"Mein abhi dekhta hun usko" he stood up to leave when Zayd held his hand...

"Aram sa baat karna! gussa mat karna! Mein aur tum donon jante hein ka he is not like this woh kabhi bhi aise na react karta... Kuch to hua ha which has affected him deeply... Jao" he left his hand when Ayan nodded

Ayan walked straight to Azlan's room and opened the door without knocking

Going in he saw Azlan sitting in one corner of his room... His face was buried in his knees, his shoulders were shaking showing that he was sobbing...

Ayan sighed and sat next to him... Feeling a presence Azlan lifted his head and looked at Ayan

Ayan creased his face which was soaked with tears... His eyes held so much innocence that all of Ayan's anger melted...

"Ayan" he whispered before hugging him tightly as if his life depended on it...

"Kya ha be hadiyan (bones) tore ga kya mere" Ayan teased to lighten the atmosphere...

He closed his eyes in helplessness when Azlan sobbed...

"Azlan kya ho gaya ha yar" he rubbed his back

"Boht bari galti ho gai ha Ayan... Boht bari" he cried...

"Azlan bs relax ro mat, calm down aur mujhay puri baat bata" he calmed him down

After a few minutes, Azlan's sobs died down but his tears never stopped pouring down his cheeks...

"Ab bata kya hua ha?" Ayan said once he calmed down

"Mein na Za... Zain ko cane sa mara uska bharosa nahi k-" Ayan cut him off

"yeh baat pata ha mujhay Azlan tu bata tune aise kyu kiya," he said softly...

"Ayan mein...mein na jab office gaya tha to mujhay yakeen tha ka mere bhai par phir sa koi ilazam lagaya ho ga mein boht gussa mein tha, Zain par nahi mein principle par gussa tha... Phir andar jate hi unhon na bolna shuru kiya aur pata ha unhon na kya kaha" he sobbed and Ayan nodded for him to continue

"Unhon na kaha ka jin bachon ki maa nahi hoti woh aise hi hota hein" he cried like a kid

"mujhay boht gussa aa gaya! aur pata ha unhon na kaha jese mere maa mar gai mera baap bhi mar jai ga... Mujhay us time par kuch samajh nahi aya... Aur bs pata nahi kese mein yaha pohnch gaya..." he stopped and then continued

"Mein na Zain ko mara... Boht zor sa mara usko dard ho raha hoga... Mere baby ro raha hoga... Usko kitna dard hua hoga na... Yeh mein na kya kar diya Ayan" he hid his face in his hands

"Ayan 5 din bad mama ki Barsi (death anniversary) ha mujhay mama ki boht yaad aa rahi ha... Woh kitni disappointed hoti na mujh mein... mein acha beta, acha bhai, acha doctor kuch nahi ban saka I am a failure" he whispered in a daze

"Mere patient woh 5 saal ki thi aj mar gai... Mein nahi bacha saka usko Ayan woh mar gai... Woh bhi mama ki tarhan chali gai" Azlan leaned back on the wall

"Zain mujh sa nafrat kare ga he will hate me but I deserve this I deserve to die... But mein mar gaya to mama ko kese face karun ga she hates me as well... Ayan mama hates me?" he asked Ayan who was silently crying

Suddenly the door opened and Zayd barged in and immediately engulfed Azlan in a hug who started crying again...

"Shh bas mera bacha mama does not hate you she can never hate you mere jaan" he whispered with teary eyes creasing Azlan's head...

"Baba" he wailed "I miss Mama... Unse kahein na aa jein please kahi sa bhi aa jein thori der ka liya hi sahi par aa jein its been 18 years baba aur aj bhi aise lagta ha mama hasti hui kitchen sa aein gi aur mujhay hug karein gi par woh ati hi nahi hein... Kya woh mujh sa naraz hein?" he questioned but Zayd was in no position to answer...

"Baba woh naraz Hein? Unse kahein woh aa jein mein good boy ban kar rahun ga kabhi tang nahi karun ga par please aa jein... Mujh sa nahi ho raha mujhay wapas 9 saal ka hona ha jab mama mere pass thi please" he cried hiding his face in Zayds neck

"mere jaan mama naraz nahi hein woh... Woh Allah ka pass boht kush ha baby ap... Ap ro nahi na bacha mama ap ko rota dekh kar sad ho jein gi" he gulped his tears

"Meij roun ga to woh aa jein gi na pehla bhi woh aa jaya karti thi na ab bhi aa jein gi kiya?" he looked at Zayd with hope who could no longer control his tears...

"woh nahi aa sakti baby... Par ap ro ge to woh sad ho jein gi" he said and somehow managed to stop his tears

"Sachi? Nahi phir mein nahi roun ga mama sad ho jein gi! Mein mama ka good boy hun unko sad nahi karun ga..." he wiped his tears

"Mein good boy hun na baba?" Zayd nodded and Azlan smiled before suggling closer...

Zayd opened his arm for Ayan who immediately jumped in his arms and broke down...
















To be continued ❤️

Inline comments 100
Votes 55

Favourite scene?

How was Azlan?

How was Zayd?

How was Zain?

Should Zain forgive Azlan?

Rabt-e-Dil Where stories live. Discover now