Will Kaka Allow?

Start bij het begin
                                    

Anirudh: apko maan samman ki padhi hai, par Bondita ki khushiya aur vabisya ki nahi? (Anirudh shouted in anger)

Kaka: tumhe lagta hai hume bahu ki koi chinta nahi? Areh chinta karte hai ishiliye to mana kar rahe hai...

They again started arguing. And Bondita again get stuck between them with a confused and worried state. "Areh chup ho jayiye aap dono" Binoy's voice came from behind. They turned.

Binoy: kyu ladh rahe ho aap dono? Jiske liye aap dono ladh rahe ho nah, piche dekhiye, kitni pareshan ho chuki hai vo...

Anirudh and Kaka turned and saw Bondita's tensed face. They felt sorry for her.

Anirudh: dekhiye nah Baba Kaka ko, keh rahe hai ki....(he couldn't complete as Kaka started)

Kaka: kya dekhega yeh? Binoy tum meri baat suno...(Binoy stopped Kaka)

Binoy: hum jante hai Da ki aap aur Anirudh kya keh rahe hai. Par ese ladhke koi haal nahi niklega.

Anirudh: to kya kare Baba aap hi batayiye...

Kaka: hume bhi koi rasta nahi mil raha hai jisse Bondita ki barristery bhi nah ruke aur log baatein bhi nah banaye...

Binoy: mere pass ek rasta hai..

Kaka and Anirudh: kya?

Binoy: Anirudh tum khud bhi to barrister ho aur kitne log tumhare under bhi kam karte hai. To Bondita bhi tumhare under hi practice karlegi. Isse Da ka bhi baat reh jayega aur Bondita ko bhi koi pareshani nahi hogi..

The tension on Bondita's face started fading and Kaka's face was also showing his acceptance of Binoy's proposal. But Anirudh was not happy with this. He was quite looking at the floor as something was troubling him.

Binoy: kya hua Anirudh? Tum chup kyu ho gaye? Yeh prashtav acha nahi laga kya?

Kaka: Acha kyu nahi bohot acha hai....isse acha to aur kuch hoyi nahi sakta (Kaka said happily)

Bondita too nodded her head smilingly. But Anirudh looked at them just for once and then left for study room. "Ishe kya ho gaya!" Kaka exclaimed shockingly. Bondita became tensed and followed him. When she entered into the room, she found Anirudh was sitting on the couch with a tensed face. Bondita sat beside him and held his hand gently.

Bondita: kya hua patibabu? Aap achanak se ese kyu chale aye? (With concern) Main apke sath kam karu yeh aap nahi chahte kya? (Worriedly)

Anirudh looked at Bondita with eyes full of love.

Anirudh: tum mere sath kam karo, aur mujhe bura lage esa ho sakta hai vala?

Bondita: to aap kyu chale aye unha se?

Anirudh kept Bondita's both hands in between his hands.

Anirudh: Bondita, tumhari mere under kam karne se koi problem nahi. Par main nahi chahta ki log bole ki Bondita apni pati ke chaya pe reh karhi Barrister baan payi hai. Main nahi chahta ki log apni bachiyo ko yeh sikhaye ki Bondita ke pati ne ushe kabil banaya hai to hum tumhare Baba Maa hoke tumhe kyu padhaye? Tumhara pati sochega ki tumhe padhana hai yah nahi. (Paused for a while).... Bondita main chahta hu ke log tumhe tumhari naam se jane, naki mere naam se. Aur baki ladkiyo pe bhi tumhare piche mere naam ki koi galat asar na padhe (said worriedly)

Bondita held Anirudh's face and kissed his forehead. Anirudh looked at her eyes.

Bondita: patibabu main apki baat samajh sakti hu. Par aap hi batayiye samajh mein aur samajh ki logo mein sari parivartan kya ek sath laya jaa sakta hai? Nahi nah (Anirudh nodded no)...to aap kese soch sakte hai ki hum sari parivartan ek sath ladenge? Hum koshis karte rahenge to dhire dhire samay ke sath samajh mein aur samajh ki logo ki dristi kon mein jarur parivartan ayega. Aur rahi baat mere piche apke naam ki to, apka naam mere naam ko chupata nahi balki mujhe hosla deta hai age badhneka. Aur apse to kitne log anupranit hote hai. Aap dekhna main apki under kaam karungi to samajh mein uski galat nahi achi asar hi padhega.

Anirudh: shotti?

Bondita: shotti! (holding her neck)

Bondita: vese baki cheeze apke upar ki aap mujhe apke under kaam karne denge yah nahi...( Teasing him)

Anirudh: achaji?(pulled her cheeks)

They both laughed.

______________________________________________________________________

THE NEW PART IS HERE...

COMMENT DOWN YOUR VIEWS AND DON'T FORGET TO VOTE.

LOTS OF LOVE 🧡
~WRITER ANKS
iam_anks03

Anirudh and Bondita-The Bond of Love Waar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu