Chapter : 102

748 167 74
                                    


Na chand ki chahat na sitaron ki farmaaish
Har janam me aap mile ,bas itni si hi hai khawaish

Naina

Sameer's anger had risen above the seventh sky, and his eyes had become red with blood, He was already angry and his queen's scandal made him more angry, Naina was also aware of her anger and she also knew that today Sameer will not leave her, she was waiting for Sameer while standing in the room,And then Sameer arrives and Naina gets shocked after listening to Sameer

" mil gyi naa aapko santi aab whi karna jo me bolunga , bola tha maine aapse ranisahiba ki muje pehle jaise hone me der nhi lagegi lekin aapko kanha meri baat samaz aati hai right ??" He says Dangerously

" Aesi baat nhi hai ,wo hum to bas wo..." She says slowly

" Muje kuch bhi nhi sunna , Saman pack karo jaldi." He speaks very quietly and after scandal much, it could not have been common for Sameer to speak so calmly,And Naina thought that Sameer is about to expel her from the house, so he is asking her to pack his belongings.

" Aap , please muje ghar se mat nikaliye,
me to sirf unke pair... lekin aap nhi chahoge to me aage se nhi karungi " she says crying ,And Sameer was not able to bear her cry at all and as soon as the tears came out of Naina's eyes, Sameer's anger grew.

" Rona aur bakwash dono bandh kro me aapko nikal nhi raha hu kahi se hum dono jaa rahe hai ye ghar chhod kar " Sameer shouts in anger and listening to Sameer, Naina feels as if the ground has slipped under her feet.

" hum ghar nhi chhod sakte ,aap muje ghar se nikal do lekin please ghar chhodne ki baat mat kijiye " she says crying

" Abhi tak aapne rona bandh nhi kiya,aur ye aap jo ro rhi ho naa isse mera gussa aur bhi badh raha hai to bina koi sawal kiye hum dono ka kuch mahine ka saman pack Kijiye aab hum tabhi aayege jab ye bin bulaye mehman yha se jayenge " he says Dangerously

" Aap aesa kaise keh sakte hai ??" She says slowly

" Hum , aesa iss liye keh sakte hai kyunki hum apni maa par bharosha kar sakte hai ek raah chalte insan pe bhi bharosha kar sakte hai, hai lekin uss virat pe nhi hai , aur agar aap nhi chahti aane ka to shokh se raho yha aur jab aapko pta chal jaye tav phone kar dena muje me aa jaunga , aap raho ,lekin me ek pal ke liye bhi nhi rahunga "Sameer starts packing himself by saying this and seeing this, Naina starts packing as well, because she feel right Sameer's talk

" Hum jayenge kanha ??" Naina had agreed to Sameer, but she was still trying to get Sameer to accept her things

" Ranisahiba ,aapke pati ne bhut kuch kharid ke rakha hai aur wo bhi sirf aapke liye ,aur hum iss gaav se bahar ke gaav me jayenge janha hum aapke aane se pehle kabhi kabar jate the aur chinta mat karna waha bhi humari bhut izzat hai aur wese bhi hum sirf kuch mahino ke liye hi jaa rahe hai wha bas ne nhi jaa rahe aur ek baat aap swati bhabhi se baat karlo aur unhe bata do tab tak hum dadi aur papa se baat kar lete hai baki kisi ko kuch batane ki zarurat nhi hai un sabko aese hi pta chal jayega " And Sameer goes into Vivek's room without hearing her answer and Naina goes into Swati's room, Sameer asks Ramu to keep their luggage in the car.

Naina tells Swati everything and explains, Swati also tells her to go with Sameer, after Sameer talks to Vivek,Sameer goes to Dadi's room,And Naina talks to Swati and goes to Dadi's room where Sameer was talking to Dadi and seeing this, Naina stands there.

" Dadi aap to samj rahi hai na me kyun kar raha hu ye sab aur ye sab karna bhi zaruri hai me meri ranisahiba ki zindagi ko khatre me nhi daal sakta naa " Sameer understands Dadi and looks outside, where Naina was standing outside the room, Sameer tells Naina

" Aap gaadi (car) me jakar betho , hum aa rhe hai " And even after listening to Sameer, Naina comes inside the room and takes her blessings from Dadi and Dadi blesses her and Naina looks at Sameer who tells her to leave with gestures and she immediately leaves.

" Dadi aap koshish karna ki ye sab jaldi hi chale jaye taki hume zyada time tak iss ghar se dur naa rehna pade aur Wese bhi naina bhi nhi chahti aur me nhi chahta ki use waha zyada ser akela rehna pade kyunki muje to kaam rahega naa dadi iss liye " Sameer knew about his queen, that his queen could not stay away from this house for long, so he tells Dadi.

" To yhi rakh ke jaana apni ranisahiba ko " dadi tenses him

" Kya dadi ?? Aapko to pta hai na me ek second bhi dur nhi reh sakta unke bagair to yha rakh ke jane ka to sawal hi nhi hota aur wese bhi ye sab me apni ranisahiba ke liye hi to kar raha hu naa ? Warna muje kya zarurat hai ye sab karne ki " Dadi is very happy to see Sameer's love for Naina

" Acha ek baat sun aur yaad bhi rakh wha akeli hogi wo to zyada gussa mat karna uspe aur rulana bhi nhi use " dadi says him

" Kya dadi me kha unpe gussa karta hu aur baat baat pe to wo hi roti hai " he says innocently,But how innocent is Sameer, do we know right?

" pagal , Acha thik hai jaa aab, bichari intezar kar rahi hogi wo jaao " And Sameer also goes there, taking the blessings of Dadi

After sitting in the car, both were silent Sameer's anger was not reduced yet, only Dadi, Vivek and Swati knew about leaving the house matter ,The rest were told by Sameer later, half way goes, Samaina were about to reach in a little while,That's when Sameer stops the car at a big shop, and tells Naina.

" Aap gadi ( car) me bethiye hum abhi aate hai kuch zarurat ka saman le lete hai ,wese to sabkuch hai wha pe, lekin phir bhi agar kuch nhi hua to baad me problem hogi iss se acha abhi hi le lete hai aur haa aap bahar mat aana thodi der me hi aa raha hu me " He starts telling her so much and then Naina grabs his hand and says

" Kya me bhi aapke sath aau ?? Please wo aap hum jab pichli baat gye the tabhi bhi aap der se aaye the aur phir muje dar lagta hai iss liye " she requestes him

" Thik hai chalo " He says yes to her without wasting any time and both go inside the shop

Continue...

Press on the star botton 🌟🌟🌟

Give your precious reviews ❤️

Next update : Revenge to Love

Ignore mistake....

MERA JUNOON (SAMAINA) (Part : 1) CompletedOù les histoires vivent. Découvrez maintenant