BROKEN FRAMES (14.12)

1.2K 121 41
                                    

Ak: Fatherly rights maine tumse cheene hai Abhimanyu ,yaa tumne khud unhe gawaya hai. Kis muh se mujhe blame kar rahi hai tumhari so called maa.6 saal pehle ek phone call kiya tha maine ,yaad hai tumhe , tumhare liye woh sirf ek phone call hoga par mere liye mere zindagi ki sabse badi galti thi Abhimanyu .Tumhe shayad uss phone call ka ek bhi word yaad naa ho par mujhe sab yaad hai .Ek baar tumne mud ke dekha ,ki Akshara gayi toh gayi kahan.Why only me Abhimanyu ,Kya bigada hai maine tumahara aur tumhari maa ka. Woh aurat Neil ki sagi maa hai usne mujhe kabhi blame nahi kiya because she is sensible,knows to use her brain ,tumhari maa ki tarah nahi ki bas blame karte chale jao .Mai akeli nahi hu Abhimanyu ,mera bacha bhi hai mere saath aur mujhe tumhari need nahi hai aur jiske liye tumhari maa ne sab Kiya at least usse toh achi parvarish de hi sakte ho Tum AUR tumhari maa mil kar .

Manj(angrily): Dekha Abhi kaise yeh ladki baat kar rahi hai Abhir ko kaisi parvarish degi yeh.

Ak(angrily): Aapki parvarish se toh achi parvarish hi dungi mai Abhir ko . Atleast maine apne bache ko aurto ki respect karna sikhaya hai.

Man: Yeh sab naa iski wajah se ho raha hai ,agar yeh naa hoti toh shayad kuch bhi naa hota aisa. Naa Neil hota naa yeh sab bakheda khada hota .

Av(angrily): Don't blame me Manjiri .Kaisi aurat ho tum .Abhir ke baare mei nahi pata tha tumhe .Jis pote ke liye tum lad rahi ho uska ek judwaa Bhai bhi tha yaad hai tumhe yaa bhul gayi .For heaven sake Manjiri let them leave peacefully, don't destroy this girl like you destroyed me.

This was the environment of Birla house when Akshara threw the custody file on Abhimanyu's face the same way he threw divorce papers infront of her .

Kai : Akshu Kya zidd hai yeh .

Ak(angrily): Zidd nhi hai yeh self respect hai meri.Jiss aadmi ne mujhe chod diya divorce de diya .Ek baar mudkar nhi dekha usse kyu chance du mai .Jisne kabhi mujhpar trust nhi kiya.Mujhe sirf ek punching bag ki tarah use kiya .Joh aadmi mujhe bhulgya ,kyu chance du mai usse ,boliye , Nhi hai naa koi jawab kisi par bhi toh chup rahiye.Mujhse aur mere bache se dur rahiye .

Ak : Chaliye Maa

Av : Ek minute Akshara.

She took out an envelope and gave it to Abhimanyu.

Ab : What is this .

Av : Restraining order hai court se tumhari maa ke khilaf.Agar Abhir aur Akshara ke ass pass bhi Nazar aayi tabhi arrest ho jayegi .Your mother can never see or meet Abhir and you and your family can't see him without Akshara or my permission .

Man(angrily): Tum hoti kon ho mujhe mere pote se milne se rokne wali .

Ak(same tone) : Meri maa .

Man(angrily): Akshara mai tumhari maa hu yeh nhi .

Ak : Aap kabhi bhi Meri maa nhi ho sakti .Aap selfish hai Mrs Birla ,aap sirf apne baare mei sochti hai.Aapko kisi se koi fark nhi padta kisi se bhi .So please stop wearing this facade.If I will be on death bed then also I will never address you as Maa . Because you are not my maa ,you can never be .

Ak(to Goenka's): Good bye bade papa and badi maa ,chachi maa . Everyone ,please never ever contact me in life. kal ko agar kuch hoga toh aap log mujhe hi blame karenge.

Mani: Akshu beta

Ak : Nhi bade papa .Please Mai nhi rukna chahti .I am leaving .I hope aap sab milkar Ruhi ko achi parvarish denge .

Akshara walked out from there followed by Avni .

Manjiri and everyone just stared at them leaving.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Night

Abhira - Short StoriesWhere stories live. Discover now