Ch-38

4.2K 556 59
                                    

For the next three days the maha yagya has been continuously perform by the priests, for the betterment of Mehrangarh's king, they won the battle but their sovereign fighting for his life.

"Jhahngir teri sbse badi glti pta hai ky thi" Sidhanth asked gesturing to Baldev to come and remove his arrows from the back.

" Kisi aurat par apni buri nazar dalna, kisi ke saath zabardasti krna, agr teri nazar sirf mere rajya p hoti na toh syd mein tujhe itni dardnaak maut na deta" he pressed his lips as Baldev removed the arrow.

" chl lad khada ho" he said pulling him from his hairs.

" chla chla, aise jeetega mera Mehrangarh," he roared cutting his another arm.

" Mein rajput hu aur rajput nihato par talwar nh chlate par mujhe un sb ladkiyo ko apna muh dikhana hai jisko tune qaid kia tha, aurten qaid krne ke liye nh hoti hai jhahngir aur na hi tere jaise mardon ki pyaas bhujane ke liye"

" mujhe apni biwi ke apmaan ka badla lena uske bina usse nazre milane layak nh rhunga" he said stabbing him in his stomach again and again, he falls on his legs, Sidhanth cupped his face tightly, before punching his nose.

Taking the arrows which were removed from his back, he shoved them into his eyes, his screaming giving his heart the utmost peace before he falls.

The Mehrangarh has won the war but every alley of the state is quiet, there were tears in everyone's eyes for their saviour, for their king, and every hand are raised for prayers.

" Jaisingh ji ye ky laga rkha hai, Mehrangarh yudh jeeta hai aur itna Sanata, woh log kabhi bhi mehel ke dwar par parvesh krne wale honge aur yahan hai ki koi tayariyan nh hai" Shehnaaz stated walking beside him stepping towards the kitchen area.

" kaka sa sbke liye bhojan ka ache se prabandh kre, hume koi kami nh chiye aur haan ye ky baat Hui ek bhi meetha nh bnaya aapne, aise sukha sukha khana khilayenge aap humare sainiko ko" she questioned inspecting the containers.

" shehnaaz aap ye ky keh rhi hai, yeh sb kese sambhav hai" indrani asked seeing the decoration going on in the palace.

" Maa sa apka beta yudh jeet ke aa rha hai, aur hume pta hai ki woh syd ish waqt swasth nh hai par itne logo ki duwayein, unka pyar, unke theekh hone ke liye kaafi hai, woh sirf ghayal hue hai, aur itna toh hum bhi jante hai  itni zaldi haar nh manege woh"

" bilkul sahi kha shehnaaz apne, ab humare jija sa hai hi sbse swarsesth" Abhiraj stated.
*************
A sob left out from her mouth seeing his almost bluish and scars filled body, the strong facade which she is pulling off lately has finally broken seeing him lying unconscious, she wanted to hear her name from his mouth, wanted to hug him dearly however she is afraid of even touching him, what if she hurts him,
his face has several cuts, with many deep cuts on his shoulder and all around his chest, the brutal cuts on his thighs, the blood around the scars dried up, number of tiny scars are in the process of healing with the help of an emergency treatment, the bandage which was discarded by the haqim filled with his dried blood.

" shehnaaz aap chle unhe illaz krne de" Abhiraj said, she denied shaking her neck.

" hu..mm...yah..in...rhe.ngee"

" shehnaaz ye sb aap nh dekh paayengi, chliye ye apk liye acha nh hai"

" hume yahi rehna hai, hum kahin nh jayenge, kahin bhi nh" she declared.

" Rani sa zakaham bhut gehre hai, aur bhut rakht ( blood) beh gya hai, maine marham laga dia hai aur dawai bhi de di hai, aap har teen pehr mein inhe ye aushidi de dijiyega"

" yeh theekh toh ho jayenge na" she questioned looking at him with hopeful eyes.

" aasha toh yahi hai rani sa, par khuch keh nh skte kitna waqt lagega" she nodded.

