Return at Tulsipur

599 90 18
                                    

Next day they got ready to leaving. Bondita  Naina and batuk  was busy in talking with hiramandi girls. Anirudh and som rudra was watching them.

Anirudh : yaha jo inhe samman milta hain yeh samman hum pure samaj main dilayenge inhe atma nirvar banayenge.

Rudra : yeh to bohat acchi baat hain par yeh log rahengi kaha?

Som : haa kaka ko to jante hi hain dada.

Anirudh : yeh log humare tulsipur ke dusre kothi main rahenge. bhale hi inke parivaar nehi apnaya ho. par hum apnayenge.

Suddenly bondita came to them.

Bondita : or aaj se yeh humare mehman nehi humare parivaar ka hissa honge.

Anirudh : haan hum inhe padhayenge or apne haq liye ladhna sikhayenge.

Rudra and som : or hum bhi sath denge.

Anirudh : Som tum jate hi inke rehne ka intezam karde na. kaka ko main dekhlunga.

Som : ji dada.

They all smiled. They finally reached Tulsipur and droped the girls on their kothi which was near Rc mansion. They went to Rc mansion. It was beautifully decorated with flowers.

Kaka Binoy was eagarly waiting for them.  They were about to enter in Rc mansion but Kaka stopped.

Kaka : ruko bahu

Bondita : abhi bhi ghussa hain mujhse?

Kaka : tumse koi ghussa kaise hosakta hain bahu? humare ram or sita ravan ki lanka se wapas ayein hain. bina griha prabesh or arti ke ander aa sakte hain kiya?

Anirudh bondita smiled. Kaka did arti. Koily put the kalas and alta infront of her and bondita looked at Anirudh and he was also happy. AniDita did greh pravesh together. Anidita touched binoy's feet. Binoy hugged Anirudh and kissed his forhead.

Binoy : tum thik ho na anirudh. ziyada choth to nehi ayi tumhe?

Anirudh : choth to bohat ayi thi par apki doctor bahu hain na. Mujhe pehele jaisa bana diya.

Binoy pated bondita's  head.Bondita smiled.

Binoy : humesa khus raho beta.

Somtuk : kiya baba? humai bhul gayen.

Binoy : nehi nehi ajao.

Somtuk also hugged Binoy. They touched kaka's feet kaka got tears.

Bondita : aap rou kiyu rahe hain ksj.

Kaka : yeh to khushi ke ansoon hain bahu tumdono sahi salamat ghar agayein. Or sukriya bahu humare bete ka itna dhiyaan rakhne ke liye.

Bondita : sukriya to mujhe inhe kehna chahiye. inhone mujhe bachane ke liye apni zindegi khatre main daal di.

Bondita said with moist eyes looking at Anirudh. Anirudh smiled. Kaka and binoy was watching them with moist eyes.

Binoy : humara Anirudh kitna khush hain na da?

Kaka : sab humari bondita bahu ki wajah se hua hain.

Bondita : itni sazawat kiyu hain ksj?

Kaka : aaj durga puja hain or humne bohat bada jashna rakkha hain.

Binoy : humari bahu ki peheli durga puja hain. pura tulsipur ayega.

Bondita : sotti? Aaj pure 12 saal badh durga puja main samil ho payungi.

Kaka : or ishliye humne tumhare liye khas kapde or gehne mangaye hain. pura tulsipur dekhte reh jayega akhir Roy Chowdhury khandan ki bahu ho tum.

Binoy : or ek surprise hain humare bahu ke liye.

Bondita : kiya surprise baba?

Binoy : woh to saam ko pata chalega.

Bondita : sukriya  kaka baba. par pehele inko dabai dedu fir taiyar holungi.

Kaka : or rudra beta tera bhi sukriya Anirudh ki madat karne ke liye.

Rudra : arre kaka main paraya thodi na hu jo sukriya keh rahe hain?

Kaka : khush raho beta.

Binoy : tumhare baba ko bulaya hain beta. bohat din hogaye unse mila nehi.

Rudra's father also a businessman and binoy's friend.

Anirudh : jao batuk Naina ko kamra dikha do. or rudra...

Rudra : arre main to apna hu. waise baba arahe hain aaj binoy uncle ne invite kiya hain. to kiya tumdono humare shadi ki baat karoge please.

Bondita : arre itni jaldi kiya hain? Naina kahi nehi jarahi kiyu Naina?

Naina and Rudra blussed.

Anirudh : koi bohat sharma raha hain. bhai abhi bhi mouka hain shadi maat kar. Warna tere kamre ke sath sath sab chin legi tujhse.

Rudra som batuk and Naina giggled.  Bondita glared at Anirudh.

Bondita : hogaya apka? aab chaliye.

Bondita dragged him after her.

Anirudh : dekh raha hain rudra. koi samman hi nehi hain mera.

Everyone laughed. Kaka watching them.

Kaka : kisike nazar na lage humare parivaar ko. yeh log aise hi khush rahe. humesa.

After few hours kaka was busy in doing arrangements. He called koily and few womens.

Kaka : humari bahu ko itni acche se taiyar karna ke sab log kahe yeh Roy Chowdhury ghar ki bahu hain.

Koily : ji Malik.

Kaka : anirudh bas dekhta reh jayei usse.

The women giggled and went to bondita's room. Anirudh and bondita was discussing about school there. Koily knocked at door.

Bondita : kahiye na koily didi.

Koily : woh malik apko bahar jana hoga.

Anirudh : kiyu?

Koily : bahurani ji ko puja ke liye taiyaar karna hain. or apke bhi kapde rakhwa diye. bade malik ne jaldi taiyar hone ko kaha.

Anirudh : par...

Women 1 : lagta hain zamindarbabu ka maan niye unki patni ko chodhke jane ka.

Women 2 : akhir itni sundar patni ko kon akela chodhke jana chahega.

Women 3 : khushkhabri kab sunah rahe hain aapdono?

Anirudh and bondita looked at eachother in embarrassment.

Anirudh : nehi nehi aisi baat nehi hain jaa raha hu.

The womans giggled. Anirudh left from there irritatingly.

Anirudh in mind : yeh aurrat bhi na pata nehi kiya kiya bolti rehti hain. kahi kaka ke dimag main yeh sab daal diya to bure fasenge.

They made bondita wear a offwhite saree with red blouse. then made her sat infront mirror and jeweleries. Bondita getting irritated.

Bondita : yeh sab pehen nah zaruri hain?  chubh raha hain.

koily : bahurani ji.aap roy Chowdhury khandan ki bahu hain. apko to sabse sundar dhikna hain.

Womans : aisa dikhna hain ke zameendarbabu hosh kho de apne.

Precap : durga puja.


















Anidita Belongs to eachother (complete☑️)Where stories live. Discover now