Rajmata: Bilkul aap Manyata ko saath le ja sakthe hai, beta. (he smirks)

Jay: Jiji, Jiju Sa!! Hum aap dono ke outfits ko design karenge. Waise I have best gown collection for you, Jiji. (Manveer nod)

Vj: Toh iska matlab kal ka party aap dono ka first date night hone wala hai. (Manyata looks at Vj, wide eyed while Jay and Unnati chuckle.)

Uday: Well technically no Vj banna.. Hum aaj bahar jaane wale hai apne first date ke liye. (Manyata looks at him, shocked as others are also in front of them.) Waise aaj raat clubbing pe chale humare naye Restro mein.. (Jay excitedly tells I'm in. Unjay nod ok.) Princess aap? (she nods. Later, Manyata talks to herself in room.)

Manyata: (closing her eyes, leaning on to headboard) Waise Uday ek number ke besharam hai sab ke saamne aise date ki baat oh god hum kaise jayenge niche kitna ajeeb lagega. Unnati aur Jay toh hume itna chidayenge. Oho Manyata kya musibat hai yaar..

Voice: Hume nahi pata tha ki humari baatein aapko itna effect karti hai.. (She opens her eyes and gets shocked to see Uday sitting on her bed.)

Manyata: Uday aap yahan? Humne aap ko nahi dekha.. (tries to sit but Uday blocks her between headboard and himself.)

Uday: (huskily, sending shivers in her body) toh hum aap ko besharam lagte hai. Huh? Interesting. (she lowers her eyes) Jaldi ready ho jayiye hum apne first date pe jaane wale hai. (handing a packet) iss dress ko pehen ke aana.. (He goes out while Manyata tries to breathe normally. She looks at herself in mirror and finds her cheeks in pinkish colour.)

Imagine Manyata in this dress and in same accessories as the model..

(Soon, she gets ready in floral knee length frock which Uday brought for her

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

(Soon, she gets ready in floral knee length frock which Uday brought for her. Vj whistles as soon as he finds her descending the stairs. Jay and Unnati share a smile while Uday is lost in her.)

Vj: M bhai.. aap koi angel lag rahi hai. Just Wow!! (Manyata smiles at him.)

Jay: Humari Jijiworld ki khoobsurat ladki hai Vj bhai. Jiji, Jiju Sa enjoy. (She gives her handin his.) 

(They drive in silence except some occasional glances when the other oneis not looking. They go to his farm house which is located in outskirts of thecity. Manyata looks around and finds no one except guards and servants.)

Imagine the farmhouse to be something of this sort..

Uday: Yeh farm house humne kuch din pehle kharida hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Uday: Yeh farm house humne kuch din pehle kharida hai. You know like a hide out place, privacy bhi hogi aur hume laga shayad aap ko greenery achcha lagta hai.

Manyata: Bahut achcha hai in fact I loved it. Hum yahan pe family outings ke liye bhi a sakthe hai. Right? (He nods smilingly. They go inside and settle on couple swing while maids get snacks.) Jab aapko humare roka ke baare mein pata chala tha tab aap.. I mean.. Umm..

Uday: Hume us wakt thoda bahut bura laga tha lekin humne apna time lekar socha aur decision le liya.

Manyata: Humara wo matlab nahi tha woh hume kehna tha ki agar aap us wakt kisi aur se pyaar karte ho toh tab aap kya karte?

Uday: Honestly speaking humne kai ladkiyon ko date kiya tha but kabhi apna had nahi bula hoon, jab sach humare saamne aaya tha I decided that you will be the only girl I will have in my life. I promise you that.

Manyata: Humne kabhi kisi se pyaar nahi kiya hai. I promise you ki aap ke alawa humare life mein aur koi nahi hoga. (He holds her hands. They have an eye lock broken by servant.)

Uday: Let's get to know each other. Kitna ajeeb hai na bachpan mein hum baaki sab se zyada close the aur aaj hum ek dusre ko jaan ne ki koshish kar rahe hai. (She nods.) Aap apne baare mein kuch batayiye aur hum bhi apne baare mein kuch batayenge..

Manyata: Hum MBA complete kar chuke hai New York ke Columbia University se. Hume baarish aur red roses bahut pasand hai. Humare hobbies books padna, movies aur sketching hai. Hum apne bhai aur behen se zyada close hai. Jay aur Unnati humare best friends hai. Hume sache aur brave insaan pasand aate hai.

Uday: Humne Harvard se MBA kiya hai 3 saal pehle. 12 saal tak London mein reh chuke hai ab hum India mein settled hai. Hume parties karna aur family ke saath time spend karna pasand hai. Hum humare Mom aur behen se zyada close hai. Hume cars aur watches ka shauk hai. Hum ziddi aur thode possessive type ke insaan hai.

Manyata: Hum bhi Vasu Aunty ko bahut miss karte hai. (he holds her hands and leaves it after some time. Both stand up) Shayad aaj wo jahan kahi bhi hogi khush hongi ki hum dono ne iss rishte ko ek chance diya. (he hugs her and she feels current in her body while He feels heavenly by the contact but breaks it soon as he doesn't want her to feel awkward.) Us din aap hume dekh kar bilkul surprized nahi hue woh kyun? (Uday looks into her eyes.)

Uday: Kyun ki humne aap ko bahut baar dekha hai chotti ke saath video chat pe ya phir Devgarh ke official photos mein. (she nods.)

Manyata: Aapne subah wo flowers ke saath 'Thanks' note kyun bejha?

Uday: Kyun ki aap ne iss rishte ko accept karke hume aap ki zindagi mein aane diya aur phir hume woh award mila hai. Looks like you're my lady-luck. 😉 (Manyata skips a beat.)

Manyata: Humare wajah se kuch nahi hua hai. Aap ne us award ke liye bahut kaam kiya hai. 😊 (They talk about various things like movies, games, food, etc.)

.

.

.

Manyata thinks that Uday is besharam as he announced about their date in front of everyone. He has guts, I tell you.  

So, Uday and Manyata went on their first ever proper date..!! (Of course, they went to beach and did that hand shake. They have become friends there..!!)

Manyata is still little awkward in front of Uday..!! (*Don't worry #ManVeer, hum aap dono ko mila denge. Of course humara kaam toh yahi hai.*)

So, Manyata is lady-luck of Uday! Uday is quite romantic guy. Do you guys agree with me? 

Please do VOTE and COMMENT, if you are liking the story-line.

Until then BYE-BYE..!!  

Someone SpecialWhere stories live. Discover now