Injuries

948 24 5
                                    

Ram was in the brother's shared room(probably dreaming about sita), just then Bharath enters with the twins,twisting their ears.

R: Aree Bharath tumne in dono ke kan kyo pakde hain!?!?!
Bh:Bhaiyya rukioe to, lakshman ka hath to dekhie!(saying this he showed lakshman's hand to Ram where there was a particularly short(according to Lakshman) but deep wound, and some blood trickling.
R: Areehh Lakshman itna gehra ghav kaise laga tumhe!?
L:bhaiyya wo main aur Shatrughna........(before lakshman could complete his sentence Bharath inturrupted him)
Bh: are rukie to bhaiyya apne sabse chote bhai ka ghav nahi dekhenge (saying this he removed a strand of hair from Shatrughna's neck)
R(checking the wounds):Hee bhagwan!! Kya kar rahe the tum dono!
Bharath tum batao!
Bh:Bhaiyya ye dono yudh abhyas kar rahe the aur jab mai waha se ja raha tha to ye dono mahan apne ghav rakhne ka prayas kar rahe the!
R:Hee bhagwan tum dono kabhi nahi sudhroge!
Sh:Bhaiyya sudharna kyu hain!
L:Haan bhaiyya hum jaise hain waise hain "pata nahi kab hum badal jae".
(Saying this sentence as if in reflex the voice roamed in the room as if nature telling them this is bound to happen)
R:Acha ye sab chodo aao tum dono ko mai aushadhi laga kar deta hun
L:Ji bhaiyya
Sh:ji bhaiyya chalie
R(while applying the aushadhi):Par tum dono ko yeh ghav laga kaise!
L:woo bhaiyya mai aur Shatrughna yudh abhyas kar rahe the aur jab wo mujhpe prahar kar rha tha maine apna hath age kia aur is wajah se mujhe hath par chot lagi,aur jab hum yudh abhyas purn kar rahe the to maine Shatrughna ke gardan pe apni talwar rakh di aur meri talwar ko adhik dhar thi to.....(Just as Lakshman was speaking he saw some medicinal herbs on Ram's shoulder he decided I mind if his Ram bhaiyya was hiding anything he won't talk to his Ram bhaiyya)
L:Bhaiyya apke kandhe par ye lep kyo lagaya hai?
R:Are wo aisehi lag gya hoga(lakshman immediately understood his Ram bhaiyya was hiding something from him)
L:nhi Bhaiyya aise hi apko aisehi ghav nahi lag sakta
R:lakshman stya mai tumse kuch nahi chupa raha(But before ram could complete his sentence lakshman had already walked out the room)
Sh:Lakshman bhaiyya ko kya hua?
R:Mai dekhkar ata hun, tabtak Bharath tum Shatrughna ko aushadhi laga do
Bh:Ji bhaiyya
[Ram immediately left the room for search of lakshman]
(Let me tell you lakshman is sitting in the garden and I will also show some Lakshmila fight)

~Garden~

Lakshman was sitting alone lost in his thoughts when the sisters came there for some free time, seeing Lakshman urmila got mischievous and thought to tease him.

Urmila tells her plan to Mandavi and she willingly agrees. They then go behind the tree and act as if they never saw Lakshman and started to talk.

U: Tumhe pata hai Mandavi bade sumitranandan haina wo toh humesha Ram bhaiyya ki parchai bankar rahte hai!
M: Ismai koi galat bat nahi hai tum bhi to sita jiji ki parchai bankar rehti ho.
U: Haan madavi parantu mai humesha sabse jhagadti to nahi wo bade sumitranandan to humesha sabse jhagadte rahte hai!!
M: Achaa,ab samjhi mai wo tumhe shabdo ki kami dekar jate hai na islie tum unse jal rahi ho!
U: Huh! Main aur unse jalungi mai nahi jalti unse, unhe mujhse kshama mangni chahie.
M: kyo bhala!
Urmila told her the incident when Lakshman had made his points clear, that his Ram bhaiyya means a lot to him and if there is any situation that he needs to chose between Ram or Urmila he will with no hesitation chose Ram first.

Lakshman was silently listening this, his heart broke into pieces when he heard those words from urmila. He woke up and went to where the sister's were talking. Seeing Lakshman, urmila gestured mandvi that he is coming.

U: Aree Sumitranandan aap yaha!
L:Dekhie devi ye sab natak karne ki koi avashyakata nahi hai, maine sun lia hai jo bhi apne abhi kaha hai. Maine apko pehele hi bataya tha ki mere Ram bhaiyya mere lie sansar hai, aur yadi apko mera ye nirnay swikar nahi hai aap ab bhi ye vivah tod sakti hain!

Urmila understood the stir she has caused, her words had torn him rather than teasing him.

U: Sumitranandan.....(But before she could say anything he had left the garden)
Urmila guiltily looked at Mandavi.

R:Lakshman!! Lakshman!!!
L(looking away): ji bhaiyya
R: Lakshman mujhe maaf kardo maine tumse kuch chupaya hai
L:Mujhe pata hai bhaiyya, aur kshama mangne ki koi avashyakata nahi hai
R: Par yadi mai tumhe batata to tum mujhpe haste
L: Nahi bhaiyya mai nahi hasunga, ab to bataie
R:Han to main van mai ja raha tha aur mai galti se vando ke bhag mai chala gya tha, aur vanaro ko laga mai unka dushman hun aur wo mujhpe pathar phekne lage aur waise mujhe ye chot lagi.

Lakshman tried hard to control his laughter but ended up laughing like mad rolling on the ground and leaving a embarrassed Ram.

n-i-t-h-y-a thank you so much for the suggestion, it really helped me.

Do tell me if u liked this part and suggestions are always allowed! (Even tomatoes and chappals are welcome).

The Saumitras! (Os Book)Where stories live. Discover now