Chapter-35

7.7K 800 103
                                    

Fatima cried harder after he left out from the room, he didn't even talk to her properly for once, she choked on her breathe, ruksaar was fast enough to make her drink water.

" ammi shaant ho jaye please, aise apk tabiyat aur bigad jayegi, doctor ne stress lene se mana kia hai na" asfandyar lost his balance and is going to hit the floor but sultan catch him on the time and made him seat on the chair.

" maine apne hi kaamo ki wajah se apne bete ko apne se itna dur kar dia," he shouted hitting his forehead on the nearby wooden rack.

" bahijaan aap Pagal mat baniye, ye sb ky kr rhe hai, isse khuch thik toh hoga nh na, aap logo se glti Hui hai, ab apko uska andaza ho gya hai, sirf afsos jatane se toh khuch nh hoga na," sultan whispered.

"Meri akal kahrab ho gyi thi Jo maine yusra ki baaton mein aur fatima ki baaton me aa gya, mera hasta khelta parivaar maine barbaad hone dia aur khuch kia nh bs khada hoke dekhta rha, maine tum sbke saath kitna galat kia hai, bada bahi mein hu, lekin bade wale kaam toh tune kiye hai, mujhe smjh nh aa rha hai kis muh se shehnaaz ki ruksati ki baat kru tumse" he asked him.

" bahijaan gltiyan sbse hoti hai maine aur asma ne bhi bhut ki hai aur aapne har dafa maaf kia hai, humare man me apk liye koi nafrat nh hai, ye toh mein ache se janta tha ki kabhi na kabhi ye baatein uthegi, duniya kitni bhi aage bhad jaaye bahi lekin ye sb cheeze logo ke liye utni hi mayne rkhti hai, jab doctor ne humko btaya tha ki shehnaaz ki fallopian tubes damaged ho gyi hai bhut had tak, toh mujhe ushi waqt pata tha ki meri beti ko bhut khuch sehna padega zindagi mein"

" sidharth jaisa ladka dhundne se bhi nh milta mujhe bahijaan, aur meri beti uske alawa kisi aur ke saath khush nh rhegi, hum shehnaaz ki ruksati zald se zald krenge, apko khuch kehne ki zarroorat nh hai" sultan stated.

" bhaijaan apk sukarguzar hu mein, maine jo bhi kia mujhe nh pta aap log kabhi maaf krenge ya nh, mein janti hu mein ap logo se khuch maangne ke layak nh hu, lekin ho sake toh mujhe dede" she said after a while wiping her tears away.

" hamid beta agr tum thik smjo toh apna karobar aake dobara smbhal lo, uspe sidharth se zyada tumhara haq hai, tumhare taya abbu toh humesa se yahi kehte the" Hamid's eyes get teary from the age of 23, he puts lots of hard work, dedication and devoted to raising the company, working till late, forgetting his other passion, his dream is to make Naazia's textile one of the top companies of Delhi.

" sultan bahi khuch waqt ke liye hamid aur ruksaar ko yahin chor de aur sidharth ko apne pass rkh le, hai toh saare apne bache, apk pass rhe ya yahan rhe," sultan nodded.

" hamid tum rukna chahte ho" sultan asked.

" abbu aise ek dum se job chor nh skta mujhe notice dena padega aur khuch kaam bhi uske baad aa jaunga" he said looking into the expecting eyes of asfandyar and fatima's.

" waise bhi sidharth bahi ko koi frq nh padega aap nh bhi aaye toh, woh toh ab bs apni biwi ke Saath rehna chahte" Aliyah stated making everyone's laugh.
*************
" chale bahi ab Zaldi se pizza order karde, aakhirkaar apk ruksati hone wali hai next week, abhi abhi sbne milke decision lia hai" aliya chirped sitting beside him.

" I am very tired aliyah, abhi khuch karne ka mood nh hai"

" haan toh bahi zara apne mood ko thik kro, apni behen mein kisi khadoos insan ke saath ruksat nh krunga, it's time for celebration," Hamid said entering the room with ruksaar.

