Maddamsir: And I Don't Want T...

By overthinking019

98.4K 14.9K 1.5K

Two souls have everything in their 40s, but not love.. More

Characterization
Prologue
Part 1
Part 2
Part 3
Part 4
Part 5
Part 6
Part 7
Part 8
Part 9
Part 10
Part 11
Part 12
Part 13
Part 14
Part 15
Part 17
Part 18
Part 19
Part 20
Part 21
Part 22
Part 23
Part 24
Part 25
Part 26
Part 27
Part 28
Part 29
Part 30
Part 31
Part 32
Part 33
Part 34
Part 35
Part 36
Part 37
Part 38
Part 39
Part 40
Part 41
Part 42
Part 43
Part 44
Part 45
Part 46
Part 47
Part 48
Part 49
Part 50
Part 51
Part 52
Part 53
Part 54
Part 55
Part 56
Part 57
Part 58
Part 59
Part 60
Part 61
Part 62
Part 63
Part 64
Part 65
Part 66
Part 67
Part 68
Part 69
Part 70
Part 71
Part 72
Part 73
Part 74
Part 75
Part 76
Part 77
Part 78
Part 79
Part 80
Part 81
Part 82
Part 83
Part 84
Part 85
Part 86
Part 87
Part 88
Last Part 89

Part 16

1.1K 177 10
By overthinking019

"ghanton hum doono aise chup baith rahe hai, kuch der mei subha hogi, kuch bolegi aap" Haseena says with smile..

Karishma look to Haseena & says with smile- kya bole, huh! Itne saal baad dosti ka ehasaas mila hai, toh uss ehasaas mei kuch der ke liye hi sahi rehne dijiye..

Haseena smile & says with soft tone- sach baata rahe hai, hum na, yeh sab sach mei bahot jaada miss karte the, lekin humari galati hi itni badi thi na ke, humein kabhi himmat hi nahi huyi, ke aapko phone yaa kaise bhi karke aapko contact kare aur sab kuch bol de ke, hum kitne galat the..

Karishma says with little irks tone- tch! Ab jaane bhi dijiye, jo hua, so hua..

Haseena sigh & says- kaise jaane de, boliye, hum jitna bolenge ke jaane de, toh bhi hum nahi bhool sakte uss baat ko..

Karishma smile smoothly & says- waqt lijiye, waise bhi kafi waqt hai humare paas..

Haseena smile with shook head & says- waise kal toh sab aapne, aapne raastein jaayenge, aap kaha par jaayengi..

Karishma smile & says- Mumbai, kuch waqt ke liye hum Delhi mei the, lekin aage ki zimmedariyan humein Mumbai lekar jaa rahi hai, toh bas Zohi ke saath ab wahi par shift hoge, aur bas kaam aur kuch nahi!

Haseena smile with excited & says- kya baat hai..

Karishma asked with confusion- matlab!

Haseena says with smile- yahi ke, aap humare shaher aa rahi hai, Mumbai mei!

Karishma asked with surprise tone- aap Mumbai mei rehti hai!

Haseena smile & says- ji! Wahi par rehte hai, aur wahi par kaam bhi karte hai!

Karishma rolled her eyes with smile & say- shejaadi Haseena malik kaam karti hai!

Haseena playfully hit on Karishma's arm & says- koi shejaadi nahi rahi hai, yeh Haseena malik, aap humara mazak mat udayiye, samjhi..

Karishma smile & says- thik hai nahi bolenge, waise kya kaam karti hai!

Haseena smile & says with proud tone- khud ka café hai, aur usse acchi khaasi kamai kar lete hai!

Karishma give cold look to Haseena & says- kamai ke baare nahi puch rahe hai, jo aap humein yeh sab baata rahi hai!

Haseena smile & says- pata hai humein, lekin jab bhi hum aisa kuch bol dete hai, tab, tab aap jo chehra karti hai, woh sach mei dekhne layak hota hai..

Karishma chuckle & says- yeh kya baat huyi bhala, aapke maze ke liye humein bali ka bakara baana deti hai!

Haseena asked with serious tone- aap aayengi waha par humein milne!

Karishma look to Haseena with smooth smile- jarur aayenge, aap bas humein phone kariye, toh bas hum waha par aa gaye, bas kaam khatam karke aayenge..

Haseena shook her head & says- chalega humeim..

"kahi yeh sapna toh nahi hai" & Haseena, Karishma look back to the voice, & shook their head with little irks way..

"chii, chii, subhe, subhe aisa look diya hai, jaise ke bathroom se aayi hun, bina haath ko dhoye"

Karishma says with mumbled tone- aur nahi toh kya, acchi, khaasi shaanti thi, aur iss Santu ne aakar bigad di..

Haseena look to Karishma with agree expression & turn to Santu & asked- itni subha kaise uth sakti ho tum..

Karishma says with whispering tone- yeh sawal galat hai, waise!

Haseena look to Karishma with widen eyes, & Karishma quickly turns to Santu & says with teasing tone- Santu yaha ka jo mohol hai na, usse couples ki dictionary mei romantic bolte hai, aur tum yaha par Cheetah ke saath aayi ho, toh kuch toh lihaj karo..

Santu says with little irks tone- we are in our forties..

"haan toh wahi humara twenties hota hai"

Karishma share a hi-fi in air- yeh baat Mira..