She stroked his hairs lovingly lying beside him looking at his beautiful face without blinking, trying to make it for the missing days.

" Dekhiye aap aisa na kre zaldi se apni aankehin khole, hume aise pressan na kare, Ek toh itne waqt baad laute hai aur ye halat mein, kholiye na aankhein, mein taras gyi hu apk awaz sunne ke liye, apk aankhon mein dekhne ke liye, bhut sikkaytein bhi karni hai apse apk baare mein hi, apk pta hai ye nanhi si Jaan jo humare grabh mein hai woh hume kitna tang krti hai lekin apse kam, aur hum ek baat kahe hume lagta hai rajkumar honge" she blabbered whole night pouring her heart telling him nothing but everything.
*********
" sbhi ghayal sainiko ka illaz kesa chl rha hai jaisingh ji" she inquired cleaning his body with a wet towel, it's has been two days and there was no difference in his health.

" hukum sa acha chl rha hai" she nodded.

" aur sbke ghr banane ka karya kha tak phucha"

" Kunwar Abhiraj ji usko apni dekh rekh mein kara rhe hai, Jaipur se aaj sawere anaz aaya hai" he answered.

" aur baldev bahi sa woh kese hai"

" Unhe waqt lagega thoda ghaav gehre hai"

" aap unka khayal rkhe"
*************
" andar aa skti hu" Indrani asked seeing her applying the medicine to his scars.

" apko phuchne ki koi zarrorat nh hai maa sa" she replied cleaning her hands.

Indrani gazes his son for few seconds caressing his cheeks lovingly, she kissed his forehead.

" shehnaaz hume apse baat krni hai bethe"

" ji maa sa, dekhiye hum jante hai aap Sidhanth se behad mohabbat krti hai, lekin iska mtlb ye nh ki aap bhukhi rhe, beta tumhare saath ek nanhi Jaan hai paanch din hone ko aaye hai, kaise surat ho gyi hai apk, agr apk pati ko pta chla humne unki gerhazri mein apk khayal nh rkha toh woh hume kabhi maaf nh krega, aur bhagwan na kre in sb cheezo ka asar agr apk santan pe pad gya toh ky aap apne aap ko kabhi maaf kr payengi, hum bhi apk tarah ziddi the bhut, jab Iske baba sa ki ye halat hui thi ek baar yudh mein toh humne bhi sb tyag dia tha par uska harzana humare bache ko bhugatna pada, woh ish duniya mein aane se pehle hi chle gye, aap taqatwar hai par itni bhi nh ki sb Chizo se akele hi lad le, thoda sa khalo beta, apne liye na sahi uski khushi ke liye kha lo" shehnaaz cried silently hiding her face, it's becoming tough for her day by day.

" Maa sa unse...." she wiped her tears.

" unse kahe na bhut ho gya ab uth jaaye, hum toot rhe hai ab, ek ek pal khauf mein jata hai, raaton ko neend nh aa rhi hai kahin woh aankhein khole aur mein unhe na paun, apk toh sari baatein mante hai na toh kahe na unhe itna pressan na kre mujhe" Indrani rubbed her back trying to calm her.

" chle muh khole aur thoda sa kha le," she denied.

" agr woh uthe aur pta chla ki ap hi bimar ho gyi toh unki sewa kon krega, ky kisi daasi ko marham lagane degi aap??" she asked trying to cheer her up.

"Bilkul nh woh mere hai na," She smiled patting her cheeks lovingly.

" pta hai kbhi meri saans ne mujhe apne haatho se niwala nh khilaya aap khushkismat hai apko ye mauka mil rha hai"

The days turned into weeks and weeks into the month but there is no betterment in his health, the scars are recovering very slowly.

The hopes im everyone's eyes dying slowly day by day, shehnaaz locked herself in the room with him, she stops talking with everyone, her face is slowly losing it's charm, the tears were dried up, it's been weeks she sleeps, all she did is to stare him and
ate food for the sake of their baby.

Do like, comment and share ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️

The romantic tale of Mehrangarh (completed)Where stories live. Discover now