" waise bhi shehnaaz ke saath rehke ye muh fula ke toh reh nh skte na, warna woh inka hi muh tod degi" ruksar stated sitting on another side of him and stroking his hair, she missed her brother too in all of this, he means a lot to her, he always fulfilled all of her wishes and it's good to see him finally relaxed after so long.

" ab woh toh baad me hi pta chlega ki woh inka muh todenge ya ye unhe padhane ka record" aliyah laughed.

" padhna toh padega ushe, post graduation bhi karani hai maine" sidharth speaks.

" bahi aap sure ho na apko shehnaaz ke saath rehna kyunki agar ye baat maine ushe btayi toh woh pukka apko khula ka notice dubara bhej dengi"

" ab aise bhi baat nh hai" sidharth said.

" baat to aise hi hai" all three of them said in unison.
************
After two days:

" zaheer sir aap mujhe ignore kyu kar rhe hai meri koi baat buri lagi ky apko" shehnaaz asked following him into the staff room.

" shehnaaz please go, I don't want to talk," he said in a very much calmer voice, from the last two days he was feeling guilty about even thinking about her like this.

" mujhe aapse Nancy ke baare me baat krni hai sir please ek baar baat sun to le" she requested.

" tumhara merse baat karna sidharth ko pasand nh aayega shehnaaz try to understand"

" par unhe ky problem ho.."

" what are you doing here shehnaaz??" Siddharth's voice came from the back.

" go from here" he whispered yelled.

"Par mujhe unse khuch baat krni hai" shehnaaz answered.

" shehnaaz jitna kha hai utna Karo" she ran out from there.

" I told you not to even come across her" sidharth said as soon as they both get in the staff room.

" at least listen to me first once" Zaheer requested.

" see I know I reacted, par mein pyar karta hu usse, you didn't know about being her my wife, or woh hai hi aise ki sbko usse pyar ho hi jata hai," sidharth replied sitting on the chair.

" you know me sidharth mujhe agr pta hota toh mein kabhi aankhein Utha ke nh dekhta, lekin ab feelings ka toh khuch nh kar skte, when I saw her first, mujhe laga I fall in love with her" sidharth gave him an angry look.

" but I was the wrong shehnaaz was only my infatuation sidharth, she is a very decent girl, very naive but I fall for Nancy not shehnaaz, maine kabhi shehnaaz ko miss nh kia, lekin I missed her the next second I went away from her, she soothes me, she became my calm, shehnaaz ke liye maine aise kabhi nh socha, maybe I was attracted to her only, aur meri band baji Hui hai do din se mila nh hu usse, teen din se she is ignoring me, I want to give myself a second chance yrr but this is so difficult, I don't know about her feelings, she thinks I am married, and she may get someone of her age, why would she settle for anything else" he finished, sidharth's hug him tightly apologising for his behaviour.

"Mein shehnaaz se baat krke dekhta hu"
*************
" aly kehde inhe mujhe koi baat nh karni inse, mere upr chillaya, aise bhla koi daatta hai apni biwi ko woh bhi dusro ke samne"

" shehnaaz sweetheart, darling, please open the door I am so sorry"

" ammi mujhe chakkar aa rhe hai, bhaijaan aap ambulance ko call kr le, mein behosh hone wala hu, ye humare sidharth bahi hi hai na aapi inhe koi aatma toh nh chipat gyi hai" Aly commented, sidharth gave him a stern look, he puts his finger on his lips controlling his laugh.

" abhi toh ye sb shuruaat hai agr shehnaaz ne inhe apne aage peeche nh ghumaya na toh mera naam badal dena"  aliyah whispered in his ears.

" jaan I bring your favourite brownie, ab agr you don't want to eat then me aly ko de deta hu" he tried his last weapon and it's work, the big foodie she is.

" kha hai brownie" she asked coming outside the room.

"Here" he said giving her the box, she takes from his hand and shut off the door in his face, the laughter echoed in the hall.

" fas gya mein toh" he murmured banging his head on the door slightly.

" khati meethi ladai
Rishton ko mazboot
Aur ghera bana deti hai"

Do like, comment and share❤️❤️❤️

Jaan-e- Adaa ( complete)Where stories live. Discover now