Ch-36

3.9K 500 60
                                    

" Mujhe maaf krde maharaj, mein majboor thi, maine jo kia apne hone wale bache ki khatir kia, aap cahe toh mujhe maar de" the women said joining her hands and crying in front of him.

" toh mara kyu nh?" he asked.

" Rani sa ke bhut ehsaan hai humpe, hum unke swaag ko maar nh skte, badhshah jhahngir ne bura vyawahar krne ki koshish ki thi mere saath, mere man mein jo aaya hai maine bol dia, warna...woh..mere bache ko mar dete" he tightly fisted his hand.

" jab maine sbse phucha tha tab ye baat kyu nh batai, tumhe lagta tha ki hum sb milke tumhari raksha nh kr skte, dhoka dia hai apne apni rani sa aur hume bhi"

" Ragini ye ky kar rhi hai aap, neeche utre," shehnaaz's panicked voice reached her ears.

" rani sa maaf krde mujhe lekin mein aur jeena nh chahti hu, aap jaye yahan se"

" kisi bhi sankat ka hal marna nh hota hai uska samna karna hota hai, humne aur apk maharaj ne aap sbko yahi sikhaya hai, itni kayar toh nh thi ap"

" sb khatam ho gya rani sa, meri izzat, khushi, mein kisi ko muh dikhane layak nh rhi, aur agr baba aur maa ko pta chlega toh woh jeete jee mar jayenge"

" Ragini aap ishi waqt neeche utre, ishi waqt" she yelled at her.

" apk glti mein ush bache ka koi kasoor nh hai, woh nanhi is jaan ko toh khuch malum bhi nh hai,"

" aap hume ush shaksh ka naam btaiye wahi ish bache ki zimmedari lega aur apk bhi, apk maa baap se hum khud baat krenge"

" inhe sahi salamat Mehrangarh tak lekar jana Abhiraj"

" par bhai sa isne vishwasghat Kia hai"

" ek maa apne bache ko bachane ke liye khuch bhi kar skti hai, inhone glt kia nh ye glt krne jaa rhi thi, par in par kadi nazar rkhna"
***********
" Lagta hai apk fauj kam ho gyi Maharaj Sidhanth Rathore, kahe toh hum madad ka hath maange apk liye" Jhahngir offered him.

" jhahngir ladai tumhare aur mere bich mein hai humare faujio ke beech mein nh, toh unke peeche kayro ki tarah chup kar ladne se acha hai hum aamne samne ek dusre ke saath yudh kre" he proposed, the loud gasped from his army echoed in his ears, baldev and shivkant tried to deny him however he ignored them too.

" waise bhi mein bhi ab aur dur nh rehna chahta meri mohabbat se, ab uske didar ko aankhein..."

" jhahngiirrr......." he yelled out.

" chlo waise bhi bhut din ho gye kisi takar ke insan se lada nh hu, aur tumse toh bhut se hisab barabar krne hai"

" hisab toh mujhe bhi barabar karne hai"

They stepped towards each other challenging through their eyes.

Sidhanth reaches across his body with his right hand, grips the handle of his sword just below the guard, draws it out, snaps it forward so it's pointing at jhahngir then places his left hand on the grip just below the right.

" bhut khoob rathore sa, waise maine suna hai bhut guroor hai apko apni rani sa pe, woh bhi khoob talwarbaazi krti hai, agr apk jagah woh hoti toh kasam khuda ki khushi khushi haar jaate"

" guroor nh Izzat karte hai, tum jaise logo ko woh smjh nh aayega or agr humari jagah woh hoti toh ab tak tum bolne ke kaabil nh rehte,"

" woh smjayengi toh zaroor smjenge"

Both of them bend their knees, dropping into a low squat while keeping the torso bolt upright, then stand up again and shuffle their feet into the proper stance—feet parallel, both pointed straight ahead, right.

Jahangir sidesteps to let him go by and snaps the sword down toward his unprotected shoulder, however Sidhanth is moving too fast, and jhahngir's timing is off. The blade ripped the skin of Jahangir's hand.

" tcchthhchh jhahngir itni zaldi khoon bhaa dia," he got up again with the utmost force both men wheel to face each other, back up, get back into the stance.

