Ch-42

6.7K 717 76
                                    

The door creaked open and he
saw shehnaaz step out of the bath in a
Red anarkali, Her shiny hair
was wet. A few droplets on the curve
of her swan neck. He gulped as he
took her bare face in. He couldn't
agree more that she was
breathtakingly gorgeous. He had
never found anyone so extraordinary
in his entire life ever. Her flawless
shiny skin and her delightful features
had him stiffened for a second. He
never thought he could act like this
too. He didn't infer why but he
wanted to keep memorizing her
outlines. An impulse to feel them again and again under the tip of his fingers, she is becoming his addiction, she looked in his direction taking slow steps, bending down at his level.

" uth ke naah le bhut der ho gyi hai" she murmured kissing his cheek.

" nahne ke alawa bhut khuch krne ka man hai, are you ready for the task sweetheart," he said hovering over her.

" bala ki khoobsurat lag rhi hai aap ish laal jode mein," he complimented her.

" shehnaaz bhabhi uth jaaye yaa aaj apk kamre mein hi rehne ka irada hai, Hamid bahi aur aly toh nasta leke bhi aa gye" aliyah yelled knocking on the door.

" mein in sbko chorunga nh,"

" ab aise bhi koi baat nh ki inhone"

" tum meri side ho yaad rkhna, unki tarafdaari krne ki zarroorat nh hai, badmaash hai sab"

" ahh mere bahi hai aur meri cousin hai aap aise na bole"

" cousin toh apk mehjbeen bhi thi fir" her face turned pale listening to her name, she pushed him slightly and went out of the room in haste.

" shehnaaz meri baat suno mera woh mtlb bilkul nh tha jaan" he said to her retreted figure.

Flashback:

" ammi apk dimag toh thik hai Shadi cancel kar du, bhala kyu, mujhe laga tha aap sach mein meri khushiyo mein sareek hone lagi hai par.."

" beta meri baat suno, aisa khuch nh hai jaisa tum soch rhe ho"

" toh kesa hai ammi" he whispered yelled.

"Shehnaaz ki Jaan ko khtra hai, woh nh choregi usko, usne dhamki dii hai mujhe........mera dil betha jaa rha hai, uske sar pe junoon sawar hai woh khuch bhi ulta seedha kar skti hai" Fatima uttered crying miserably slapping herself.

"Ammmii bs kr de aise apk tabiyat kharab ho jayegi, ye le paani peeye"

" nh Tu pehle meri baat sun, ache se sun mehjbeen pyar karti hai Tumhe, Pagal hai tere piche aur usne kha agr Tu uska nh hua toh kisi ka nh hone degi tujhe, jo aaj accident hua woh bhi uska plan kia hua tha aur jo bazar me shehnaaz ke saath hua woh bhi"

" par woh aisa kyu krengi maine toh ushe kabhi aise nazar se dekha hi nh ammi"

"Mein chahti thi woh tumhari dulhan bane...."

His phone ranged showing an unknown number, he picked it up at the last ring.

" hello!! Hello!!!"

" dildaar ki awaz sunke sukoon mil gya dil ko" Mehjabeen replied.

" mehjbeeb what do you want?? Ye pagalpan kyu kar rhi ho tum??" he questioned with gritted teeth.

" itna gussa sehat ke liye acha nh hai, aur mujhe sirf aap chiye, bole bnege mere, chorde ushe, aisa kya hai usme jo mujme nh hai, ye sb cancel kar de aur talaq dede ushe"

" this is not gonna happen, do whatever you wanna do, I am not afraid of you and your so-called tactics Mehjabeen"

" so called tactics, apko meri baatein mazak lag rhi hai, zara apni biwi se ek baar phone karke phuch toh le woh thikh hai ya nh"

Jaan-e- Adaa ( complete)Where stories live. Discover now