Chapter-34

7.5K 789 116
                                    

" ammi ye le thoda soup pee le aap" ruksaar said forwarding the spoon in front of her mouth, she gets discharged the next morning.

" mera bilkul man nh hai, sidharth kha hai ek baar bhi milne nh aaya mujhse"

" ammi woh kal puri raat hospital mein hi the, abhi rest kr rhe hai syd, thak gye honge"

" woh naraz hai mujhse behad, maine na bhut galat kia hai uske saath"

" glt toh apne kia hai ammi, woh bhi bhut zyada, mujhe nh pta tha aap aisa bhi soch skti hai, aap sbse zyada pyar shehnaaz se krti thi, ek pal ko syd hum apk baat inkar kar dete the lekin woh apk kaah humesa manti thi, me bhi glt thi bhut, maine dekha hai ushe kitni chubhi hai usko woh baat, kya feel karti hai, apne uske man me dar betha dia hai aur aap ye bahi ki khushi ke liye kia mujhe toh woh ek pal bhi khush nh lage, aaj tak maaf nh kia hai shehnaaz ne mujhe ammi"

" woh tumse badsalukhiii...."

" nh uska dil saaf hai, naraz bhle hai dikhati nh hai, lekin mera pura khyal rkhti hai"

"Allah fatima ye ky ho gya tumhe" yusra shouted coming inside the room with Mehjbeen.

"Mumani aap thik toh hai na, ye ky haal bana lia apne apna, mein abhi teen din pehle hi toh ho kar gyi thi"

" ruksaar beta maine suna tum pait se ho, mubarak ho, apna khyal rkhna"

" ruksaar!!! Ruksaaar!!" hamid yelled her name from the hall.

" mein aati hu" she wanted to give back to her phup0, she is the reason her family broken into pieces.

" lo ye log firse aagaye fatima bhabhi, maine sultan Bahijaan ko bhi dekha hai neeche dining mein, mein na kehti thi unhe has bhana chiye"

" phupho woh bhi aaye hai ky, mein cahe wagera khuch phuch ke aaun unhe" Mehjbeen asked, she starts liking him, his personality, his aura, she starts liking doing his chores, waiting for him for the dinners but sometimes he didn't used to come and another time he simply used to denied her, she too felt bad but doesn't want to give up on him, she started imagining herself as his wife.

" nh koi zarroorat nh hai Mehjbeen, aur yusra aapi aap humare ghr se jaye,  aapne mera hasta khelta ghr mere hi haathon barbaad kara dia hai, khuch bhi toh kami nh thi, sb khuch thik tha, sb ache se ho rha tha, mere hi smjhne me glti ho gyi" she said letting her tears fall.

" ohhoo pehle toh tumhe meri baate bhut sahi lagti thi ab achanak se ye sb kehne lagi ho, likh ke lelo yusra ki baat kabhi glt nh hoti, pachtaogi tum, aur tumhara pura khandaan" she shouted.

" abhi bhi hum log sukoon se toh hai nh pachta bhi lenge, aap apni beti ko leke jaaye"

" waah mumani, pehle mujhe khud apne bete ke khawab dikhaye aapne, aur ab aap mujhe jaane ke liye keh rhi hai, aisa nh ho skta hai, woh mera hai, aur mein ushe apna hi bana ke rhungi cahe uske liye mujhe khuch bhi karna pade" Mehjbeen threatened her.

" agr woh mera nh toh woh ish duniya mein bhi syd na...." she whispered in her ear hugging her as sidharth came into the room with all, she stared at him before going out of the room.

" bhabhi kesi tabiyat hai apk ab" sultan asked her.

" behthar hai" he nodded, their is unseen tension in between sultan and asfandyar, they didn't talk properly like they used to.

" mujhe aap logo se khuch baat karni hai" sidharth announced after a while.

" baatein toh baad me bhi hoti rhengi abhi tumhari ammi ko rest ki zyada zarroorat hai" his father said.

