6. The Talk

1K 80 14
                                    

Arjun was shocked to see Aditi and Adi there whereas Aditi was checking Ary and Adi was changing cold stripes on Ary's forehead whereas Ary was mumbling something being almost unconscious.

Arjun (panicked): Ary.. Ary..

He rushed to Ary. Seeing him, Adi got up from the bed and allow Arjun to sit beside Ary. Arjun checked Ary's neck and cheek and found it burning.

Arjun: Isse achanak fever kaise aa gaya? Subah to bilkul theek tha. Mujhe isse chhod ke jana hi nahi chahiye tha.

Aditi: Relax Jun. You need to calm down okay.

Arjun: Lekin..

Adi: Arjun.. Shant ho jao. He will be fine okay.

By now all staff members and Tai have come inside the room. Arjun glared at everyone angrily.

Arjun: Maine bola tha na kuchh bhi ho mujhe call kar dena.

All nodded in yes while hanging their heads down.

Arjun: To phir mujhe call kyu nahi kiya?

None said anything.

Arjun (angrily): Maine puchha mujhe call kyu nahi kiya?

Tai: Woh.. woh sir.. Ary baba ne mana kiya tha.

Arjun: Are yeh to bachcha hai Tai. Isne kaha aur aap logo ne man liya. Agar isko sahi aur galat ki itni samaj hoti to apko strict warning deke jata kya ki isko akela mat chhodna.

Tai: Hum kya karte sir. Arya baba ne sab ko apni kasam de dei thi. Woh.. woh nahi chahte the ki aap pareshan ho.

Arjun: Aur ab main pareshan nahi hoon right?

None again said anything and looked down. They knew they should have informed Arjun but they did what they could have done the best. They called Aditi and Adi and Arjun too knew that at least they did not allow Ary to play more games with his health and called Aditi and Adi. They have practically raised Abhishek so they knew how to handle a kid like Ary.

Aditi: Jun.. Tension mat lo. He is fine. Bas kisi cheez ki wajah se dar gaya hai aur iss liye fever aa gaya.

Arjun looked at staff members.

Arjun: Mere jane ke baad kya kiya isne?

Tai: Sir woh baba sab ke sath Hide and Seek khel rahe the. Thode time tak to kuchh nahi hua lekin Phir woh chhupane ke liye store room me chale gaye aur waha bahut andhera tha to dar gaye. Phir dar ke mare aap ke room me chale gaye lekin kisi ko nahi bataya. Aur phir jab unki tabiyat kharba hone lagi to apko call bhi nahi karne diya.

Arjun: I knew it yeh koi na koi idiotic harqat zaroor karega. Isko akela chhodna hi nahi chahiye tha. Har baar meri hi galati hoti hai. Na chahte hue bhi koi na koi galati kar baithta hoon.

Hearing this Adi felt strange as Arjun's voice was reflecting immense pain. He put his hand on Arjun's shoulder.

Adi: Kuchh hua hai kya Arjun?

Arjun looked at him with quite surprised expressions. Seeing this Adi got that there is something more than Ary's health which is affecting Arjun a lot. But before he could ask anything else, Ary opened his eyes and called Arjun.

Ary: Dada..

Arjun: Haan Ary.. Dekho  Dada yahi hai.

Ary hugged him tightly. Arjun was rubbing his back.

Arjun: Kya hua Ary? itna kyu dar gaye tum?

Ary: Woh.. woh mujhe andhere se dar lagta hai. Phir.. phir main aapko aur aai aur baba ko miss karne laga. Phir khud ko aap teeno ke bina akela paya to aur darne laga. Mujhe akela nahi rehna Dada. 

RakshakWhere stories live. Discover now