You are free now

1.2K 195 41
                                    

Anirudh : Bondita! behave normally.

he shout at her getting irritated. Bondita bite her toung. she didn't knew what to say.

Bondita : maaf karna. aapki coffee thandi horahi hain. pijiye.

Bondita said turning towards him and gave a smile. Anirudh frowned. Bondita made him drink coffee.

Bondita : aap kiya khana pasand karenge swami?

Anirudh spilt the coffee on her face. Bondita was feeling ew and angry but she smiled and wipped her face with her pallu.

Bondita : aram se kahiye...

Anirudh : sorry...

Bondita : mujhse maaf mang ke pap maat lagayiye.

Anirudh : bondita...!😒

Bondita : bataiye kiya kahenge? woh bana deti hu..

Anirudh : jo sabke liye banaya tha wohi.

Bondita : thik hain main laati hu.

Bondita got up and bring luchi alur dom.
Then served him. he was eating and Bondita was adoring him putting resting her jaw on her hand. His hair was fliying in air. bondita was lost in him. She was feeling butterflies in her stomach.

Bondita : main khila du?

Anirudh : nehi main khaa lunga.

Bondita : please?

She said while blussing which making him irritated. He held her wrists tightly and drag her in study.

Anirudh : tum yeh sab karke sabit kiya karna chahti ho? kiyu nehi samajhti tum?

Anirudh shout at her but she asked innocently.

Bondita : kiya samajh nehi rahi hu?

Anirudh : please yeh sab maat karo. main jaanta hu tum mujhe mana ne ki kosis kar rahe par tum samajhti kiyu nehi? yeh sab karke tum bhi dusri patnio ki tarha ban rahi ho. don't do this.

Bondita : to kiya chahte hain aap? kiya banu? itna to efforts kar rahi hu taki aap maan jayo.

Anirudh : iska matlab yeh nehi ke tum khudh ko hi badal do. tark karna chodh do? tumhari tark hi to tumhari takat hain.

Bondita : apke liye main tark karna bhi chodh sakti hu. sab kuch chodh sakti hu. bas aap maan jayo.

Anirudh : tumhe mere liye khudko badal ne ki zarurat nehi. or yeh kiya baat huyi ke tum mere liye sabkuch chodh dogi? tumhari apni zindegi hain pehchan hain usse dusro ke liye kharap maat karo. kiyu ki yehi to tumhari uniqueness hain?

Bondita : apko mein unique lagti hu  aapko main fir bhi pasand nehi hu? kiyu mujhse itne ruthe huye hain? sab kuch to kae rahi hu main?

She cried. Anirudh held her face and made her look at him.

Anirudh : dekho baat pasand napasand ya fir insab ki nehi hain. tum jaisi ho waise hi best ho par mujhe aab daar lagne laga hain piyaar se. mujhe bharosa nehi hunare riste par. main haar chiz pe tumhare upar bishwash karne ke liye hain taiyaar par piyaar par nehi.

Bondita : fir kiya karu jisse apko yakin ho? mujhpe? mere piyaar par?

Anirudh : tumhe pata hain bharosa or dil ekbaar toot bhi jayein or fir usse jodh bhi lo par woh pehele jaisa nehi ban jata ushpar nishan reh hi jaate hain. or agar hum firse ek ho bhi jayein? to kiya nibha payunga? pehle ki tarha?kiya sabkuch pehle jaisa hogaya? nehi? main kitni bhi koisi karlu main dubara humare riste ko apna nehi payunga. isse humare dono ki zindegi barbadh hogi. isse accha hain tum mujhe divorce de do.

Anidita Belongs to eachother (complete☑️)Where stories live. Discover now