" abbu meri baat bhi important hai aur woh abhi hogi"

" I am sorry Chachu me bina btaye Mumbai aaya aur shehnaaz se mila, maine apko waada kia tha ki apk marzi ke khilaf mein ushe nh milunga, lekin ye mere liye possible nh tha, woh meri khushi hai aur meri zindagi bhi, Pagal ho gya tha mein uske bina, mein janta hu gusse mein bina soche smjhe maine ap sbko kahi na kahi hurt kia hai, lekin yakeen mane mera mein ek bhi din sukoon se nh rha hu, or mera sukoon apk beti mein hai, mujhe uske saath rehna hai mujhe nh frq padta agr mere ammi abbu ushe na apnaye, mein khud yahan nh rehna chahta, aapne kha tha aap ushe aise ghr mein nh bhej skte jahan log pehle hi nafrat krte hai usse, lekin mein uske saath akele ek nayi duniya bnana chahta hu, aur hum dono enough honge ek dusre ke liye"  he expressed, sultan eyes get numb listening to the person who loves his daughter more than he does.

" mein smjh skta hu beta, lekin apne ammi abbu ke taraf bhi tumhari khuch zimmedari hai, tum aise unse alg nh reh skte ho"

" aur jab apne hi ammi abbu apk khilaf ho jaye, aapse cheeze chupaye, apko jhooth bole, zimmedari hai aur mein nibhaunga lekin meri khushi bhi matter karti hai Chachu"

" to tum apne ammi abbu ko chor ke chle jaoge" asfandyar asked him.

" ap logo ko chor nh skta na abbu, mein apni har ek responsibility nibhaoga jo ek bete ko nibhani chiye, chah ke bhi naraz nh ho skta ap logo se, lekin apne jo kia kya woh sahi tha, ap hi gye the na sultan Chachu se shehnaaz ka hath mangne aur fir ushi ke khilaf aap ammi ke saath ho gye abbu, aap ne bhi unka saath dia,"

" sidharth beta mein manti hu maine glti ki hai bhut glti ki hai, aur mujhe pactava hai, mein sana se bhi maafi maang loongi" fatima said.

" ammi itna easy nh na hota hai, ki pehle kisi ke dil me khanjar chala do aur fir maafi maang lo, chlo usse toh aap maafi maang lengi par mera kya, merko waqt lagega woh sb bhulne me jo apne kia, aur agr mein yahan raha toh mujhe dar hai syd mein apko kabhi maaf na kar pau"

" aur business woh kon smbhalega" his father asked.

" jiska haq hai jisne ushe itna bada kia hai abbu, hamid smbhalega, usne jee Jaan laga ke us company ko itna bada kia hai, aur wahi ushe aage leke jayega"

" mein ye nh kar skta hu sidharth, hum Mumbai wapis jayenge"

" khuch waqt ke liye exchange nh kar skte ky, tum ruksaar ke saath yahan rehke business smbhalo, aur me wahan reh kar Chachu ka spna pura karne me unki madad karu, shehnaaz ka college bhi rehta hai baar baar badal nh skte na aur mein ab usse aur alag nh rehna chahta, Chachu- hamid shehnaaz ko ruksat krde mere saath, zald se zald"

"Aap sb sochle aap logo ko ky faisle lene hai, kyunki mera faisla yahi hai, or yahi rhega" he stated going out of the room
************
" kha the aap, kab se mein apk phone try kar rhi thi, lekin apne uthaya nh" she starts speaking nonstop as soon as he picked up her call.

" chup bhi ho jao kitna bolti ho, phone silent pe tha"

" toh phone rkha hi kyu hai apne apne pass, na apk social media account hai, outdated ho aap, apko stalk Karne ke liye Aly ke profile mein jana padta hai"

" oh toh aap mujhe stalk karti hai"

" apko nh toh aur kisko stalk kru" she said surprising him with her answer.

" kisi ko nh, stalk krne ki zarroorat nh rhegi khuch dino mein ap humesa ke liye mere saath rhengi"

"Matlab"

" mtlab Mrs Shehnaaz sidharth Ali, be ready to be mine and only mine in every possible way"

" Allah aap kesi baat kr rhe hai"

" shehnaaz zyada sarif mat bane, aapne kal ky ky kia apko btau mein"

" I am waiting to be yours" she murmured cutting the phone next second, hiding her face in pillows, she blushed harder.

" khuch faisle sirf apni khushi ke liye bhi karne chiye,
Zimeedariyan toh zindagi bhar nibhani hai"

Do like, comment and share ❤️❤️❤️

Jaan-e- Adaa ( complete)Where stories live. Discover now