pages of diary

915 150 23
                                    

Anirudh came there hiding something in his hand.

Bondita : aap agayein? kaha gaye thei?

Anirudh : jaise tum thik ho jaogi hum india wapas chale jayenge  hain kuch dino badh. ishi kaam se gaye thei. par tumhe kuch dena hain.

Bondita : accha kiya?

Anirudh took her hand and placed some papers in her hand.

Bondita : yeh kiya hain?

Bondita opened the papers and got shocked. Bondita looked at him with moist eyes but he was just smiling.

Bondita : di...divorce papers?

Anirudh : haa bondita humari shadi ko 6 mahine ho gayein. or aab hum divorce le sakte hain.

Anirudh said with a smile but inside he also wanted cry.

Bondita : par... par gharwale? baba, kaka, som, batuk insab se dur main reh payungi kiya?woh log kitna piyaar karte hain mujhse. woh lig reh payenge mere bina?

Bondita asked in breaking tone.

Anirudh : main unhe samjhaunga na? tumne pehele hi bohat kuch kiya hain mere liye.mere parivaar ke liye aab apne liye kuch karo. apne liye jio. Scott ke sath.

Anirudh said putting stone on his heart and tried hard not to let the tears come.

Anirudh : or aab hum dono azad hojayenge ish anchahe ristese. tumhe to khush hona chahiye. aab tumhe or scott ke ek hone se kisiko pareshani nehi hogi.

Said that Anirudh about to leave but bondita held her hand. but He didn’t turn.

Bondita : or aap... aap reh lenge mere bina?

Anirudh : kiyu nehi? pehle bhi raha hain or age bhi reh lunga tumhare bina.

Anirudh said still turning. Bondita noded her head.

Bondita : haan soudamini didi to hain hi apko samhalne ke liye. aab aapdono bhi ek ho payenge.

Anirudh : haa bilkul. woh kitni khush hogi jaab usse pata chalega.

Bondita : or aap khush hain?

Anirudh : haan main bhi khush hu humdono ke liye tumhare liye.

Bondita : Thankyou...

Bondita left his hand. Anirudh left from there. Rudra and salim saw that. they also left after him. Bondita couldn’t help but tears falling from her eyes.

Bondita : sahi to kaha unhone aab hum dono azad hojayenge ish riste se or humdono ko apna piyaar bhi mil jayega. tu ro kiyu rahi hain bondita? finally aab tu or scott ek ho payenge pehele jaisa. paar kiya main reh payungi khush mere parivaar ke bina? bhul maat unse rista juda tha birrist...barristerbabu ke wajah se or jab unse hi rista nehi rahega to parivaar ko apna kaise bol sakti hu?

On the other hand Anirudh was crying at  other room. Rudra and salim went there.

Rudra : yeh sab kiya tha ani? tu divorce de raha hain boudi ko?

Anirudh : haa... to humara divorce to pehle bhi hona tha.

Salim : par aise achanak? sochke faisla liya hain?

Anirudh : haa sochke hi yeh faisla liya hain. ishi main uski khushi hain.

Salim : or teri khushi ka kiya? kiya tu reh payega unke bina? zindgei bita sakega unke bina?

Anirudh : kiya woh mere sath puri zindegi bita paati? jab ki woh kisi or se piyaar karti hain?

Rudra : or tere piyaar ka kiya? kiyu unhe khudse dur kar raha hain?

Anidita Belongs to eachother (complete☑️)Where stories live. Discover now