Sidhanth makes another attack, quite straightforward a quick shuffling approach and then a snapping cut in the direction of Jahangir's ribcage, he moves five steps backwards.

" lagta hai tum bhul gye yudh bhumi mein do baar haar chuke ho tum humse, uske bawjood humse akele ladne ka faisla kaafi bhadhur ho jhahngir" he stated spitting the blood from his mouth and wiping it with the back of his hand.

Jahangir growled before marching towards him with full force and intensity, sidhanth's eyes were on his action, he guards himself when he starts directing his sword on him without giving him the time to give back, and the sword passed out from his bicep he screeched closing his eyes tightly, and pulled out the sword while on the other hand jhahngir laughed echoed.

He shuffle towards jhahngir, cutting and snapping his blade, he controlled the attack, turns around and pierced both of sidhanth's legs skin above knees.

He falls to the ground, the soil is coloured in his blood, the last thing he saw before closing his eyes was her.....

" aapne waada kia tha aap aayenge, aur ek rajput kabhi apna waada nh todte"

He smiled feeling her hands stroking his hairs, his head resting on her lap and as usual she is blabbering.
**************
The sindoor scattered on the floor before she could apply it, the fear gripped her heart, she bends collecting the vermilion from the floor, she didn't know when the tears blurred her vision.

" aap ye Ky kar rahi hai hukum sa, ye kese hua, aap uthiye hum uthate" the words didn't registered in her mind as she continued.

" shehzaadi aap aise zyada der tak nahi jhuk Skti hai apk bache par asar padega" zoya informed her.

" Kamla humne suna hai sindoor ka girna acha nh hota Ky ye sach hai" she asked her caretaker who looked down.

" bataye na hume, hum ky kre humare haatho ye abshagun ho gya, aap sun kyu nh rhi hai" she yelled in frustration, the past few days were very harsh on her, the revelation of Bhagwant Singh as her father left her shocked, she ignored him In whatever way she could.

" hum pandit ji se phuch ke aate hai unke pass zaroor koi rasta hoga" she mumbled putting the sindoor in her hairline and on her forehead.

" kha jaa rhi hai aap" she heard his voice from behind.

" hum apse milne aaye aur aap hai ki itni zaldi mein hai" she turned around finding no one.

" Rathore sa aap humara saath mazak na kre, hum pehle hi bhut dhukhi hai, aap..."

" btao bhala mein kabhi apko dhukhi kar skta hu" his voice rang into her ears, she closed her eyes feeling his presence in the air.

" aap maa bnne wali hai aur itni lafarwahi karti hai, hume ye bilkul pasand nh, na waqt par khana kha rhi aur bewajah itna roti hai"

" hume yaad aati hai apk, aap aa jaye na aise toh tang na kriye, dekhiye hum behad naraz ho jayenge aur bilkul nh manege agr aap aise hi hasi mazak krte rhenge"

" hasi mazak karne ka toh waqt hi nh rha naaz, hum toh apk aakhri baar jee bhar ke dekhne aaye hai, apse kahin door Jaane se pehle" she halted on her steps shaking her neck in denial.

" nh abhi aap kahin nh jaa skte, hum apko bilkul ish baat ki izzazat nh denge rathore sa, ye alvida nh swikar kr skte, apk zarrorat hai hume, abhi itne bade nh hue ki sb khuch akele smbhal sake, abhi abhi toh mohabbat mili hai hume aur aap abhi jane ka zikar kar rhe hai"

" jana toh padega" he said cupping her face and wiping her tears.

" uff apk ye nath ( nose ring) humari jaan leke maanegi, qasam se behad khubsurat lagti hai ap"

" agar aap wapis nh aaye humare pass toh apk kasam hum kabhi ishe hath bhi nh lagayenge" she stated moving towards the temple.

" naaz sune toh sahi" she ignored his every voice.

" behad ziddi hai ap" he muttered.

" bhut zyada" she stated.

" shehzaadi aap kisse baatein kar rhi hai yahan toh koi bhi nh hai" Zoya asked coming from behind.

Do like, comment and share with your friends ❤️❤️❤️❤️

The romantic tale of Mehrangarh (completed)Where stories live. Discover now