Haseena look to Karishma & asked with low tone- aap agree kar rahi hai..

Karishma says with whispering tone- aaj kal ke log yahi bolte hai, aapko pata nahi hai!

Haseena look once Karishma & whispered back- pata hai humein, lekin aapko pata hai, iss baat se humein thoda taajub ho raha hai!

Karishma & Haseena exchange the smile, while Mira asked with doubtfully tone- tum doono ek saath yaha par, jaldi uth gaye kya..

Haseena quickly says with casual tone- uthne ke liye soona padta hai!

Karishma gives irks look to Haseena, & Haseena mimes quick sorry to Karishma, while Santu asked- aww! Aisi kya baatein huyi, jise poori raat yahi par ho!

Karishma says with stern face- kuch bhi nahi, aur jaada bako mat!

While Haseena says- hum jaa rahe hai, fresh hone, tum tinno lage raho! & she walks into the house..

While Santu & Mira comes near to Karishma & & they seated beside Karishma, in way to make a sandwich of her, Mira asked with ear to ear smile- kya chehra chamak raha hai Santu, jaara dekh toh!

Santu quickly pinch Karishma's chin & says- jara dekhne toh do, & Karishma hit on Santu's hand with irks way..

Mira says with teasing way- oh, ho, possessive! Haan..

Karishma says with irks tone- amma chup karo tum doono, kuch bhi bake jaa rahe ho, jaisa tum samjh rahe ho, aisa kuch bhi nahi hai, bas chupchap baith rahe hai, aur kuch nahi!

Santu says with calm tone- aise baithe rahe toh bol deti..

Karishma says with irks tone- chup karo, waise tum doono ko pata hai, woh rehti kaha par hai!

Mira & Santu exchange the look & shook their head in no, & Karishma with smile- kaise dost ho tum doono, hatt!

Mira says with irks tone- aise bol rahi ho, jaise ke tumhe pata hai!

Karishma says with proud tone- pata hai iss liye hi bol rahi hun!

Santu look Karishma with stern face & asked- kaha par..

Karishma says with smile- Mumbai..

Santu & Mira surprise by the words of Karishma, & Santu asked with little doubtful tone- sacchi mei!

Karishma shook her head in yes, & Mira asked with doubtful tone- aur tu kaha par rehti hai!

Karishma says with clam tone- Delhi!

Santu says with less interest tone- huh! Toh koi baat aage hi nahi badhegi!

Mira says with sad tone- aur nahi toh kya, kuch kaam hi nahi hai tu!

Karishma shook her head in irks way & she getting up from the place & says- abhi toh humein kuch baatana hi nahi hai tum doono ko, jaane do, socha tha, baata dungi, ke hum bhi ab Mumbai shift ho rahe hai, lekin jaane do, yaha par toh humari baat koi sunne wala hi nahi hai! & she started to taking steps towards the house..

Mira & Santu widen their eyes with surprise & they quickly runs behind Karishma with the excitement!

..

..

..

"humara number" Haseena says to Karishma..

Karishma take the card in her hand & says- hum Mumbai aayenge toh aapko call jarur karenge!

Haseena smile & says- hum intzaar jarur karnge!

Karishma smile while she looked Haseena, & her hesitation, who rubbing her sweaty fist & Karishma asked with clam tone- kuch aur baat karni hai!

Haseena says in denying tone- nahi, kuch bhi nahi!

Karishma shook her head only, while Haseena turn towards her bags, while Karishma again call her- sunniye toh!

Haseena look back to Karishma again, before she asked anything, Karishma enters in the arms of Haseena, Haseena hugged Karishma with close eyes, while Karishma says- aapko itna toh jaante hai, aur aapko itna bhi khud ko gunhegar nahi samjhna chahiye, ke ab toh sab kuch thik bhi ho gaya hai!

Haseena tight her hands grips & says- humein pata hai, sab kuch thik ho gaya hai, lekin kya kare, khud ko waqt dena hi padega na!

Karishma break the hugged & look to Haseena & says- this time no goodbye's..

Haseena says with brim eyes- yes! No goodbyes!

Karishma again gives a warm side hugged to Haseena & says- jaldi milte hai!

Haseena says with smile- hum raha dekh rahe hai!

Karishma blink her eyes with smile & they take a leave..

Continue Reading

You'll Also Like

22K 3.4K 14
Title: Regrets of Deception/ 真心误良人 Author: Zhang Daji (作者:张大吉) English Translator: ginevre (lazygirl Translation) Chapters: 5 Chapters *I don't own a...
772K 7.3K 21
အလြန္ရိုင္းပါတယ္ ဘာဗဟုသုတမွမရွိပါဘူး ကိုယ္စိတ္ကိုႏႈိင္ေအာင္ထိန္း wattpad ကိစၥ wattpad မွာထားခဲ႔ ဖင္မယားနဲ႔ ok အသက္မျပည့္ေသးရင္ ေဝးေဝးေဂ်ာင္း not for...
81.8K 4.9K 42
សរសេរដោយ : ជុងឈូ Jungguk Top X Jimin Bottom take ur own responsible for reading this.
1.4M 3.7K 68
ထန်တဲ့အချ်ိန်ဖတ်ဖို့ စုထားတာတွေပါ ကိုယ်တိုင်ရေးသားခြင်းမဟုပါ crdပေးပါတယ်