usske saath breakfast karungi, ek kaam karti hun, aapko milkar jaati hun, thik hai, aur shaam ko mil hi rahe hai hum sab!

Haseena says with smiled- thik hai! Zohi ko saath lekar aa rahi hai..

Karishma says with clam tone- nahi, nahi, phir kabhi aaj usse Pushpee ke saath rakhungi aur ek baat, aap se aamne, samne baithkar baat karni hai..

Haseena asked with upset layer- kuch jaruri baat hai!

Karishma looked once Karika & says- nahi, bas choti si baat hai, aur kuch nahi!

Haseena says with smiled- thik hai, umm, kya hum panipuri thus sakte hai!

Karishma laughed with her whole heart & says- kal khaate hai, shaam ko, thik hai!

Haseena says with smiled- thik hai, shaam ko milte hai! aur ek baat, aaj bhi aapko mithe mei atte ka halwa khaana pasand hai!

Karishma surprise by the Haseena's words & she says- aapko yaad hai! kaise!

Haseena says with smiled- hum doono sab ko chodke aise, aise kand kar chuke hai, ke usske baare mei aaj bhi hum sochte hai na, tab, tab hum haastein hai, toh choti si baat aapki humein yaad naa rahe, aisa toh ho nahi sakta na, haan ab ek hi baat humein pata nahi hai, ke woh kon hai, jisko aapne, aapki taraf se dil diya hai, aur uss insan ko pata hi nahi!

Karishma smiled & says- atte ka halwa thoda jaada lekar aayiyega, kiu ki kya hai na, humein bahot saalon se mitha nahi khaaya hai, toh aaj thoda mitha jaada khaayenge, thik hai!

Haseena says with smiled- laate hai, aur kuch!

Karishma says with smiled- ji kuch nahi, bas din acche se gujariye!

Haseena smiled & says- aap bhi! & they cut the call..

Karishma staring her cell with smiled in her mind- aaj bhi yaad hai, humein atte ka halwa pasand hai, & she looked around her & jumps with the joy with big smiled..

..

..

"kab se pee rahi ho" Karishma asked with clam tone, while driving..

"I am sorry" Karika says with soft tone..

"baat kya hai" Karishma asked with soft tone..

"mujhe thoda waqt milega" Karika asked with pleading eyes..

Karishma shook her head & says- thik hai, lekin kabhi aisa mat karna, koi uljan hai, sidha humare paas aana, hum tumhare saath, tumhari dost bankar baat karnge, aur sach baata rahe hai, judge bilkul nahi karnge, thik hai!

Karika gives faint smiled to Karishma & Karishma says- Karika humein galat mat samjhna, humein bhi beti hai, aur ek beti ki maa hona, bahot badi baat hai, humare yaha par ladki kitna bhi kuch bada kaam kare, naam kare toh maa ko kuch nahi bolte hai, lekin wahi ladki agar chota sab hi galat kaam karti hai, toh dur, dur se log aakar, maa ko bahot kuch bolkar jaate hai, phir inn sab mei galati kisi ki bhi kiu na ho, log woh dekhte hai nahi, thik hai!

Karika shook her head & asked- aap maa ki best friend ho!

Karishma says with smiled- haan..

Karika smiled & says- aapke room mei maa ke aur aapke bahot saare picture hai, aur saath mei aapke aur bhi doston ke hai!

Karishma says with smiled- aaj shaam ko tum bhi milogi sab se!

Karika smiled only, & Karishma says- baat karogi na mujhse!

Karika smiled & says- haan! Karishma exchange smiled with Karika & she concentration on driving..

Maddamsir: And I Don't Want To Say Goodbye..Where stories live. Discover now