Part 20

912 152 9
                                    

Karishma reached to café, & looked Pushpa ji & Billu busy with the Haseena, who trio busy with talking, she comes near to them with smiled, while Haseena asked- kaha par gayi thi, inn doono ko beech raastein mei chodkar..

Karishma shook her head & says- aate hi sawalon ki barish karo, pyar se ek glass pani ke liye bhi mat pucho!

Haseena give water bottle to Karishma with stern face, & says- yeh lijiye aur boliye kaha par gayi thi!

Karishma looked Pushpa ji & Billu once, who looking at her with smiled & she replied to Haseena- hum beech raastein mei utar gaye toh Pushpendar aur Billa yaha par aate, aate kahi toote phoote aaye hai kya!

Pushpa ji playfully hit on Karishma's arm & says- kya bol rahi hai!

Karishma says with irks tone- aap innhe bolo na, mujhe kiu bol rahi hai, uss cab driver ne aapko sahi salamat yaha par lekar aaya hai, phir bhi innhe yeh jawab chahiye ke hum kaha par gaye the!

Haseena gives intense looked to Karishma & says- thik hai, mat boliye, waise bhi hum baat karna band karnge toh aap hi humare piche aakar, khud baata degi, ke aap gayi kaha par thi!

Karishma hit on her forehead & says to Pushpa ji- itne saal hogaye Pushpendar, lekin innki humein dhamkhi dene ki adat wahi ki wahi hai! & same time Pushpa ji & Billu started to laughed! Haseena started to looked Karishma with grumpy face..

Karishma says with proud tone- itna muh mat banayiye, humein beech mei hi Karika mili thi, toh usse baat karne ruk gaye!

Haseena shook her head in understand way, while Pushpa ji asked with confusion- Karika!

Karishma says with smiled- innki beti, bahot khoobsurat hai, aur saath mei badi pyari bacchi hai! aapko milna chahiye usse!

Haseena quickly irrupt with fake smiled- usse baad mei milega, pehle aap sab lunch kariye, hum lunch lekar aate hai!

Karishma looked Haseena & says with smiled- hum bhi aate hai! & she too walks behind Haseena..

While Karishma called by the name of Haseena, Haseena looked back to Karishma & asked- kya!

Karishma asked with clam smile- wahi toh hum puchna chahte hai, ke kya baat hai, jo humse chupayi jaa rahi hai!

Haseena looked Karishma while arranging food into the plate, & says with clam tone- iss baare mei hum baad mei baat karnge, abhi nahi!

Karishma asked with clam tone- baat badi hai!

Haseena twisting her lips & says- humare liye itni badi nahi lagti hai, jitni badi Karika bana deti hai!

Karishma says with clam tone- pehli baat toh aap bhi Karika ki tarah aise peheli mei baat mat kariye, hum police hai, isska yeh matlab bilkul bhi nahi banta hai, hum yahi kaam karte rehte hai poore din, toh ho sake, humse sidhi baat kariye, hum Karika se thik se puchte, lekin haq humra aap par jaada hai, naa ke Karika par, toh baata dijiye!

Haseena says with clam tone & says- sab khatam hone ke baad baat kare, kiu ki baat lambi chalegi..

Karishma says with irks tone- toh aap usse chota karke baata sakti hai..

Haseena says with clam tone- hum baat choti karke hi baata dege, lekin aap na aapki taraf se usse aise react karke humara sar khaane wali hai na, uss hisab se bol rahe hai, sab khatam hone ke baad iss baare mei baat karnge, thik hai!

Karishma stare Haseena for a moment & Karishma asked- pakka, baat karnge!

Haseena says with firm tone- ji haan, kiu ki kya hai na, aapka yeh pyar sa chehra agar murjaya hua dikha toh humein hi takleef hogi!

Maddamsir: And I Don't Want To Say Goodbye..Where stories live. Discover now