You're twins!!

556 20 10
                                    

Angad: Jyesht pitashree!!
R: Bolo Angad
Angad: Aap humesha kyon Bolte hai pitashree aur shatrughna kaka ladhte hai?
Chandraketu nodded in agreement.
Ram chuckled at the thought of twins fighting over small things.
R: Parso mahashivratri hai na kal tak tumhe samajh aa jayega.
Angad: Hmm
Chandra: Thik hai
And they left for their lunch.

~Night~

Ram was in his chamber with the eight kids sitting near them to listen story, it was their daily routine. Just then shatrughna came in tangled in decorations with a laughing lakshman with some flower decorations behind.

Sh: Dekhie na bhaiyya, lakshman bhaiyya ne mere sath kya kiya
L: Shatru maine kuch nahi kiya tum mujhe pareshan kar rahe the to maine tumhe is saman mai lapet diya
Lakshman said as if it was a matter of fact, Ram and the kids looked amused seeing the twins fighting even in this age.
Sh: Dekha bhaiyya ye aisehi karte hain aur inhone bharath bhaiyya ko bhi aisehi lapet liya
L: Aehh shatru tum chup raho samjhe maine sirf.....
Just then Bharath also entered in the same state as shatrughna.
Bh: Bhaiyya dekhie na lakshman ne mera kya haal kar diya!
R(chuckling): Lakshman tum kab badloge
Bh: Bhaiyya aap has rahe hain hume madad kijiye na!!
R: Ha Han karta hun
Ram helped Bharath and shatrughna to untangle themselves from the decoration.
Bh: Lakshman ab tumhari khair nahi
Sh: Haan lakshman bhaiyya
And they ran like naive kids behind each other, ram and kids laughed seeing this.
R: Hey bhagwaan bacho ke samne to mat jhagdo
Bh: Kya bache bhi hai yaha!? Dekha lakshman tumhare karan hume bacho ke samne jhagadna pada
Sh: Haan lakshman bhaiyya
L: Aap dono chup rahiye to aap kyo aur ram bhaiyya ke kaksh mai
Bharath pouted whereas shatrughna started to run behind lakshman again.
Angad: Ab hume samajh aaya aap kyo humesha kahte hain ki pitashree aur shatrughna kaka humesha jhagadate the
Ram chuckled hearing this
L: Shatrughna waise maine suna hai ki rasoi mai humare manpasand ke laddoo banye hain!!
Sh: Sach bhaiyya
L: Haan par sirf mere liye
Sh: Kyo nahi mai khaunga
L: Acha uske liye tumhe paihle dekhna hoga ki laddoo bache hain ki nahi
Sh: Bhaiyya aap humesha yahi karte hai jab bhi kuch hota hai aap use paihle kha lete hain
L: Acha to ye kya hai?
Lakshman removed a sweet he hid, he immediately stuffed the sweet in shatrughna's mouth.
Sh: Mmm wahh kya laddoo tha
L: Haa mujhe pata hai
R: Tum dono kabhi nahi badloge hai na!
Shatrughna smiled sheepishly and Lakshman smirked on the sentence.

The Saumitras! (Os Book)Where stories live. Discover now