Santu says with little irks tone- we are in our forties..

"haan toh wahi humara twenties hota hai"

Karishma share a hi-fi in air- yeh baat Mira..

Haseena look to Karishma & asked with low tone- aap agree kar rahi hai..

Karishma says with whispering tone- aaj kal ke log yahi bolte hai, aapko pata nahi hai!

Haseena look once Karishma & whispered back- pata hai humein, lekin aapko pata hai, iss baat se humein thoda taajub ho raha hai!

Karishma & Haseena exchange the smile, while Mira asked with doubtfully tone- tum doono ek saath yaha par, jaldi uth gaye kya..

Haseena quickly says with casual tone- uthne ke liye soona padta hai!

Karishma gives irks look to Haseena, & Haseena mimes quick sorry to Karishma, while Santu asked- aww! Aisi kya baatein huyi, jise poori raat yahi par ho!

Karishma says with stern face- kuch bhi nahi, aur jaada bako mat!

While Haseena says- hum jaa rahe hai, fresh hone, tum tinno lage raho! & she walks into the house..

While Santu & Mira comes near to Karishma & & they seated beside Karishma, in way to make a sandwich of her, Mira asked with ear to ear smile- kya chehra chamak raha hai Santu, jaara dekh toh!

Santu quickly pinch Karishma's chin & says- jara dekhne toh do, & Karishma hit on Santu's hand with irks way..

Mira says with teasing way- oh, ho, possessive! Haan..

Karishma says with irks tone- amma chup karo tum doono, kuch bhi bake jaa rahe ho, jaisa tum samjh rahe ho, aisa kuch bhi nahi hai, bas chupchap baith rahe hai, aur kuch nahi!

Santu says with calm tone- aise baithe rahe toh bol deti..

Karishma says with irks tone- chup karo, waise tum doono ko pata hai, woh rehti kaha par hai!

Mira & Santu exchange the look & shook their head in no, & Karishma with smile- kaise dost ho tum doono, hatt!

Mira says with irks tone- aise bol rahi ho, jaise ke tumhe pata hai!

Karishma says with proud tone- pata hai iss liye hi bol rahi hun!

Santu look Karishma with stern face & asked- kaha par..

Karishma says with smile- Mumbai..

Santu & Mira surprise by the words of Karishma, & Santu asked with little doubtful tone- sacchi mei!

Karishma shook her head in yes, & Mira asked with doubtful tone- aur tu kaha par rehti hai!

Karishma says with clam tone- Delhi!

Santu says with less interest tone- huh! Toh koi baat aage hi nahi badhegi!

Mira says with sad tone- aur nahi toh kya, kuch kaam hi nahi hai tu!

Karishma shook her head in irks way & she getting up from the place & says- abhi toh humein kuch baatana hi nahi hai tum doono ko, jaane do, socha tha, baata dungi, ke hum bhi ab Mumbai shift ho rahe hai, lekin jaane do, yaha par toh humari baat koi sunne wala hi nahi hai! & she started to taking steps towards the house..

Mira & Santu widen their eyes with surprise & they quickly runs behind Karishma with the excitement!

..

..

..

"humara number" Haseena says to Karishma..

Karishma take the card in her hand & says- hum Mumbai aayenge toh aapko call jarur karenge!

Haseena smile & says- hum intzaar jarur karnge!

Karishma smile while she looked Haseena, & her hesitation, who rubbing her sweaty fist & Karishma asked with clam tone- kuch aur baat karni hai!

Haseena says in denying tone- nahi, kuch bhi nahi!

Karishma shook her head only, while Haseena turn towards her bags, while Karishma again call her- sunniye toh!

Haseena look back to Karishma again, before she asked anything, Karishma enters in the arms of Haseena, Haseena hugged Karishma with close eyes, while Karishma says- aapko itna toh jaante hai, aur aapko itna bhi khud ko gunhegar nahi samjhna chahiye, ke ab toh sab kuch thik bhi ho gaya hai!

Haseena tight her hands grips & says- humein pata hai, sab kuch thik ho gaya hai, lekin kya kare, khud ko waqt dena hi padega na!

Karishma break the hugged & look to Haseena & says- this time no goodbye's..

Haseena says with brim eyes- yes! No goodbyes!

Karishma again gives a warm side hugged to Haseena & says- jaldi milte hai!

Haseena says with smile- hum raha dekh rahe hai!

Karishma blink her eyes with smile & they take a leave..

Maddamsir: And I Don't Want To Say Goodbye..Where stories live. Discover now