Chapter-19

8K 788 159
                                    

His lips brushed her, softly, delicately, like butterfly wings, just long enough that he could inhale her breath, feel the warmth of her skin, and the taste of her lip gloss and the bitter-sweet drink she had lingered far, her hands gripped his t-shirt tightly the bristles of his beard scratched against her soft cheeks as he gripped her head firmly, as if to keep her from escaping. She worked her mouth against his trying to copy him, their tongues battling back and forth like wrestlers,not trying to win a battle but seeking union and closeness and the sharing of one breath, one sensation, one timeless and passionate moment. The heat rose in her cheeks, when he joined their forehead together, their breathing sounds are the only sounds one can hear in the room.

She hides in him shying away from him only.

" mein chli jaungi kal" she informed him.

" ye btane ke liye itne pass aayi hai mere"

" n..h...apko jee bhar ke dekhna hai, bhut saara dekhna hai, ki jab bhi aankhein band kru sirf aap dikhe"

" itni mohabbat karti hai"

" kisne kha me apse mohabbat krti hu" he pulled her out of his chest.

" mtlb??"

" mein apse be-intehaan ishq karti hu," lifting her in his arms, he took her to the bed laying her comfortably, he lay beside her, turning his body towards her, he puts his head on his palm.

" aap thodi thodi beard mein ache lagte ho" she said examining his face.

" aur kese acha lagta hu"

" jaise aap ho waise hi thode khadoos, thode intimidating, thode emotional aur thode se pyare"

" aap abhi tak soyi nh thi"

" nh sbke sone ka intzaar kar rhi thi taaki bina pabandi ke apk pass aa sku, jaane se pehle apse apni mohabbat ka izhar kar sku, taaki baad mein dil me ye malal na rhe ki maine apko khuch nh btaya" he pulled her in his arm, her head rested on his chest, one hand placed on his abdomen while his hand positioned on her back pulling her more into him if possible.

" apni mohabbat izhar krke mere liye aur mushkilat khadi kar rhi hai ap,"

" bilkul nh mohabbat mein toh sukoon hota hai, aur aap mera sukoon ho cahe hum saath rhe na rhe, cahe humari kismat ek saath ho ya na ho lekin ye mohabbat to koi nh chinn skta na, syd aap kisi aur ke ho jaye par tab bhi ye jo mere aur apk beech me hai kabhi khatam nh hoga,"

"Mein dusra nikkah nh...." she put her finger on his lips shutting him off.

" chup rhe...kitna bolte hai ap"

" me bhut bolta hu that's the new information I get" she laughed drawing patterns on his chest.

"Toh aage ky krengi aap Mumbai jaakr" he asked.

" pehle to graduation complete karni hai na fir pta nh...socha nh"

" waada kre apna khyal rkhengi, koi ulti seedhi harkatein nh krengi, padahi pe dhyan dengi aur humesa khush rhengi"

" mein toh humesa khush hi rehti hu ap hi sade hue rehte hai naak pe gussa liye"

" ab itna bhi gussa nh krta hu mein"

" Allah sawere sawere jhoot bol rhe hai aap"

" come let me sleep peacefully, I didn't knew ki mere saath tumhari pehli raat ish kamre me aise hogi"

He slept peacefully with a smile on his face, she stared at his handsome face don't know for how much time, placing a kiss on his forehead, she comes out of his hold and went out of the room before anyone could wake up.
************
" bhabhi ye ammi ne dia hai rkhne k liye" shehnaaz said handing her some accessories.

" aap thik to hai, aap pressan lg rhi hai"

"Pressani ki wajah bhi tum ho, tumhari wajah se hum sb alg ho rhe hai, sirf tumhari wajah se ghr me ye sb ho rha hai, sirf tumhari wajah se, ky ho jata agr hum sb yahi rehte to, rishte to tutte rehte hai, lekin uski wajah se koi apna ghr to nh chor data, tumhari wajah se hamid ne apna sapna woh business jo itni mehnat se unhone bada kia tha ek jhatke me chor dia, aur ab tum bechari bn rhi ho, tumhe toh ye pehle bhi pta tha na, ki tumme problem hai to kyu ki haan nikkah ke liye, mere bahi ko bhi aizyat se guzarna pad rha hai tumhari wajah se, kar leti na faisal se nikkah, tum yahan nh hoti to ye sb hota hi nh kbhi, pura ghr bikhar gya, isse acha hota accident ke roz hi..."

" bh....ab..hi...ma...i.." before shehnaaz could speak a loud sound of the slap echoed in the room, she opened her eyes and come face to face with angry hamid, he slapped ruksaar.

" bahi ye ky kia apne" she mumbled.

" shehnaaz bilkul chup abhi kamre se jao"

" bahi aap shaant.."

" maine kha kamre se jayeeee" he yelled making her shiver.

" maine apko kha tha ruksaar meri behn ko be Matlab me zaleel na kre chlo jo kha so kha ap aisa soch bhi kese skti hai ki unhe....lekin aap aisa krengi maine socha bhi nh tha, apko bhut dhukh hai mere saath aane mein, apne Behn ki side lene mein to yahi rhe apne ammi abbu ke saath lekin agr humare saath aa rhi hai toh ye galti aainda kabhi nh honi chiye"
************
" how dare you to slap my sister" sidharth asked furiously grabbing his collars.

" and how dare she blamed my sister, aur sidharth ye hum dono k bich ka mamla hai tum isme mat pado"

" woh meri behn hai aur ye mera mamla bhi hai, toh ky hua if she blamed her, tum baat krke smja skte the lekin tumne hath uthaya, I am not sending her with you"

" ye ky keh rhe ho sidharth, apni Behn ka ghr aise khrab mat kro" fatima said.

" woh sahi keh rha hai hamid tumhe hath nh uthana chiye tha, humare khandaan mein aaj tak kisi ne ye gustaakhi nh ki," asfandyar uttered.

" mujhe hath nh uthana chiye tha toh unhe bhi woh sab nh bolna chiye tha, rkhe unhe yahin, aur ab mein kabhi apni Behn ko ish ghr me galti se bhi kadam nh rkhne dunga jo khuch bhi bacha tha sb aaj yahin khatam," hamid stated.

" theekh hai sb khatam," sidharth affirmed looking into shehnaaz teary eyes.

" do pal ke gusse se
Pyar bhara rishta bikhar jata hai aur
Hosh Jab aata hai
Toh waqt nikal jata hai"

Do like, comment and share with your friends.

Jaan-e- Adaa ( complete)Where stories live. Discover now